Profit removes my pain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    assalam o alaikum bhai jan bat ye hai kay jab gham ko koi achee khabar miltee ha to ham ko buhat khushee hotee hai or ham ko agar koi sadma ho wo bhool jata hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      bat ye hai bhai jan jab gham ko koi achee khabar miltee ha to ham ko buhat khushee hotee hai or ham ko agar koi sadma ho wo bhool jata hai or hamree ghamee khushee me tabdeel ho jatee hay
         
      • #33 Collapse

        assalam o alaikum bhai jan aesa bhi hota hai kay jab apko profit hota hai toh ap bohat he khush ho jatay hain or phir ap khush ho kay or bari lot laga dete hain trade pe lekin aesa nahi karna chahye kyun kay agar loss ho toh bohat zayada ka hota hai.
           
        • #34 Collapse

          assalam o alaikum bhai jan may bilkul agree karta hoon apky statement say forex market may ye bhut zyada zarore hy kah agar hamara experience acha hy to hamay forex trading may ek mind set karna chahye kah hamay kitna earn karna hy
           
          • #35 Collapse

            Profit and loss dono trading k parts hain, aisy possible nai ha k ap har waqat profit he karty rahen, r agar ap ne apny trade ko safe rakhna ha tu apko chahey k ap jub trade start karty hain tub apke nazar apki trade per he honi chahye.
            • #36 Collapse

              g han jab forex me profit hota hai to sab pain khtam ho jaty hian and phr to forex
              bht hi achi lagti hai andis ko join kiye rehny ko bht dill kerta hai and jb loss ho raha
              hota hia ot isko corny ko dill kerta hai.
              • #37 Collapse

                Assalam O Alaikum, Bhai g aisa newbies ke sath aksar ho jata hai keh wo baghair kisi plan ke jab trade place kertay hain to wo loss main jati hai aur wo tardes per stop loss bhi use nahi kertay hain jiss ki waja se big loss kerwa letay hain.
                • #38 Collapse

                  i thinks jee janab bilkul jo pain loss hone par hota hai woh hum asani se bhula nahi sakte but agar profit hojae to humain itni khushi hoti hai ke us pain ke bare mein bilkul bhi yaad nahi hota.............................................. ......................
                   
                  • #39 Collapse

                    i thinks jee janab bilkul jo pain loss hone par hota hai woh hum asani se bhula nahi sakte but agar profit hojae to humain itni khushi hoti hai ke us pain ke bare mein bilkul bhi yaad nahi hota.....................................
                     
                    • #40 Collapse

                      yes profit can remove our pain . Q k jab hum koi loss k bad profit hasil kartey hen tou hamara profit kam hojata hey or pir hum bohat c cheeezon ko b bhool jatey hen isi liye profit k zarye hum apni sari takleefey hil jate hen or apne kan ko ziada achi tarikey se karney ka sochtey hen.
                      • #41 Collapse

                        profit ho jany se ap ki waki kafi tnsnz door ho jati hai ku kay profit chez hi aesi hai kay ap kay sary dukh khud hi door ho jaty hai par profit hasill karna bhi itna asan nahi hota hai us kay liye bhi mehnat karna parta hai tab ja kay profit hasil hota hai ap ko.
                        • #42 Collapse

                          my dear brohter assalam,o,alaikum yes prosit removes my pain but i have not a profit i have trade but profit not gain i have lost my money
                          • #43 Collapse

                            Forex trading aik bohat zayada risky business ha is leya is main ham jo b apna profit banatayhain us ka b loss ho sakta ha is leya hamainis main soch samjh kar trade laganeychheya .
                            • #44 Collapse

                              g bahi forex main losss hota hai pr humy hr kam learning kr k he krna chahy kun k is say humara he faida hai hor hum tb he loss say bach skty hain jb humy trading hor market k bary main ilam ho
                              {...ALONE....} :cool: BUTT HAPPY..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                dear aap ki baat durust hy agar aap ki lagi hui trade loss main chali jy to aap ko tension zaroor hoti hy aur phir jb wohi trade baad main aap ko profit dy jy to aap ko us ki khushi b bahut hoti hy aur aap ki tension b khatam ho jati hy lakin aap agar stop loss aur take profit laga dain gy to aap ko computer k samny bethny ki zaroorat nai rahy gi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X