why we can not wait?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    short term policy main to phr zahiri c bat ky us main wait kam ki to chez b ni hoti hy
    ya wait na krna insan ko apni hasiat sy b nechy zira deta hy
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      agr main aik pakistani ky tor pr bat karon to boht hi km log hain jo wait kr ky kam
      krty hain wrna ya hm naseeb main hy
         
      • #48 Collapse

        aoo hm sb mil kr ya ahad krty hain ky hm anda kaliy koi b short term policy ni bnayn gy or
        intizar kr ky ksi b kam ko karyn gy
         
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
          wait karna ek bhot he mushkil kam hai is lye hume chahye k hum wait karnay ki bjae yaha pay he sub kam kare aur in ko seekhen jiss k baray me hum khud he sub apna kam kar len gay aur sub cheezon ko he samjh len gay.
          right guyz forex ma kam karna ka liya passion or patient ki bht zarorat ha lakin aj kal logo ma sabar nai ha or is ka hal yahi ha ka ham kisi pa depend karna chory or zaida sa zaida knowledge gain karna ki koshsh kary
          • #50 Collapse

            q k ye insaan ka aik natural sa amal hay k wo wait nahi kar sakta hay jnab,,,trading mai wesaybhi wait karna bohat he okha kaam ahy janb
             
            • #51 Collapse

              forex mai aksar loog jaldi kartay hai aur es ko profit ki bajae pher loss ho jata hai aur agar yahe wo es ko wait k sath kare aur es mai sabar kare tu profit ho ga
              • #52 Collapse

                har kisi ka apna apna tariqa hota ha trade krnay ka kuch logon ki luck bhi hoti ha ji ki waja sa wo kamyab ho jatay hain pr hum ko ziada greedy nahi hona chahiya
                • #53 Collapse

                  Because we are afraid that our profit doesnt change to loss and we close it but we must wait for the right time to close it and we learn it with time and experience gives us enough knowledge when to open a trade and when to close it.
                  • #54 Collapse

                    ham ko loss tab he hota hy jab ham greed ko apni trade main inter kartay hain agar ham greed ko choor dain to ham ko trade main kabi b loss na ho
                    • #55 Collapse

                      bhai jan ye to insaan ki fitrat he is main hum jo b ho is main chahy koi old trader ho ya koi new ho is main humain loss ka dar lga rehta he is liye hum kehty hain k 20$ hi bht hain lakin aghr humain is main loss ho gea to bht bura ho jae ga or humain kuch b nahi milya ga is main se lakin humain aysa krna nahi chahiye is main
                      • #56 Collapse

                        Trading aik aisa business hai ,jis men insan ko boht hi patient ho ker kam kerna perta hai,, or jo lag jald bazi se kam lety hein wo akser nukasan hi uthaty hien,,,or ager ap aik achy trader bnna chahty hein tu ap ko bohat patient se kam kerna pary ga ,,,or market ki valve ko dekh ker trading kerni ho gi
                        • #57 Collapse

                          hum profit ka wait kyn ni ker skte jis trah hume jab loss milta hai to forn yahan se bhagne ka sochte han to profit ka wait kyn nai
                          • #58 Collapse

                            forex mein trader ku apne trading mein profit earning ke leiy wait krna hota he aur trader ku apne trading mein ziada wait nhe krna hota he keh us ke trades ziada loss mein chle jaein market mein apne trading ku market trend ke sath chl kr krna hota he phir kamaybe milte he
                            • #59 Collapse

                              asalm o aliakum bhai log is lea wait ni karty ha k wo dar jaty ha k agy loss ho gaa yaa profit wo apni money k waist hona sy bachany k lea is withdrew karwa lety ha or wait ni katy ha,:o
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                I very much agree with your words, to be a reliable merchant in need a very broad knowledge of the market and experience, a system will be successful if we are able to use it properly without excessive trading, it will make your system is not working to its full potential.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X