newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..
    dear main apko yeh batana chahta hoon k new threads ka matlab hota hay k hamaray pass koi aisa experience hay jis k baray main ham apnay memberrs k sath usay share kar dain laikin yahan to aisay threads share kia jatay hain jin say na to kisi ko faida hota hay aur na koi un say faida hasil kar sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

    Dear friends ap ny bilkul thk kaha hai k hamy wo thread deny chaiey jisy hamy faida ho aur aur hamry mambar k knowledge my ezafa ho taky wo us Thread sy khuch na khuch sekh skhy aur forex trading sy profit hasil kary us thread krny ka koe faida nahi hai jisy y koe faida na ho us sy khuch experience gain ho
    • #3 Collapse

      Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
      dear main apko yeh batana chahta hoon k new threads ka matlab hota hay k hamaray pass koi aisa experience hay jis k baray main ham apnay memberrs k sath usay share kar dain laikin yahan to aisay threads share kia jatay hain jin say na to kisi ko faida hota hay aur na koi un say faida hasil kar sakta hay.
      Assalamu alaikum bhai jaan Jabalpur to hum Jab new thread book read karte hain toh iska matlab hota hai ki Jyoti knowledge Maloom hoti hai woh apne bhai Tak Jage Jage usko be heated Mein jitne ka mauka Mil Jaye
      • #4 Collapse

        Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

        G han bhai ap sahe keh rhy hen new thread ka mtlab hota hai k ap nai bate members tak pohnchaye, take new member hmari bato sy knowledge sekh saken aur faida hasil kar saken hame bar bar ek jesy threads nai karny chahye kui k aisy thread pe koe reply nai karta na koe thanks deta hai aur hame kanjosi nai karni chahye jo thread acha lgy usy thanks zaror karna chahye.
        • #5 Collapse

          Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

          G han bilkul nayi thread ka yeh matlb hoskta hai k ap us me kisi esi bat ka zikr kryn jo k apki information hon jo ap logon tk phnchayen. Is me apko dhyan rkhna prta hai k kia wo malumatdrust hain tb hi post ki jayen.
          Is ky ilawa new thread me ap koi bhi swal jo ap k zehn mein forex k bary mein hai wo bhi post kr skty hai .
          • #6 Collapse

            Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

            Forex mein jo bhi members forum per kaam kertay huay thread banata hai tou uss ko chahyea kay uss mein woh apna experiance share keray koi informations share keray jo doosroun kay bui kaam aa sakain aur sirf bonus hasil kernay kay lye fazool threads na kertay rahain
            • #7 Collapse

              Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

              Ye baat ko agree karta hoon kay new thread ka matlab hota hay proper traikay sey kuch new baat ko share karna ho experience waali baat ko share keya jay magar yahan threads meaningless laga d jaati hain jinka koi maksad he nahi hota hay so ess tarah ki threads sirf time waste he hay kyun kay members ko khasil kuch bhi nahi hota hay esliye fazool threads ko avoid karain.
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                G han ap ki bat right s hum forum.par jo bho threads lgate hain wo achi aur informative ho take ane wake new members ko faida ho dmsake aur unhe new seekhne ko.milta rahe bar bar aik ho jeso threads lgane ka koi faida nai hota wo delete kar di jati hain aur members ko.kuch bhi.new seekhne ko.nai milta
                • #9 Collapse

                  Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                  Meri nazar mei ye eham issue ha k bagair matlab ky bagair experience wali thread create kar dena hamesha best rehta ha ap thread jo bhi lagayen ap ki thread ka title aik unique ho ap ki thread ka topic dekh kar foran sab members attract hon thread ka matlab bhi yah hota ha acha experience acha knowledge thread ky anda show kea jay members ko faida ho.
                  TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                  Please visit my trading journal from here
                  • #10 Collapse

                    Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                    yes dear ap ki bat thek hai new thread hmain tab karni chheay jab ap k pas koi new mwad ho share karny k leay aur traders ko uska faida bhi hona cheay fazool thread say avoid krna chheay aur fzool thrread kar k apna time waste nahi karna chahiey.
                    • #11 Collapse

                      Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                      G pak forex forum par new thread is traha ka hona cahaiye js mein knewledge aur experience share ho ya apne thread mein forex trading business se related koi information ho knewledge aur information ho ga tu kise new trader ko faida ho ga tu hi ap ko ziada thanks mil saktay han js se acha bonus mil sakta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                        Actually thread ka basic maqsad he knowledge share karna hai ya kisi aisi bat ka introduction karwana jo new ho jis se kisi ka faida ho lekin agar ap ki thread main knowledge nahi ho ga koi new bat nahi ho gi to is se kisi dusry ko faida nahi ho ga wo thread fazol count ho gi is liye thread main koi new chez zaroor btani chahiye jis se dusron ko faida ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                          G hain bhai jan apne bilkul hi sahi farmaya hain k new thraed ka mutlab hai k is mein new exprinces share karna hota hain pko is mein ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain ye aik best online site hain jis mein ap kam kar sakte hain new thread is waqt jab apko koi new chez pata chale forex k bare mein
                          • #14 Collapse

                            Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                            g blkl bht sae log han forex pr jo blah wja ki fzol thread lgaty han unko cheyae kae ap dill sae thread ky akro forex pr jab ap copy thread lgaty ho ya fzol lgaty ho tu ap smjty ho kae apko uska bonus ml jae ga blkae apki post dlt ho jaty ha por apka bonus zya ho jata ha sath hy apka time b zya ho jata ha thread ka is lyae apna or dsron ka time bachae informative thread lgao
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: newt thread ka matlab hota hay k kisi achay experience wali baat ka samjhana..

                              g bilkul sahi kah rahy haain new threads k matlb ye nahi hota hai k buss koi b threads create kardo beshk jo phly b create hui hun asi threads k koi faida nahi hota hai aur na he baqai interest se kam karty haain is liye asi threads create karni chahye jis main ap new experience ya knowledge dusrun k sath share kaarin jis se dusrun ko help mily aur wo faida utha saakain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X