Relax in Forex and waiting for best time?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Trading ka aik asool yeh bhi hota hy keh jab aap relax na ho aur tension main hon ya aap ko market ki samjh nahi aa rahi ho to trades na lagayen aur wait karain, keh aap is key leye prepare ho jayen. Tension main keye gaye decision theek nahi hotey aur loss ho jata hy.Pehlay market ko samjhain, agar samjh main aa raha hy to trads lagayen, warna wait karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      sorex trading par kam kr ne ka best time 5 baje se lekar 10 baje tak hai bhetreen time forex trading k liy
      • #78 Collapse

        Asalam alaikum dosto senior and junior mare ap sab ko ya mashwara ha ka learn ka silsila jare rakhain or is lia nahi ka sinors na sekh lia ha to ab qu learn krain bhai is loa ka jitnay bhe nay aay han in ko ap sa sekhnay ka moqa milay.
        • #79 Collapse

          forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee
          • #80 Collapse

            Forex is a relaxing place & tension free place.Work here smoothly. wait a long time for suitable entry point to start your trade. Don't be hurry up.Those who had quickly started, all of them are looser.
            • #81 Collapse

              well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex trading mein humein patience kay saath apni trades ka wait karna hota hai aur impatience say hum apni trades ko loss mei ley jatay hain, humein Forex say quickly profit earn karnay kay bajaey consistently profit earn karnay ko priority dena chaheay...
              • #82 Collapse

                Of course, we have to relax ourselves while doing trading and we must wait for the time which is the best for our trading, i believe that if someone try then, he can do his best.
                • #83 Collapse

                  agar aap ko trading main profit nhe ho raha to koe baat nhe aao relax rehna chaheay aur aik achhay waqt ka jntazar karain
                  • #84 Collapse

                    han ji forex me bohat soch smajh kar or relax mind ke sath kam karna parta hai yahi aik business hai jis me aap relaxation feel karte hue kam karen to bohat profits bana sakte hain is business me or mind relax na ho to is me kuch hasil nhi ho pata hai aap ko .
                    • #85 Collapse

                      MEre Pyare forum kay sathi bhai apnay jo ye jo sawal pucha hai ye boaht achaw hai kyn kay is say kafi information milti hai or mere kahyal main " Forex trading main trade karte huye Apne Mind bilkul relax rakahin Or Sahi Time or signal Or Confirmation honay PAr Hi Trade LAgian
                      • #86 Collapse

                        forex me 2 cheezien buhat zaruri hay aik sabar and doosra laluch se perhez jo shukhs in pe qabu pa gya woh kabhi trading me maar nahi kha skta hay and in kay liye zaruri hay ap apnay emotions per qabu rukhien
                        • #87 Collapse

                          g haan bhai jub yaha per kaam kere us k leey thura wait bhe kiya kerne takay ap loss se buch skaeh aur acha profit hasil ker saken,.
                          • #88 Collapse

                            forex bussniess mein hamein relax ho kay kam karna chahiye ku kay ahista ahista ap sabaq hasil kar kay apni manzil tak phnch hi jaty ho or forex bussniess kabhi bhi ap ko mayus nahi karta hai bal kay ap ko ap ki mehnat ka sila zrur deta hai.
                            • #89 Collapse

                              Trading profits and others continued the business is not required to earn free. It would be wise to enter the market and hit the target, and to wait patiently waiting for the best time is good. In this way we have a worry-free, with many items at a time.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Yes dear you are right forex market mai trading krnay k liye patience say kam lena bohat zroori hai or exact entry or exit points ko findout krna b bohat zroori hai.trading mai kisi trha ki jldbazi say trader ko difficulties face krna pr skti hai isi liye zroori hai k complete patience say trading ki jaye.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X