trading mein kam lot size use karne ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein kam lot size use karne ka faida
    Pak forex forum se bonus hasil kar k jo log trading kartay han wo ziada new trader hi hotay han wo pak forex forum par posting kar k bonus hasil kartay han tu wo ziada profit earn karne k Lalach mein ziada lot size use kar k trading kartay han js se buht jaldi aik month ki mehnat zaya ho jati hy is liye new trader k liye ye zaroori hy k wo pahly learning knewledge aur experience hasil karain aur kam lot size use kar k trading karain kam lot size ka faida ye hota hy k ap ko loss kam hota hy js ko ap recover bhi kar saktay han new trader k liye ye zaroori hy wo kam lot size se hi trading karain tab kuch hasil kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

    kam lot size use karnay mei he faida hay pura mahina jab mehnat kar kay bonus hasil keya jay aur phr lalach ki jay kay foran aik he barri trade sey bohat sa profit wrong thinking hoti hay aksar beginners ki yahi wajah hoti hay wo looser ban jatay hain so hamesha experience hasil karain aur kam lot size mei apni trading karain aap ki trading bohat he achi hogi aap secure rehtay ho.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

      Trading me kam lot size use karny ka faida ye hota hay key agar esy trades me loss kar be leya jaye to big lot size use karny ka advantage traders hasil kar key loss ko recover kar sakty hey es key sath small lot size ki waja se traders ka expernice daily improve hony key chances hoty hey big lot size key use se loss recovery ka chance be traders ko nahi mil sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

        Hamesha me yahi prfer krta hun lalach na karen aor small lot size ka use karen ap k lye yahi acha rahay ga kisi lalahc mey na he jao tabhi ap ka faeda ha acha trader wohi hota ha jo lalach nahi karta aor capital small pe achi trading preservation kertay howuy small lot size mey he trading prefer karta ha.
        • #5 Collapse

          Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

          Forex trading main jab new trader aate hain wo lalach karte hain k zada profit hasil karain jis chakar main wo big lot lagate hain aur apna loss kar dete hain jab k humain pehly apni learning karni chaiay knowledge hasil krna chaiau aur hanesha small lot select karni chaiay take acha profit bhi hasil.kar lain aur save trading bhi kar sake
          • #6 Collapse

            Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

            Dear friend apny acha sawal pocha hai jo trader km lot size use karty hen wo hmesha kamyab hoty hen km lot size lgana achy aur kamyab trader ki nishani hai trading boht risky business hai es me kuch bhi ho sakta hai es lye trade lgaty wakt km lot size lgana chahye kui k aksar account bary lot size ki wja sy wash hoty hen. km lot size apko bary los sy bachata hai.
            • #7 Collapse

              Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

              Trading main jab bonas milta hai ti bohat say trader trade volum bohat ziyda rakhty hai aisa nai kerna chahey es main bonas ko daikh ker risk lena chahey 200$ k acvount per 30% risk lena chahey ap bhi save and account save trade to baad main bhi dobra mil jay agar belance na huwa ti kia ho sakta hai esliya pehlay hi lot size kam rakhain taku koi blroblim na hi aur trade bhi aihsta aishta chalti rahay kam lot loss bho kam detin hai aur acvount bhi wash nahi hota ersay new trader ziyda lot laga ker jaldi account wash ker dety hain.
              • #8 Collapse

                Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                Forex ma hamesha lot size km rkhain kew k jo new log atay woh aksar jb un ko bonus milta tu woh aik achy profit k lea lot size zada kr k profit earn krna chah rhy hoty. js sah woh loss ma jatay or account wash kr k beth jaty.
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                  lot size apny account k mutabik use ki jati hai agar ap ka account bahot bara hai to ap bare lot size bhi use kar sakty hain is sy ap ko ziada profit kamany ka moka bhi mil sakta hai is liye apny account ko jitna bara hosakta hai bonus sy bharain.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                    Forex trading main jo new trader hain un ko chahiye k wo forum se posting ker k jo bonus milta hy us per trading kertay huay apna lot size kam rakhain takay un ko loss kam ho lot size kaam rakhne se profit to kam ho ga lekin app ko loss bhi ziada ni ho ga kam ho ga jis ko app asani se recover ker saktay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                      Aslam o alikoum dear main too sab say phly y khana chahta hu kay trading main lot size ke kafi importance hai aur lot size ko kafi soch samjh kr use krna chahaiy agr kisi trader ke investment zeada hai tab bhi us ko chahaiy kay lot size ko market ke movement say sath kam ya zeada use krain
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                        really great. jab capital kam ho to lot size kam hi rakhy q k agar ap ziyada lot size lagaye gy to apka jo capital hoga wo bhi jaldi sy hi jaaye ga agar ap ka capital ziyada ho to phir ap lot bhi bada lagaye phir ziyada mushkil nahi aati. au capital bhi safe rehta hai is sy.
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                          Kam lot size use kar k trading karne mein faida hi faida hy kiok agr ziada lot size use kar k trading kartay han tu is se account buht jaldi wash ho jata hy aur kam lot size use kar k trading karain tu is profit tu kam hota hy aur agr loss hota hy wo bhi kam hi hota hy is liye new trader agr trading mein kaamyaab hona cahtay han tu kam lot size use kar k hi trading karni cahaiye
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                            Forex trading business mein agr hum Kam lot size use kar k trading kartay han tu is ka faida hi nuqsan koi nhi hy kiok agr hum apni trading mein Kam lot size use kar k trading karain gay tu is se ye ho ga k agr profit kam hota hy tu loss bhi kam hi hota hy aur hum us loss ko recover kar k trading mein profit earn kar saktay han is liye kam lot size use karne ka buht faida hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein kam lot size use karne ka faida

                              Samll account holder k lia yahi achi baat hai k wo lot size chota lagain taky loss recover ho saky aur is k ilawa big account holder ko chahiya wo apne experience aur capital k mutabiq hi lot size lagain taky faida ho loss kamsay kam hu

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X