Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi
    Dear members mera sawal ye ha k humara acount jis ma k balance forum sa atta ha post ya threads k badly ma keya hum usi acount ma apni investment bi laga sakty ha ya nahi please share your knowledge for information of all members thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

    G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hai dear ye to mjy nhe pata kah bonus account me ap mazeed apni pocket sy investment kar sakty ho ya nhe mgr yahan me apko ek mashwara zaror dy sakta hon kah ap aesi ghalti har guze mat karna qk ye account kesi bhi time apka block ho sakta hai jis sy apka bonus to waste hoga he mgr sath me apki real investment bhi waste ho jay gi
    • #3 Collapse

      Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

      Bonus accou t mein investment ki ja sakti hai aap ko chahyea kay aap jazz cash sae apnay oaisay skrill mein submit kerwain aur phir skrill sae apnay insta kay accou t mein shift ker dain tou woh aap kay account balance mein jama ho jayain gay tou iss tarah aap forex mein apni investment ker saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

        Jde janab hum is main apna pasay laga saktay hain mager assa kerna nai chaya q k hummay forex ka itna experience nai hota hay jis ki whaja say hum apna sermaya khatam ker saktay hain is liya forex hummay jo bonus data hay is say he kaam kerna chaya
        • #5 Collapse

          Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

          Assalamualaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai all mumber say guzarash Hai Ke hamara account main balance forum kartay hain aur posting ya thread Ke badly main kiya jay ham ISSI account main aapni anvesment Kar sakaty hain thanks
          • #6 Collapse

            Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

            dear bonus account main ap apni invest tu kar sakty hain mger bonus account main ap ko real deposit nahi krni chaheay real k lea ap ko real account open kar k uss main invest karna chehay kyn k instaforex ka bonus account wo kbhi bhi disable kar sakty hain iss lea ap ki invest bhi zaya ho skti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

              G hum us me investmint kar sakty hin or profaht k sath profaht bhe ley saktu hin or nuqsan k sath nuqsan bhe outha sakty hin or investment bhe hoskty hin aghr hum chay to.
              • #8 Collapse

                Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

                forex mai hum bonus account mai bonus py trading karty hain hum amount invest kar ky be trading kar sakty hain forex aik real business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

                  forex mai hum account bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik real or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

                    forex aik online business hain ham is main trading karty hain or ham is main learning ky sath earning be hsial kar sakty hain ham apny bonus account pay be trading kar sakty hain or successful ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty han or loss sy be bach sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

                      hum bonus account mai amount be invest kar sakty hain or kam kar ky earning hasial kar sakty hain hum forex mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Bonus acount ma apni investment kar sakty ha ya nahi

                        hum apne amount deposit kar asane sy kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forerx aik online or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kare sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X