greedy and high leverage kill new people

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    greedy sy loss hga and forex sab ky liye hai jis ky pass forex ka knowedge hai wohi is business ko join kar sakta hai only aap ky pass basic knowedge aur achi practice honi chaiye students aur ladies is business ko join kar ky acha earn kartay hain aur studnets is business ko as a part time ly saktay hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Its depend to the trading style of the traders in my opinion,but for my strategies i think i need high leverage for my trades and it still could be low of risk if we have a good strategy and good money management for our trades, but grrediness kills.
      • #48 Collapse

        greedy aur high leverage kill ka loss hota hia aur forex mein ap ko emotion ho kar trading nahi karni chayie ager ap jazbati ho kar trading karay gyn tu is tarha ap ki trading achi nahi hogi aur ap market analysis nahi kar sakayn gyn jis ki waja say ap ko loss ho sakta hay isi liye ap in sab bad things say avoid kiya karay .
        • #49 Collapse

          greed kill new people aur forex sab kay liye best hay aur hamari new generation kay liye bhi good hay ager ap forex ko pasand kartay hay tu phir ap forex ko sekhy kiyon kay yeh aik nice business hey aur ap forex ko ziyada time spend kiya karay kiyon kay forex say good profit made kar sakty hy .
          • #50 Collapse

            friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoo hamy chhaiye kai ham greed na kary forex trading mai koinkay greed hamar sara profit loss karwh sakta hai
            • #51 Collapse

              Yes heartfelt friend you are correct and i am totally agree with your yarn that you eff posted and i instrument also say that group know to set minimum leverage and do not be so greedy.
              • #52 Collapse

                Assalam-O-Alaikum jahan forex trading dunia ka sb sey biggest business hey jis ko koi be join kar sakta hey wahan is ki bohat sari khoobiyan be hen aur khamyan be aur is ki sb sey biggest khami ye hey key ye logo ko bohat zyada lalchi bna kar un ko loot ta hey.
                • #53 Collapse

                  Yar yeh jo log high leverage use krty hain raton rat ameer ban'nay ki chakar mein wohi nuqsan karwaty hain. Bhai logo thora sa sabar aur sakoon k sath forex mein kam kro aur greedy na bano tu forex mein say aisay zabardast aamdan ho gi k ap logon ka dil khush ho jaye ga aur mazy krain gay sari umar
                  • #54 Collapse

                    Forex tarding aik bahot acha business ha hum ko is main kam akrta rhan ahchahai aya hum iko hamra kam karna ka pais adata ah ya acha ha
                    • #55 Collapse

                      daikain dear greed to ksi jaga b kabil bardsh nahe hai or khas kar forex main to balkul nahe hai q k yahan mistake ki gunjaish he nahe hai. mazeed leverage to fix hai hamara us main to koi firq nahe ho sakta .
                      • #56 Collapse

                        Bhai mere khyal say Leverage ki wja say trader ko loss nhi ho skta.Q k actual mai leverage just margin ko equal rkhnay mai use hoti hai.Margin call ka zroor dar rhta hai or margin call say btchnay k liye friday ko trader ko apni leverage ko 1:100 pr rkhna chahiye or trading krni chahiye.Or bilkul b greedy trading nhi krni chahiye Q k greedy trading say 90% chances hotay hai k trader ko trading mai loss ho jaye.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #57 Collapse

                          jab hum greedy ho kar kam karty hain to humain loss ho sakta hay humain low risk main kam karna hoga ta kay humain market main kam karny main achi earning hasil ho sakay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #58 Collapse

                            Greed aur high leverage buhat dangerous hoti hain aur is sey aap ki real investment zaya ho jati hy aur aap ka bana banaya profit bhi destroy ho jata hy. Greed sey insan ziada profit ka lalach karta hy aur isi chakar main nuqsan uthata jata hy. Hige leverage sey jahan ziada profit key chances hotey hain wahan big loss key bhi chances ho jatey hain.
                            • #59 Collapse

                              agar hum ziada leverge kay account ko use karty huway trading karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say focus karen kyun keh sahi say focus karnay main he humay faida hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Han g apny te baat bilkul thek kahi new trader forex trader main juldi juldi profit bnany k chakar main patience sy kam nahu krty or chahty hain k inko juldi earning start ho jai is sy wo profit k bjay loss main jaty hain
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X