Hedge trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedge trading
    Dear members mai ye maloom kerna chahta hu kay kia hedge trading sey profit ziada ho jata hai ye phir hum loss ko kam rakh saktey hai? Hedge trading kay hawalay sey seniors members or traders roshni daley takay new commers ko faida ho or iss term sey waqifiat mil sakey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedge trading

    hedge trade ka matlab hota hay aik trade sell ki laga lena then ussi he currency pe dusri trade buy ki laga dena ess ey aap ko koi faida nahi hay market jis janib bhi jay gi aik side ki trade loss mei hogi aur aik side profit mei so asi strategies wagaira azmaana ya ess kisam ki hedging sey profit wagara nahi keya ja skata ye ak mushkil method hota hay.
    Hamesha best tarikay sey analysis kar kay proper trades karni chahiye.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Hedge trading

      Dear hedging aik hi pair per aik hi time ma sell aor buy ki trade open ker lena hedging kehlaati hay aor insta forex humay hedging allow bhi kerta hay laiken iska koi faida nhi huta kiun kay market up jaye ya down humay kuch bhi hasil nhi huga balkay swap ki surat ma hum say cutting huti rahay gi aor dosri baat ye hay kay hedging ma loss hi huta hay aor bhot hi kam traders aisay hutay han jo hedging say profit nikaal letay han warna aksar tu serf loss hi kertay han.
      • #4 Collapse

        Re: Hedge trading

        Aksar he traders samjhtay hain aik buy ki trade lagain gay aik sell ki jahan profit side bany gi trade close kar den gay magar dusri side sey aap ko loss bhi zyada ho sakta ha agar market return na howi isliye asi trades jin ki confirmation na ho asay koi bhi trading methods use karna risky he hotay hain avoid karna chahiye.
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Re: Hedge trading

          Main to hedge k bohat khlaf hun aur meray khyal say hedge nahi kerna chahey es say trader phnas jsta hai aur apni trade main bhoat loss kerta hai bslky ziyda tar account hi wash ho jaya hai es say behtar hai k loss waki trade kat ker di jay aur new saray say plan and stratgy k satth trade krain aur account ko improve krain kyunk hedge phansa deta hai aur es say niklna mushkil hai .
          • #6 Collapse

            Re: Hedge trading

            Dear humain hedge trading.nai karni chaiay kiu k is ka koi faida nai hota hedge trading ka matlab hota hay aik gi pair par aik hi time main buy aur selk ki trade open karna is tarhab trade lgane ka koi faida nai hota kiu k market kabhi buy hoti hay aur kabhi sell jis wajha se humain loss zad hota hay is liay hamesha proper trading karain aik time main aik hi pair par aik hi trade open karain
            • #7 Collapse

              Re: Hedge trading

              boht sa log samajhta ha ka hedge trading sa boht zada profit milta ha aur loss kam hota ha mgr real ma aisa nai hota insan jis cheez par jitni mehnat kara ga us ko us ma utna hi profit milta ha hedge trading ma be market ki movement hoti ha aur us ka mutabik profit ya loss hota ha ham jo be karya us ma mehnat kara to ho hamay us ma success mil sakhti ha
              • #8 Collapse

                Re: Hedge trading

                forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy is mai hedge trading nahi karne chahey forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hedge trading

                  Asssulam Alikum forex trading company from searching for a while back and forth between the two of the same as the way to get the error is strictly forbidden and the way she was a bit of a few months back to the way you can do it is not sure if you were going to get the two years of experience in this email in error please immediately notify
                  • #10 Collapse

                    Re: Hedge trading

                    Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga k bhaijaan Hamein Forex Mein hedging Kabhi nahin karna chahiye Kyunki Agar Hum is main again Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge aur Hamein process to nahin Hoga feather hygiene karne ka Hamare liye best Yahi Hoga Ki Ek side par trailer Gaye Baki Naseeb ka kaam Hota Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Hedge trading

                      forex aik bohat bara business hain hum is mai agar hedging kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat acha busienss hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X