Forex main robot kis tarha kam karta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main robot kis tarha kam karta hay
    Forex trading mein ek robot hota hai jo ke automatically trades open aur close kar deta hai main yeh puchna chah raha hoon ke agar hum aisa robot kharidna chahin to uska kia procedure hoga aur hum kahan se woh khareed sakte hain aur is ke advantages aur disadvantages bhi share karin..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main robot kis tarha kam karta hay

    Forex main robot bhi pending order ki terha hi kam kerty hain ky agar ham robot select ker dain tou woh sirf market ki technical movement ko dekh ker trade open ker dety hain aur next support ya resistance tak automatically trade close ker ky profit ya loss main trade close kerty hain Jesy ham pending orders main bhi sl aur tp laga dety hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex main robot kis tarha kam karta hay

      Forex market mai robot auto trade krtey hai. Ap ney Robot ka software apney MT4 mai mai update krna hai. Jis key bad ap ney MT4 ko open krna hai aur ap key mt4 per Robot ney kam shoro krna hai. Robot ney khud he order open krna hai aur close krna hai. Es tarah ap earning hasil kr sakty ho.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex main robot kis tarha kam karta hay

        Forex mein jo robots kaam kerrtay hai unn ki sale online hoti hai aur woh hum internet per search ker kay online payment kay zaryea khareed saktay hain lakin mere khayal mein tou robot use kerna theek nahin hai aur forex mein humain manual trading kerni chahyea

        اب آن لائن

        Working...
        X