Trading main loss k bad ki feelings

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main loss k bad ki feelings
    Hello my best forex friends mai apko batana chahta hoon k trading mai loss k bd kia feelings hoti hain ham loss k bad toot jaty hain aur na umeed ho jaty hain jo k ghalat hai agar hamy loss ho bhi jaye tu hamy chahiya k ham emotion par control kar k apna nuksan pura karyn na k emotion par control kiya bina trading chor dain apne apko Victor banayn na k Looser ap logo ka kia khayal hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main loss k bad ki feelings

    G han forex trading men bahut se log loss honay pe tension letey hen jo k bilkul ghalt bat hey hamen loss pe tension lenay ki bajay loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay kiun k forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey iss loss se tension nhi leni chahiay kiun k loss bhi her business ka hissa hota hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Trading main loss k bad ki feelings

      G han dear ap bilkul thek kah rhy han loss hony kay bad bhot he ajeeb c feeling hoti hai waqti tor pe to bhot preshani hoti hai mgr waqat kay sath sath samjh ana start ho jata hai kah business me loss hota hai mjy sabar sy kam lena chahye or ab me koshsish karen ga kah is loss ko achi startgy sy cover kar lon
      • #4 Collapse

        Re: Trading main loss k bad ki feelings

        forex trading main jab new traders ko lose hota ha tu unka dill is kam sa uth jata ha or dubra kam krna pa dill ni krta tu asa traders ko chaiya ka ap ko hurt ni hona chaiya bhalky zyda sa zyda hard working krni chaiya taky apko agli bar lose na ho
        • #5 Collapse

          Re: Trading main loss k bad ki feelings

          dear trading main jub lose hota hay to dil aisay karta hay k is kaam ko hamaisha k liye chore dia jaye laikin hamain yeh sochna chaye k yeh koi soch hay k jub tak kisi kaam main profit hota rahay ham usay acha samjhtay hain aur jub lose aye to usay chornay ka faisla karna start kar daitay hain hamain hargiz aisi soch nai rakhnai chaye q k jis kaam main lose nai hay us kaam main kabhi ziada dilchaspy nai banty hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading main loss k bad ki feelings

            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hame trading Mein loss hota hai to Hamari Halat Aisi Ho Jati Hai jaise ki Humne Apne real account mein loos kiya ho aur Hame chahiye Ke Hum Apna trade Aise kare Ke Hame loss ka bahut kam karte raho thanks
            • #7 Collapse

              Re: Trading main loss k bad ki feelings

              g bilkul sahi kah rahy haain trading main loss aur profit donu part haain is liye hume kbhi b loss se nahi darna chahye hamesha loss ko sabar se bardasht karna chahye agr hum loss k bad toot jaye gay to hum kabhi b loss ko recover nahi kar sakty haain is liye hamesha sabar se is ko bardasht karna chahye taa k hum apny loss ko recover kar sakain aur profit main jaain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading main loss k bad ki feelings

                ji bhai forex ak asa business hai jes mein humein loss or profit dno hoty hein kuch log jo hard working nai krty wo loss hony par ziyada dair survive nai kar sakty forex mein or kamyaab trader ki nishani hai ky wo loss hony par apni galti ka pta lgata hai taky wo galti dubara na ho saky
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main loss k bad ki feelings

                  FOrum main loss kay bad ki feeling kaafi baad hoti hain or kuch log to forex main loss hony kay baad forex ko bilkul kahir abada keh dety hain mager ap ko himat nahi harni chiye kay kyun kay life main bahot bar aysa hota hai so ager ap loss ki face laryn gyeto inshaAllah ap kabhi na labhi achy tarder bhi ban sakty hain or jo loss ka face kar sakta hai wo acha tarder bhi ban sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main loss k bad ki feelings

                    Forex trading mn loss har kisi ko hota hai chayi woh seniors members ho yeh new members lkn is bat ko dil pay nhi lena chayi k loss hua hai is business mn agr ak bar loss ho jata hai to mayous nhi hona chayi balki apni mehnat say work ker ki kam ko jari rakhna chayi profit or loss is business k hisa hai lkn agr ap bad feeling say is kam ko chor day gay to yeh achi abt nhi balki har kisam problem ko face krna chayi
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main loss k bad ki feelings

                      Jab loss hota hai to buhat bura feel hota hai jab ham new the to buhat hi zeyada bura lagta that lekin ab ham us se new cheezain seekhte Hain Jin se see loss cover karain aur loss ko minimum karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main loss k bad ki feelings

                        Gg dear treding me loss hny k bad sb ki feeling kuch sad ho jati he our un ko traiding sy nafrt ho jatii he our forex ko chor dety ye bt to ghlt hti he k log umeed har jty he is liye sb ko chye k wo treiding me loss hny pr mayous na ho balke is ko ak axha experince mila as smj kr phr sy try kry
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main loss k bad ki feelings

                          G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k forex my loss hony k bad hamary khuch bahi bilkul hi himat har jaty hain jesa k ab dobara unhy profit mily ga b nahi lakin dosto itna mayous nahi hona chaiy q k mayoosi gunah hai dear agar forex my loss hona business ka hisa hai es my himat nahi harni chaiy balky dobara khoshis karni chaiy aur ak acha treadr ki tarah parfoum kar k apny loss ka badla lena chaiy
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main loss k bad ki feelings

                            Trading mai loss key bad ki feeling asi hai k ap bohat sad aur anger ho gy. Aur ap market mai trade kr key krtey waqat koshish krey gy ak bar mai he profit earn kia jey aur ap din bhar sad he rehey gy. Jis ko bhe loss hotey hai tou wo sad he hota hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main loss k bad ki feelings

                              forex mai jab hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X