Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain
    Dear members Asslam o Alekum. Forex trading mein aksar aisa hota ha ke ham koi trade open karte hain lakin achank trend change hone ki waja trade loss mein chali jati ha, ham jaldbazi mein loss ko recover karne ke liye aur trades open kar lete hain , mere khyal mein aisa bilkul nahi karna chahye balke hamain SL use karna chahye ya wait karna chahye trend change hone ka , kiu zyada trades mein loss ki soorat mein account wash b ho sakta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

    ​Dear bro main ap ki bat se agree ni kerta ager hum ko aik currency pair loss de raha hy aur ap ka analysis bh bta raharaha hy ke ap ko mazeed loss ho ga to phir ap ko loss ko recover kerny ke liy kisi aur pair per trade laga dainy chay ya phir ager ap ko koi aur pairpair ni mil raha to phirphir ap ko mazeed trade ka wait kerna chay
    • #3 Collapse

      Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

      Bht dafa aisa hota hy k hum market ko watch ker k trade lagatay hain lekin achanak market ki move change ho jati hy or trend change ho ker humari trade loss main chali jati hy aisi situation main hum some time confuse ho ker or bhi trades open ker laitay hain aisi soorat main loss recover ni hota balkay or loss ho jata hy is lie humain loss ko recover kerne main jaldbazi se kaam ni laina chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

        اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
        Dear members Asslam o Alekum. Forex trading mein aksar aisa hota ha ke ham koi trade open karte hain lakin achank trend change hone ki waja trade loss mein chali jati ha, ham jaldbazi mein loss ko recover karne ke liye aur trades open kar lete hain , mere khyal mein aisa bilkul nahi karna chahye balke hamain SL use karna chahye ya wait karna chahye trend change hone ka , kiu zyada trades mein loss ki soorat mein account wash b ho sakta ha.
        Yeh Matam ki bilkul theek hai traders, corrected Mein launch ho raha hoon Tumko Sada trades open nahi karna chahiye jisse Bade Mein launch ho raha hai pehle us trade war profit Mein Jaane De Ya close kar de uske baad next Street red kare
        • #5 Collapse

          Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

          G han main ap ki baat say itfaq karta hun ager ap ko ik trade main loss ho to ap ko chiye kay usy per guzara karyn na kay ap ik kay sat extra trade bhi open kar dayn is say ap ka account bhi wash ho sakta hai or ap ki sari mehnat rygaan ja sakti hai so ap ko chiye kay ziyada say ziyada koshsish karyn kar ik time main ik he trade open karyn
          • #6 Collapse

            Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

            G bilkul kyon ke agar AP zeyada positions open karain ge to AP ki equity kam ho Jaye gi jis ki waja se ap ka account jald wash home ka khtara hai is ke liye AP ko chahiye ke wait karain aur sttastrako follow karain
            • #7 Collapse

              Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

              Ager aik trade main loss ho raha hay to aur position open mat karen. is main mera experience yeah hay kay baz dafa trader market main early enter ho jatay hain. hala kay wo market ki right direction ki traf hotay hain lakin early honay ki waja say trade loss main hoti hay. to is sorat main jab market favor main anay ka signal dey to aur trade add ki ja sakti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
                Dear members Asslam o Alekum. Forex trading mein aksar aisa hota ha ke ham koi trade open karte hain lakin achank trend change hone ki waja trade loss mein chali jati ha, ham jaldbazi mein loss ko recover karne ke liye aur trades open kar lete hain , mere khyal mein aisa bilkul nahi karna chahye balke hamain SL use karna chahye ya wait karna chahye trend change hone ka , kiu zyada trades mein loss ki soorat mein account wash b ho sakta ha.
                Yeh Baat aap ki theek hai agar Hame Ek trade Mein loss ho raha ho toh Jyada trades open nahi karni chahiye Jada trades open karne se Hamara marginfree amount kam ho jayegi aur Hamare account was hone ke chances bahut increase Ho Jayenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

                  agar aik trade mai loss ho raha hain to hamy isy close kar dena chahey or market ke position ko dahk kar next trade lagane chahey forex mai hamy hamesha apne he mistakes ke waja sy loss hota hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

                    Ager trader ko aik trade main loss ho raha ho to zayada position ko open nahi kerna chahye. que kay is say account main backup kam ho jata hay aur loss ki waja say margin bhi kam hota jata hay jis say margin call a jati hay aur account wash ho jata hay. is liye trader ko hamesha aik trade kerni chahye aur us ko tab tak follow kerna chahye jab tak kay wo close nahi ho jati.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik Trade mein Loss ho raha ho to Zyada Position Open Mat karain

                      forex mai agar trade loss mai ja rahe ho to hamy isy close kar dena chahey forex aik bohat bara business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or hum forex mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X