New trader ka pehli trade main account wash hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader ka pehli trade main account wash hona
    Dear fellows new trader ka pehli treda main account wash kerwa lyna koi bari baat nahin kun ky aksar new trader jin ko trading ka knowledge nahin hota oor woo inexperience hony ki waja say issi trade laga layty hain jiss say oon ka account wash ho jata hay oor pher new bonus ka wait karna perta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

    Jab trading ka acha knowledge nahi hoga proper experience nahi hoga so pehli trade mei aik he trade mei acocunt wahs bhi ho sakta hay barri lot size ki trade laga dena aur account wahs honay sey bachnay kay liye stop loss wagaira ka use na karna big mistake he hoti hay traders ki esliye hamesha best secure trading kay liye zaroori hay knowledge aur planning sey he trading ki jay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

      G han forex trading men ziyada tar new traders ko shuru men hi loss ho jata hey iss liay unn ka account wash bhi ho jata hey aesa unn traders k sath hota hey jin ka balance kam hota hey aur unn ko trading ka experience bilkul nhi hota aur shuru men hi ghalt ya bari trade laga detey hen jiss ki loss ho jata hey aur account wash ho jata hey iss liay aesay tamam friends ko chahiay k woh dobara posting pe tawaja karen aur sath sath demo account pe practice kar k experience hasil kartay rahen ta k next time aesa nah ho
      • #4 Collapse

        Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

        Dear apki baat teek hay kay aksar new traders apni pehli hi trade ma apna account wash kerwa baithtay han aor iski sab say bari waja ye hay kay new traders ko bonus kay intezar rehta hay aor jesay hi bonus milta hay wo trade laganay ma jaldi ker detay han halan kay unka aik tu knowledge aor experience kam huta hay dosra lot size ka istemal bhi zeyada ker letay han aor SL kay bagair hi order place ker letay han jiski waja say unka account pehli hi trade ma aksar wash hu jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

          New members ka pehlay trade may he account wash honay ke 2 wajohaath hay ek tho ye k new traders k pass experience ke kami hothi hay our wo jis pair par trading kartay hay oske previous movement par nazar nahe hotha our doosra ye ke wo buhut jald baazi ka muzahira karthay hay agar wo trade laganay may Zara sabar say kaam lay tho account wash nahe hoga
          • #6 Collapse

            Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

            G bilkul aesa he hota hai k new trader pehli he trade men apna account wash karwa letay hain uski waja ye hoti hai k unko experience nahin hota to wo koi na koi bari ghalti kar jatay hain. Is se bachnay k lye zaruri hai k jab b trade open karnay lagain to pehlay kiwi senior trader se zarur consult kar lain ta k wo apko thek tarah se guide kar day.
            • #7 Collapse

              Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

              ap na bilkul theak kaha ha new trader jin k pass bonus bhi km hota ha aur trading knowledge aur trader experience bhi km hota ha to aisay trader ka account aksr wash hota ha lekin new trader ko chayay k loss sa bhi sbk seekhen aur dobar aisi mistakes na kren jiski waja sa loss hoea ho
              • #8 Collapse

                Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                Bohat sye he beginners loss kartay hain first trade mei account ko was kr detay hain eskay behind koi bar wajha nahi bs lack of knowledge aur kam experience ka hona sab sey aham wajah man gai ha so meri nazar mei agar pehle learning ki jay gi kaam ko smajha jay ga ap achi trading kar sako gay ya aik haqeeqat ha.
                TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                Please visit my trading journal from here
                • #9 Collapse

                  Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                  g bhai maximum aisa hota hai us ki waja yehe hai k new traders start men market ko samajh ni pa rahe hoty wo bohat kam knowledge aur experience ki base par real trading krny ki koshish krty hain jis ki waja se aksar un ko loss ho jata hai is k ilawa kch new traders thora sa profit hone par forun new trade lgaty hain aur lot size barha dyty hain jis se aksar he un ka account wash ho jata hai un k liye best hai k pehle apni practice ko behtr bnaen phir real trading ki koshish kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                    G friends bht sy doston k sath asa hota ha jin me zayda tar new trader hoty ha jin k suru me account wash ho jata ha or unhy bad me dukh hota ha is leay new trader ko chaye k phly AP markeet ka anlaysis kry or APna experience increase kry us k bad trading kry Bina experience k AP kbi bi kamyab ni ho sakty AP seniors ko follow karna chaye un ki posting sy learning hasil karni chaye Jo AP k leay bht faida mand ho gi phr AP ko loss ni ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                      Forex business main jab bhi koi new trader aat hay us k pass knowledge aur experience ki kami hoti hay jis wajha se un ko itni zada samjh nai hoti kam ki aur jab wo trade karte hain tou aona loss kar dete hain ya aksar trader aese bhi hote hain jo k first trade par hi big lot k sath zada profit k chakar main par jate hain jis wajha se unhe loss ka samna karna parta hay so hamesh pehly proper learning karain phir real.trading strat karain
                      • #12 Collapse

                        Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                        forex ma agr ap new han or ap ne pahle demo account istamal nahe keya ha to agr ap ko kisi tara k trading tajarba nahe ha or ap forex par trading kar rahe han to ap ko tention lena k zarorat nahe ha ap k start ma account sa investment zaya ho jay ge or ap forex ko bora na khahe ap ko chahey k ap demo account istamal kare or ap ko trading ma tajarba lena chaheya,
                        • #13 Collapse

                          Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                          G new trader ko ap ik traf rakh dein. Old trader se bhi kuch aisi ghaltian ho jati hai jo account wash hone ka sbab bamti hain. Is lie learning per paisa laga kr earning ki traf jaya jae.
                          • #14 Collapse

                            Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                            Bht se new trader markrt me enter hoty hi apna paisa invest kr dety hain wo bghr knowledge aur expernce k trade lagana shuru kr dety hain unhy money management ka ilm nahi hta bgher sochy smjhy bari lot size rkh kety hain jb loss me trde jti h to preshan hjaty hn aur pehli trde me accnt wsh hjta h unhy chahye pehky learn kryn tb real trade kryn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New trader ka pehli trade main account wash hona

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                              Dear fellows new trader ka pehli treda main account wash kerwa lyna koi bari baat nahin kun ky aksar new trader jin ko trading ka knowledge nahin hota oor woo inexperience hony ki waja say issi trade laga layty hain jiss say oon ka account wash ho jata hay oor pher new bonus ka wait karna perta hay.
                              Bahut Sare new trailers Jiye Kaise sunenge hai ye Unka first aid nahi account watch ho jata hai aisa isliye hota hai Kyunki wo log Bhi Na hardworking ke aur bhi namkeen Ho understand PSU trading karte hain Jiski wajah se unko loss ho jata hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X