Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?
    Dear brothers ab tu hamari bahut c threads bhi delete ho jati hen meray khayal men jiss thread ka topic forex trading se hut kar ho repeated ya copy thread ho ya bilkul low quality ki thread ho tu moderator review men foran delete kar deta hey iss liay koshish karen k apna bhi aur dusaray members ka bhi time zaiya nah karen aur achi quality ki thread post karen ta k members achi reply post karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

    g bilkul sahi kah rahy haain hume asi threads create karni chahye jo forex trading k baray main ho aur dusrun ki help k liye ho naa k asi threads create karain jo copy hun ur low quality k hun aur na he trading se related ho asi threads kisi kaam ki nahi hai ye moderators delet kar daity haian is liye kosish kaarin k asi post create kaarin jo informative ho aur dusrun k b time zaya na ho aur na he apna time zaya ho.
    • #3 Collapse

      Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

      Yes brother ap ki bat bilkul tek ha thread ka topic ho ya pora thread ho forex k hawaly sa hi hona chaheye ta k delete hony sa bach jaye kion k delete hony sa thread waly k sat sat un logo ka bi nuqsan hota ha jin logo na us pa reply keya hota ha thanks very much
      • #4 Collapse

        Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

        Dear brother Hum yahan pe trading ke mutaliq guftagu kar rahe hote hain to hame trading ke mutaliq hi apne theards ko create karna chahiye agar Hum apne threads trading ke mutaliq post nahi karenge yahan ka title nahi banayenge to tab hamare theardss delete ho jayenge isliye hame apne theards mein zaroor forex ke related hi hone chahiye ab hai Hum kamyab ho sakte hain
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

          i agree with u hamari thread ka topic forex se related hona chahye agr koi irrelevant topic ho to moderator us ko delete kr daita hai jis se nuqsaan hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

            Ji bilkul humari bht si threads delete hi jati hain or phir hum sochtay rwhtay hain k ye kiun delete hui bht si threads fazool hoti hain or baymaqsad hoti hain is lie wo delete ho jati hain aisi threads se parhaiz krain or thread sirf forex se related or informative honi chahiye takay her kisi ki help ho sakay
            • #7 Collapse

              Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

              Bilkukaesa hi hay k hum jo bhi new thread create karte hain wo forex se related honi chaiay aur informative.threads hono chaiau take ane wale new members un se kuch new seekh sake aur un k knowledge main izafa ho sake bar bar aik hi jesi threads lgane ka koi faida hota wo delete kar di jati hain
              • #8 Collapse

                Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

                jee han forex par humay chyia kay hum only forex kay kam ki bat kran or thread b forex ki upload kran or sath posting b forex kay kam ki ho ku kay yahan kafi log baki batan b karta han is lyia humay chyia kay hum kam kay time kam ki bat kran na kay kasi or chez ki is say humara kam par effect ho sakta hay or hum unsuccessful ho sakta han dehan na denay par
                • #9 Collapse

                  Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

                  Jee han ab forum se boht se threads bhi delete ho jaty hein iski waja thread ka topic forex se relate nahi hota ya phr kam line mein thread create hota hai jb woh delete hota hai tu us pe reply bhi remove ho jaty hein dosron ki mehnat bhi zaye ho jati hai is liye bhai aap log thread ka topic forex se relate create krein tah k woh remove na hon.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

                    bilkul ap sahi keh rahe hain k thread ka topic forex k related hona chahiye ku k bohat se log esa karte hain k wo forex k opposite threads create kar dete hain jis se pak forex forum k members ko problem hoti hai or wo us thread ka answer dena bi na pasand karte hain jis se ap ka thread zaya ho jata hai so ache bonus k liye thread informative create kare.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread ka topic sirf forex trading k baray men hona chahiay?

                      G han dear friend ap ny acha mashwra dya hai hame thread karty wakt sirf forex treading k topic pe bat karni chahye kuch member thread me edhar udhar ki bat kar jaty hen jis sy koe member unko reply nai karta aur na unko thank milta hai aisy thread delete ho jaty hen es lye thread karty wakt sirf forex trading aur pak forum ko discuss karen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X