Trading k daoran ghussa kab ata hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

    jee treading mein humay gussa tab he ata hay jab humay tread permanent loss mein ja rahi ho ya ek he jaga par ek he points par move ho rahi ho ya phir humay profit gain nahi ho raha hun or tread ko b kafi time ho gay tu ous time humay itmanan say kam lana chyia ku kay agar hum gussa say kam kran gay tu hum apni lots ko loss mein he closs kar den gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

      trading k doran gussa us waqt ata ha jb ap loss ma ja rhy houn es lea kaha jata ha k forex ma anay sah pehly apny emotions ko control krna seekhain. kew k gussa ma jo kaam hona hota ha woh or b kharab hou jata ha.
       
      • #18 Collapse

        Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

        han ye bat dekhe gaye hey jab bhe hum trade lagte han jab wo tora profit me aa kr phr se loss me chale jate hye to hum ko as bat pr bohat zayda gussa ata hye hum ko chahye ke as me gussa na karan apne trade pr sl and tp laga kr chor dain and apne ap ko tensin me yahan js se hum ko acha fayda hota hye agr hum sochte han ke bar bar markt ko and trade dekhene se hum ko profit mel jye ga to ye hum ke soch ghalt hye markt apne ap chalte hye as lye hum ko as pr sochna chahye ke jo hum ne trade lagaye hye koch soch samj kr lage hye agr soch ke sat lage hye to hum ko sl ya tp ka wait krna chaye as se humri tradeing achi hote jate haye
        • #19 Collapse

          Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
          Dear brothers trading k daoran banday ko ghussa uss waqt ata hey jab trade men aa kar phir loss men chali jay aur phir musalsal loss men hi rahay ya phir trade aik jaga pe hi move karti rahey lekin phir bhi hamen sabr se kam lena chahiay kiun k ghussa karnay se koi profit nhi milta hamen bus apni mehnat ko jari rakhna chahiay tu mehnat ka phal zaroor milay ga
          Jada Tyres trading ke dauran Ghoshna kab Aata Hai Jab Hamari trade profit mein jaa rahi hoti hai aur hum Karte nahi karte Aur phir Todi der Baat bolu isme Chali jati hai aur phir Hame gussa Aata Hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

            Jab kabhi hum trading ko apni strategy kay mutabik sahi say laitay hain to aksar aisa hota hai kay hamari trade opposite simt main janay lagti hai jis ki wajah say humain ghussa aanay lagta hai. To is soorat main hum log aksar apni trade ko close kar daitay hain aur hum loss main chalaay jatay hain. Humain kabhi bhi ghussa nahi karna chahiye aur Sabar say kam laina chahiye. Sahi hal to yehi hai kay trade ko pick kar kay hum apne computer ya cellphone per market ko dekhain hi nahi.
            • #21 Collapse

              Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

              g bilkul sahi kah rahy haain forex main jab hum koi trade open karty haain aur wo loss main chali jaaaye ya maslsal humari tardes loss main jaa rahi hun to hume bahoot ghussa ajata hai liken hume gussa nahi karna chhaye bal k sabar se kam lena chahye taa k mehnat kar k apnay loss ko recover kaarain na k ghussy se account he wash kar daain aur koi trade b naa kar sakain.
              • #22 Collapse

                Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                g han bhai apki bt thk ha usi wqt gussa ata ha jab apki trade loss m chli jaty ha or loss m hy rhty ha kafi time ya us sae zyda guissa tb ata ha jab apki trade profit sae loss m jaty ha oe why rhty ha orkbi kbi market kuch hy points pr move kr rhy hoty ha upr nechae ni hoty ha tb b bht gussa ata ha lkn hmesha hme cheyaeae sabar sae kam laen taki hm apni trade ko axa bna skaen
                • #23 Collapse

                  Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                  G sir ap ny bilkul sahe kaha k trading k daoran banday ko ghussa uss waqt ata hey jab trade men aa kar phir loss men chali jay aur phir musalsal loss men hi rahay ya phir trade aik jaga pe he chaltee karti rahey lekin phir bhi hamain sabr se kam lena chahiaye Qk ghussa karnay se koi profit nhi milta hamen bus apni mehnat ko jari rakhna chahiaye tu mehnat ka phal zaroor milay ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                    G forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur agr profit ho raha ho aur ki movement change ho jaye tu gussa tu aata hi hy lakin is liye sabar ki ehmyeet ziada hy aur agr us waqt sabar kartay han aur khud ko control rakh kar saktay han tu acha experience hasil kar saktay han is experience se ap next time apni trading mein wo mistake nhi karain gay jo us waqt ki ho gi
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                      hello dear friend loss k bad to boht gussa ata hai woh gussa bhi apny oper ata hai profit mein hum ne trade close kion na ki yeh aik mistake hoti hai jis se hamein seekhna chahiye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading k daoran ghussa kab ata hey?

                        Trading k doran gussa tu definitely aa b skta ha or ata b ha. es ke bhhht sari reasons hain yah tu apki internet speed hou skti hai. yah phr trade ma anay k baad ap loss ma ja rhy houn continuously yah fr trade aik e jaga pa move kri jaye. so apny emotions or gussa ko control ma rkhna chahea.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X