Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

    Dear ap thek keh rahe ho es business mai sirf aur sirf woi kamiyab ho skta hai jis k pas knowledge aur experience ho ga agar ap k pass nhn hain tu koi bad nhn kch din ki learning se ap es kabil ho skte ho k es business se acha earn kar k apni life ko enjoy b karo aur aage b le kar chalo...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

      G Han friend agar ap new member hen aur ap trading karna chahty hen tu ap pehly demo account pe practice karen jb apko lgy k apko knowledge hasil ho gya hai ap expert ho gaye hen tb ap trading shoro karen warna aisy apko los ho sakta hai zayada tar los un logo ko hota hai jin k pas knowledge aur experience nai hota.
      • #18 Collapse

        Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

        forex mai loss sy bachny ky liye hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forx trading poor mans ky liye bohat ache job hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

          Forex trading ma loss say bachanay k leya bohat zarooori hai kay ap forum pa phaly is kay bary ma bohat zayda knowledge hasil karin ar pir trade start karin ar sai tme pa entry lani chaye is traha ap ko bohat zayada faida hoo ga
          • #20 Collapse

            Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

            agar hum loss sy bacna chatey hain to hamy pahly acha experience hasial karna chahey or pher ache planing kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik online business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
            • #21 Collapse

              Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

              Loss say bachnay aur loss ko kam kernay ka yeahi tarika hay kay trader study keray aur pehlay trading ko seekhay. ager trader ko seekha jaye to meray khayal main trader trading main loss ko kam ker sakta hay aur loss ko manage bhi kia ja sakta hay. is liye trader ko trading shoro kernay say pehlay demo account ki trading kerna boht zarori hay ta kay usay idea ho sakay kay wo kitna acha trader hay.
              • #22 Collapse

                Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

                agar hum forex mai loss sy bachna chatey hain to hamy pahly learning karne chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy or hamy lalch or emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey forex aik world wide business hain hum is mai aagr bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Agar loss se bachna hey tu pahlay experience hasil karen phir trading start karen

                  yes dear is main koi shak nai hay k agar hamko forex k baray main knowledge nai hay to hamko isay join nai krna chaye q k agar ham aisa krtay hain to hamko is main lose k ilawa kuch bhi nai bach sakay ga aur ham markeet main sharmidagi he uthaingay aur markeet hamaray hissay main kuch bhi nai choray ge aur agar ham is ki tayari kkr k kaam krtay hain to hamko is acha result achi profit ki surat main milay ga.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X