Gold trading experiance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold trading experiance
    Forex mein trading kay lye gold bahut acha metal hai kyun kay dunya mein zayada maang ki wajah sae gold ki market bahut interesting hoti hai kyun kay iss mein market movement bahut zayada tezz hai aur uss kay lye iss ki market ko samjhna bahut zaroori hai tou jab tak aap ka gold market ka sahih experiance nahin hota aap gold per trading na kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold trading experiance

    Gild ki market movement to bahut hi ziada tez hoti hai lekin ye baat bhi apne zehn men rakhna chahiye k gold ki trading bahut hi dangerous hoti hai aur gold ki trading men hamen jitna profit milta hai hamen wese hi loss bhi ho jata hai isliye hamen gold pe koi bhibtrade open krte huye iss baat ka khaas khayal rakhna chahiye k ham apne balance aur experience k motabiq hi trading kren
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Gold trading experiance

      Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein mein gold mein trading kerna muskil bhi hai aur costly bhi tou humain chahyea kay pahele hum demo mein gold ki market per trading practice kerain aur khoob achi tarah iss mein experiance ko gain kerain ta kay hum iss sae seekh ker real market mein gold per trading ker sakain
      • #4 Collapse

        Re: Gold trading experiance

        Gold ki market waqee intresting ha lakin new members k leye munasib nahi ha our na hi un k leye munasib ha jin k pass balance kam ho kion k agar gold ki move ap k trade k opposite chali jati ha to per loss sa bachna muahkil hota ha thanks very much
        • #5 Collapse

          Re: Gold trading experiance

          Dost apny acha sawal pocha hai mery khayal sy gold boht risky trade hai jb tak gold ka boht zyada experience na ho gold ko nai lagana chahye gold ki moment boht tez hoti hai ye minto me account wash kar deti hai es lye esy soch smaj kar lgana chahye ye aur pair sy har lihaz sy alag trade hai esy kisi strong signal k bager lgana bewakofi hai.
          • #6 Collapse

            Re: Gold trading experiance

            Gold ki trading bahut profitable bhi hai aur bahut risky bhi hai. Q ky is ki movement bahut fast hoti hai. Jis ki wajah se ager ghslat trade lag jaye to loss bhi bahut kerti hai.
            Gold ki trading kerny ky liye ap ko news ka kafi sahara lena perta hai. Q ky gold aik aisa metal hai ky dunya mein her mulk mein is ki demand hai.
            • #7 Collapse

              Re: Gold trading experiance

              Aap ke baath sahee hay lekin gold forex trading ka sub say ziada complecated pair hay our is par expert members he trading Kar sakhtay hay new members ko chahiay ke wo gold par apna experience demo account par gain karay oskay baadh real trading may gold ke trade karay
              • #8 Collapse

                Re: Gold trading experiance

                ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hame gold mein bahut jyada experience hai to Hame chahiye Ke Hum Apna trade gold main hi Le Gaye aur Agar Hume come experience hai tu Hame chahiye ke hum kisi doosre option pe Lagaye thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Gold trading experiance

                  g han blkl ase hy bt ha gold pr trade krna jitna faida mand ho skta h authna hy us m loss b ho skta ha jo log b gold pr trade krty han unko axa lhasa experince hota ha asal m gold dunyae kae hr mulk ki demand ha or dunya ka hr mulk ki demand ki wja sae gold ki movemnt bht hy tez ha is ko smjna bht muskil ho jata ha kam experince wle kae lyae gold pr trade krna tkrebn imposiible ha
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold trading experiance

                    Forex trading business mein sab se ziada risky trading gold ki trading hoti hy aur gold ki trading se agr profit ziada ho sakta hy tu lose bhi ziada hota hy is liye gold par trading karne k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hy agr gold par knewledge aur experience hy tu hi gold par trading karni cahaiye nhi tu gold par trading nhi karni cahaiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X