Kya ham over trading kar sakty hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya ham over trading kar sakty hai?
    Forex me over trading ham kar sakty hai lekin over trading ka koi faida nahi hoga ulta nuqsaan hoga agar ap achi trading karna chahty hai to ap ko chahiye k ap wait kary or rest b kary q k ap k mind ko rest ki zroorat hoti hai achi trading k liye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

    overtrading karny pay koe pabandi ni hay, ap kar sakty hain. magar is ka hamesha nuqsan he hota hay is liye traders ko overtrading karny say mana kiya gya hay. new traders aur kam account balance waly traders overtrading main hamesha apna loss kar bethty hain jo ky aksar naqabil.e.bardasht hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

      Dear fellow awal tho aap ko batha Doon ke over trading hay Kia cheez over trading maray khyal may apnay bonus say ziada trading karna our wo aap forex may bilkul nahe Kar saktay our agar aap ka matlab lot size say hay tho wo aap apnay bonus k hisaab say Kar sakhtay hay lekin os ka faida Kam our nuqsan ziada hotha hay is liay apne hadh may reh Kar apnay knowledge k hisaab say trading Karne chaheay
      • #4 Collapse

        Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

        Forex mein over trading ka nuqsaan hota hai agar hum forex mein dekhain tou aik sae zayada trade laganay oer humain hamesha loss hi hota hai aur aksar hum account wash kerwa letay hain iss lye forex mein over trading nahin kerni chahyea
        • #5 Collapse

          Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

          Boht se trader aese hain jo k over trading bhi karte hain lekin aese trader kabui kamiab nai ho pate aur apna loss karte hain humain hamesha limited trades karni chaiay take un se acha profit bhi hasil kar sake aur humare account bhi save rahe over trading karna boht riski hota hay humare liay
          • #6 Collapse

            Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
            Forex me over trading ham kar sakty hai lekin over trading ka koi faida nahi hoga ulta nuqsaan hoga agar ap achi trading karna chahty hai to ap ko chahiye k ap wait kary or rest b kary q k ap k mind ko rest ki zroorat hoti hai achi trading k liye.
            Over trading karne k traders ko nuksaan Aarti hote hain Kyunki Jab traders overtrading Karke trade Karte Hai To Unka bahut jyada balance invest ho jata hai aur thoda balance nahi bachta hai Jiski wajah se last date and fees Jyada Hote Hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

              forex ma agr ap trading zayada kare ga to ap ko is sa kafi loss ho sakta ha ap ko chaheya k ap dakh kar trading kare har waqt trading karne sa b ap ko loss ho sakta ha ap ko chaheya k ap market ko dakh kar thore thore trading kare jis sa ap ko acha profit hasil ho jay
              • #8 Collapse

                Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

                ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Jyada trading Kare to Hamara nuksaan hi hoga Kyunki trade ke motabik trading Lagana chahiye Lekin over trading karne se koi fayda nahi hota thanks for you
                • #9 Collapse

                  Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

                  g bilkul sahi kah rahy haain hum forex main over trading to kar skaty hain liken is k koi faida nahi hai is se just humar he time waste hota hai kyu k jab hum overtrading karty haian to wo wapis delet ho jaati hain jis kay karny k koi faida nahi milta hai aur ulta zada kam karny se humari sehjat b kharab ho jati haian aur hum bemar ho sakty haain lehaza hamesha utni he trade karain jitni required ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

                    Jee dosto forex treading business hy hi es qism ka jis min loss k dr sy profit hasil nhi ker skty es lie over treading ker k acha profit hasil ker skty hin ager profit hasil kerna tu risk bhi Lana perhta risk k bager achi treading ker ker hi nhi skty.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

                      Yes ham over trading ker saktay hain. ager hamari leverage ki ration zayda ho gi to ham over trading ker saktay hain. jis say chuna pip ki move say pora account blow ho sakta hay. lakin chonkay ab insta forex kay leverage ki limit 50 ho gai hay jis ki waja say ham mazeed trade nahi laga patay aur hamaray account kafi had tak safe rehtay hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya ham over trading kar sakty hai?

                        forex main overtrading say hum ko loss ho skta hain jesa k sab ko pata hain k over trading say log big big accoutn b wash kar chuke hain over trading sy acha hain k hum small lot and thek way say forex main kaaam kare jis say hum ko long time fiyda b hasil ho skta hain and forex main kamyabi b mil skti hain over trading say hum kuch time earn kr le gy but baad main loss kar de gy full amount

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X