salam dosto main aap seb se pochna chahta ho aaj kal aap kis pairs par trading kar rahay ho mujhay is time aus or nzd boht acha lag raha hai yeh boht gira howa hai main ne is par trade laga rakhi hai baki friend b apny apny raai share kare k aap kis par trade kar rahay hai ta k seb k knowledge main izaafa ho
shukriya
shukriya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим