Do you fear forex ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1801 Collapse

    Forex main fear wali koi bat nhi hai agr ap is business ko apni puri mahnat k sth krte hain to ye ek bht hi asan budiness hai ap ko is main fear nhi balke interst ho jata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1802 Collapse

      Forex main fear just ap ko is chez ka hota hai k khain is main ap ka loss na ho jaye to ye to ek ftriti bat hai k kisi b insan ko apny loss sy to dar lgta hai or darna b chahye
         
      • #1803 Collapse

        loss main fear har kisi ko hota hai lakin i think k agr ap k pas forex ka complete knowledge hai to ap kisi b kism k fear main nhi rahte or is soch sy niklte hai k hamara loss ho ga
           
        • #1804 Collapse

          Forex main agr ap ny apni investment kr di hai to phr ap ko zrort hai k ap is ko positive way main sochain k ap ny apni puri mahnat sy is main just profit hi hasil krain gy
             
          • #1805 Collapse

            ap ka loss ya ap ka profit ap k khud k uper depend krta hai q k kisi b kam main jab ap apna 100 % nahi dy pate to us main to phr ap ko loss uthana parta hi hai
             
            • #1806 Collapse

              I believe that profit and loss is the part of the business, the business where you have only profit, i think it will not be halal, so we have to see both sides, but be positive and think if you got the loss why you get that, try to improve and never repeat the mistake again.
              • #1807 Collapse

                no. jb bussniess krna to darna kia . bary bary business ko bi losses ho jaty hain hum kia chees nhain . so be possitive about our buiness . or han ppreshan ni hona
                • #1808 Collapse

                  We are responsible for ourselves and therefore do not stake our capital with the analysis of others. There is nothing better in trading because traders pofesional can experience losses / prediction misses.
                  • #1809 Collapse

                    Asslamu Allikum wa Rehmatullhi wa barakatihi janntt halalahu wa dozkh harmahu dear all jo dar gaya wo mr gaya kam as kam main to foresx se bilkul fear nahi jo log is se fear hain wo is se chala kr is se earning nahi kr sktay. lehaza dar ko ak side main kr dain aur cook mind se aur bhaduri se trade krain..........
                    • #1810 Collapse

                      Dear fear sbku hota hai kay kahin wo money lose na kar bathay lakin forex ak acha business hai isma hum agar knowledge aur practice kay sath earning karen to hmara fear kam ho jata hai.
                      • #1811 Collapse

                        jee may dear yeh aik online busnie hai is main aap log mehnat kar k acha kasha earning kar sakty hain or aap log is main kmayab b ho sakty hain
                        • #1812 Collapse

                          bohut baar esa bhi hota hain kay hum jo market ko analysis ker bethay hain wo dasurt nahin hota hain jis ki waja say hamain bhaari nuksaan uthnay pertay hain is khouf kay sath hi market main trading ki jati hain zada tar
                          • #1813 Collapse

                            dear fear to is business men rehta hi hay magar dar ko nikal ker agar trade ki jai tu ap kamyab ho hi jaty hn agr hamein earning hoti hai to iss main loss bhi mumkin hai hamein .
                             
                            • #1814 Collapse

                              risk tu har kam main hota hey so forex main bhi hey fear tu hota hey lekin dar key agy jeet hey apny fear per qaboo pana chahye ta keh aap forex sey achi earning kar sakin aur aik kamyab insan ban sakin
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1815 Collapse

                                Yes in my own opinion i believe that we should never at any time fear forexbecause forex is a very profitable business although we might suffer loss occasionally butat the end of the day our profit will be bigger than our loss and that is why i suggest that we work hard in learning first
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X