Do you fear forex ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    ji na hi mere dost main forex busienss ko darta na hi hu ku ki main forex ki real account main kam karna se pahalyea main demo account pe 6 months kam kyea hai or ass tarha trading shikh lyea hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      I think somebody is afraid of risks on Forex. But without risks trading of Forex is impossible, and there is no point trying to avoid it. The point is in evaluating to what extent you are able to risk and do not sink down.
      • #648 Collapse

        nahi sir forex mein fear to kahein nazar nahi ata, agr hum loss mein jaty hein to wo humari khud ki mistake or jazbati dicision ki waja sy hota hy, hum agr chahein to acha profit earn kar sakty hein
        • #649 Collapse

          bhai for ex se sirf loser darta hai na k winner or winner bane k liye practice or hard working ki zarroorat hai or jo for ex se darta hai wo kabhi bhi for ex pe kam nhi kar sakta
          • #650 Collapse

            g nahi brother main bilkul forex se fear nahi krta hon kiyn k main tu risk free tarde krta hon kam se kam risk factor ko use krty huye or without emotion or greed k trade krta hon yehi waja hai k mujhy profit milta hai or waisy bhi forex se wohi person i think dary ga jis ko total loss ho ga or khas apna capital bhi loss kr jaye then tu buhat ziada fear kry ga trading se
             
            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
            • #651 Collapse

              bhei g hum apny mistake demo pher tenkh karn sakt hein hum tarding mein mistake kart hein gess se humein srif loss hot hein is liye humein mistake se lesson line cheny or mistake ko donbera nhe karn cheny mistake karn se hum faid hot hein or hum mistake se lesson milt hein is liye humein galtion senkh milt hein.
              • #652 Collapse

                baat ey hay ky nuksan sy to sab ko hi dar lagta hay or mera khyal hay ky nuksan ky dar sy hi ham ko trading sakhny men bht madad milti hay ky hamri kisi galti sy ham ko big loss na ho jay is layia sara dhyan trading ki taraf hota hay or aisy sakhny sy knowledge hasil hota hay
                • #653 Collapse

                  ASLMA ALECUM my dear friends tu ye kee ap ko nksan ka dar ho ga tu treading kerna se phle ap ache trhan se knowledge le ke es kam me aio ge take kam se kam nksan ho ap ko
                  • #654 Collapse

                    koi b trading kartay howa fear mahsos karta ha,q k is duniya ma koi b lose nahi chata.but ager hum present mind sa trading karan to lose sa bach saktay han
                     
                    • #655 Collapse

                      fear of loss to sab ko he hota hai but main emotions se trading nahin karta hun aur apni analysis ki base per trades lagata hun. agar trades loss main jayein to main close nahin karta. main market kay reversal ka wait karta hun aur hedging karta hun.
                      • #656 Collapse

                        main ya samjt ho k forex mein aik loss ki waja fear bhi banti hai kyun k bhut sara log jab forex mein tradin karta hain tu wo fear ho kr trading karta hain jis ki waja se un ko loss ho jata hain aur main samjta ho k forex mein fear wo he log hota hain jo blind trading karta hain aur un ki koi bhi planing nahi hoti hai.
                           
                        • #657 Collapse

                          Fear trading ka hisa hy kyoun na k jab aap ko loss chal raha hota hy to app ko dar hota hy k sab loss na ho jay lakin agr markit haq me a jay to sab thek ho jata hy ..Forex aik business hi aisa hy jis me her trader ho fear ka samna karna pardhta hy.
                          • #658 Collapse

                            start main jab main nay forex join kia tha toh muje loss ka fear hota tha magar ab jab main nay aik saal trading ki hai ab mujhe koi fear nahi hai i am confident
                            • #659 Collapse

                              nahi me forex se nahi darta bulkhaay its my favourite from begining.i like it so much oor loss se durna nahi chee q k aik waqt asa zaror atta hy jaha aap ko profit milta hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                han yaar dar to lagta hy but vo khty hian na k dar k aagy jeet hoti hy. or vasy b real money k loss ko kisy nai bura lagat or kon nai drta. is liy dar sab ko lgta hy but dar k aagy jeet hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X