Trading mistakes se seekha howa trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mistakes se seekha howa trader
    Forex business mein experience waqat up ke sath sath aa hi jata hai jo trader apni sabka ki hui mistakes se sakta hai ya usko repeat nahi hone deta to wo forex ka kamyaab traeen trader shumar hota hai hame bhi chahiye ke jab bhi forex trading karin to jo humse mistakes ho jaye unko note karin ta kay wo repeat na hon..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mistakes se seekha howa trader

    Gee haan forex ko huma apni mistakes per qaboo paa kay hi seekh saktay hain aur agar hum apni ghaltioun ko note ker lya kerain aur apni new trades mein unn ko repeat nahinmkerain gay tou humain forex mein zaroor kamyabi milay gi aur iss tarah hum acha bonus aur acha profit hasil ker saktay hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading mistakes se seekha howa trader

      Forex mein apni ghaltioun sae seekhna bahut achi baat hai aur humain apni ghaltioun sae zaroor seekhna chahyea agar hum forex mein ghaltian nahin kerain gay tou samajh lain kay hum firex mein kamyab ho gaye hain aur jab tak aap forex mein kaam kertay rahain apni trades kay analysis zaroor kerain trade sae oahele bhi aur trade close kernay kay baad bhi
      • #4 Collapse

        Re: Trading mistakes se seekha howa trader

        Ye aik haqeqat hay jo traders apni mistakes ko repeat nahi honay detay apni mistakes ka khyal rakhay hain ya unko improve kartay hain wo kabhi looser nahi ban saktay asla traders wohi he kamyabi ki janib barhtay hain esliye hamesha proper analysis karnay chahiye achi trading karni chahiye aur jo bhi mistakes hon unko step by step improve karna chahiye takay aap ki trading best hojay.
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: Trading mistakes se seekha howa trader

          G han bhai apne sahe kaha hai acha trader wo hai jo apni gltyo sy sekhy aur phir dobara wo galti na kary wo trader ek din zaror kamyab hoty hen jo sekhny ka amal jari rakhty hen jo smjty hen k wo kbi galti nai kar sakty wo ek din boht bara los karty hen jisy recover karna mumkin nai hota es lye me tamam trader sy request kro ga k wo apni galtyo sy sekhen.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mistakes se seekha howa trader

            Dear fellow forex trading may jithnay be members kaam Kar rahay Hain wo start may he expert nahe thay lekh waqth Kay saath saath un logo ka experience ho gia hay our start may har member loss kartha hay lekin per baadh may wahe members successful trader ban jathay hay
            • #7 Collapse

              Re: Trading mistakes se seekha howa trader

              Jis kam bi ap jb in hotyy hai ous ki smjhh ni ati jb ap ous ko kartyy hai time detyy hai boht sari galtiyan bi ho jati hai phr ap ko smjh ati hai ya kam wasyy ni asyy karna isyy tara trading karna bi koi asan kam ni hai boht bohtt expert ko loss ho jata trading main bi phly phlyy loss hota lykin loss syy pershan na huo ya dehkyy kis mistake ki waja syy loss howa apni mistakes ko remove karty jaiy aista aista apni mistakes ko control karty kartyy trading ki smjh lag jaiy gei..
              • #8 Collapse

                Re: Trading mistakes se seekha howa trader

                g mere bhai trading mistakes se seekhna bohat ache baat hai aur in se seekha howa trader he kamyab trader bnta hai aur ache aur kamyab trading krta hai is ki waja ye hai k hmari mistakes humen bohat kch new seekhne ka moqa dyti han jin ko learn kr k hum kamyab trading kr sakty han aur yehe ek ache trader ki bi nishaani hai k wo apni mistakes se learn krta ha hopeless ni hota.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mistakes se seekha howa trader

                  blkl ase hy bt ha bhai ap thk kh rhy ho m apki bt sae agree krta hon wohi bnda kamyab ha forex pr jo zyda sae zyda mhnt krta ha or loss kae bad har ni manta ha or us loss sae sekhjta ha apni gltyu ko sekh kr us ko sahi krta ha or dbara us glty sae bach kr kam krta a isi trah wo profit bnata ha or kjo experience loss sae ata ha wo ksi b or jga sae ni a skta kabi b
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mistakes se seekha howa trader

                    G Han trading mistakes see seekh Howa trader he kamyab trader hai kyun ky bohat sare log mistakes ko ignore or dyty Hain jis see dobara wo wahe mistake dohra dyty Hain lekin ek kamyab trader hmesha apni galtiyun see seekhne k sath sath next trading men un ko samny rakhta hai ta k dobara wo galti repeat na ho sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mistakes se seekha howa trader

                      forex markt me jab hum in hote han to hum as me bohat zayda mistake krte han js se hum ko loss hota hye as leye hum as se sekhan ke kia waja hey kia keya hye me ne jo mj ko as se loss hova hye as leye hum ko chahye ke apne he mistake ko apna teacher banayan js se hum acha earn kr sakte han jb bhe hum mistake krte han to ye markt kabi bhe hum ko maf nahi krte hum ko loss dete haye as loss se acha sekha and acha earn keya ja sakta hye jb hum as pr apne mehant krte han to time to time hum ko acha earn hota hye forex khud master hye js se hum acha sekh sakte han
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mistakes se seekha howa trader

                        g haan ap sahi kah rhy ha forex ka bara ma experience waqt ka sath sath hi ata aha aur ham is doran boht si mistakes kar data ha aur in ki waja sa kabi kabi loss be ho jata ha mgr ik khamayab trading karna ka lya hamay chaya ka ham apni mistakes ko note kar la aur un ko dobra repeat na karya aisa karna sa ham loss sa be bacha rahta ha aur apni mistake ki waja sa dobra loss sa be bach jata ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mistakes se seekha howa trader

                          Jo trader apni mistake say seekhta hay wo khud ko har din forex trading ki behtri ki tarag lay ja raha hota hay. que kay wo apni mistake ko sahi ker kay khud main aur trading main jo correction kerta hay wo us ko kamyab trading ki tarag ley jati hay. is liye trader ko apni mistakes per tawaj deni chahye na kay losses per aur profit per. trading achi ho gi to profit bhi acha ho ga.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mistakes se seekha howa trader

                            forex aik online business hain hum is mai kam karty howe jab koi mistake kar dety hain to hamy los ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain forex mai hamare mistakes hamara sub sy bara ustad hain hamy inhy avoid kar ky kam karna chahey

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X