agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,
    dear orex members is bat pe main ye kehna chau gi k jb ko i bhi forex member forex ko seekhny main mehnat krta ha us ko samjhna us ky liye time nikalna ,us ke rulles ko ollow krna sb us ki mehnat main shamil ha ,sirf or sirf apni luck pe depent nahi kia ja skta ,balky jahan tk mera khiyal ha k jb tk ham hardworking nahi krty us time tk luch bhi amara sath nahi deti ,jb ham mehnat krty hain to luck bhi hmary sath hoti ha ,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

    My dear ap ny bilkul thk kaha hai k agr ham forex trading ko taim nahi dy gy aur mahnat nahi kary gy To hamy luck par depand nahi karna chaiy q Allah b un ki madad nahi krta ho apni madad ap nahi karty es ly sub sy phly hamy apni taraf sy puri mahnat aur lagao k sath forex ko sekhna chaiy phr us bad hamy apny experience K sath luck b azmana chaiy
     
    • #3 Collapse

      Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

      My dear ap ny bilkul thk kaha hai k agr ham forex trading ko taim nahi dy gy aur mahnat nahi kary gy To hamy luck par depand nahi karna chaiy q Allah b un ki madad nahi krta ho apni madad ap nahi karty es ly sub sy phly hamy apni taraf sy puri mahnat aur lagao k sath forex ko sekhna chaiy phr us bad hamy apny experience K sath luck b azmana chaiy.......
       
      • #4 Collapse

        Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

        Byshk jab isnan mehnt krta hai to uska phal use zarur mikta hai aur bgher mehnt k sila pany ki khuwahish bewaqufi hai. Jb mehnat hi nah ki ho to banda kisi chz ki umed hi nah rakhy. Sirf luck pr trading business nahi chlaya ja skta kabhi bhi. Agr ap kamyab trader banny ka khwab dekh rahy hn ro apko chahye k mehnt kryn.
        • #5 Collapse

          Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

          Jahan tak mera khayal hey forex trading men mehnat hi kamyabi ki key hey kuch log tu kabi kabi apni luck ki waja se bhi acha profit hasil kar letey hen lekin her dafa luck sath nhi deti iss liay luck pe depend karnay ki bajay apni mehnat pe depend karna chahiay kiun k forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey
          • #6 Collapse

            Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

            ​G han dear forex trading aik complicated aur difficult buisness hy is main kamyabi ka aik hi formula hy aur wo hy hardwork jo hardwork kerta hy wohi kamyab bh hota hy aur earning bh kerta hy, forex trading main forex market ko samjhny ke liy ap ko demo account per kfi ziada time daina chay ager ap demo per practice kren ge to ap ko forex market ke bary main kafi experience and knowledge hasil ho ga
            • #7 Collapse

              Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

              Ager ap mahnt sy kam nhi lo gy tu ap luch bhi sath chur jay ga mahnt sy frad NY pther sy stone sy dudh ki naher nikaly hi es lie es min ager mahnt sy kam kerny gy tu lunch bhi ap ka sath sy ga.ager manht na ki luch bhi sath nhi day ga.Hamasha bager mahnt k kamyabi na munken hi.
              • #8 Collapse

                Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                Achi mehnat karni chahiye agar lalach mind mei chalay ga aap kabh achi trading nahi kar saktay hain hamsha perfect mehnat karain aur lalach ko nikaal den agar aap trading kay rules ko he follow nahi kartay perfect trading karna aap kay liye na mumkin hota hay eslye achi trading wohi jo plan pe mushtamil ho aur uskay lye kuch goals aur planning set ki jay.
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                  G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal pahly to apko mahnat karni chahye luck pe depend nhe karna chahye na he trading me luck ko azmana chahye mahnat me apko lalach ko bilkul bhi shamil nhe karna chhaye agr ap mahnat karty han han us me ap lalach bhi shamil ho jata hai to us time apka luck bhi apka sath nhe dy sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                    G han bilkul apki bt right hay k jab tak hum kisi bhi kam min mehnt nai karte humari luck bui km nai karti agar hum ye soche k humare pass knowledge hay humain zada mehnat ki zarort nai hau tou aesa nai hay jab tak hum soch samjh kar kam nai krte hum kamiab nai ho sakte
                    • #11 Collapse

                      Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                      Forex mein luck ka koi kaam nahin hai forex mein humain jo kuch milna hai woh humari mehnat sae hi milna hai tou humain bhi apna waqt zaya nahin kerna chahyea aur forex mein zayada sae zayada mehnat kerain forum ko time dain achi aur perfect trading kerain ta kay kamupyabi ho
                      • #12 Collapse

                        Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                        Dear brother apny achi bat ki hai me apki bat sy agree karta hon ensan mehnat kry tu har manzil hasil kar sakty hen agar mehnat na kren tu ensan ka luck bhi sath nai deta kuch log jb nakam hoty hen tu luck ko zimadar theraty hen mgr wo ye nai sochty k unhe ny mehnat jo nai ki thi phr kesy kamyab hoty, kmyabi k lye achy luck k sath mehnat bhi zarori hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                          haqeeqat ha agar ap ki trading mey lalach shamil ha ap ki mehnat bhi confirm zaya ha ap ney jitni bhi skills khasil ki hain trading ki ya jo bhi strategies hain wo ap ko looser bana den gi hamesha achi mehnat achi success khasil karnay ky lye discipline hona chahaiye jab tak trading se greed nahi chorro gay eatn karna mushkil ha.
                          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                          Please visit my trading journal from here
                          • #14 Collapse

                            Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                            Beshk bhai ap ny thk bola mehnt bagr kuch ni luck kabi kabi chal jata lykin mehnt infromtion our experience taqreeban khar dafa kam ata hai agr ap froum ko join kartyy hai to luck ki bina par trad na krenn balkyy forxs ky bary main knowladge hasl karenn forxs hai kia trad kaisyy kartyy hai ouri stargery bana kar phr trrading ky bary main sochy our first time tradind main kam sy kam point use krenn aista aista jb smjh lagti jaiyy gei phr tohra tohra beshk point barhtyy jaiyy..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: agr mehnat na ki jaye to luch bhi sath nahi deti ,

                              agr hum forex markt me ate han to as me hum ko as ke knowladge ko samjana chahye and as ko learn krna chahye js se hum ko acha fayda hota hye jab hum as me apne mehant krte han to sat sat hum ko ye be dekhana ho ga ke as ke rulles kia han and an rulles ko parhane me agr samj na aye to hum as forum pr post laga kr poch sakte han ye markt surf and surf mehant pr hum sekh sakte han jatna hum zayda mehant karn ge atna he acha as se hum ko fayda ho ga apne ap se lalch ko out karan and hard word pr apne nazar rakhan luck kabi kabi kam karta hye but all time mehant kam ate haye as markt me

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X