Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna
    Jab hamain open trade main bara loss ho jata hai tou hamary trade long time ky liay loss main run kerti rehti hai lekin jab profit main jany ka time ata hai tou ham loss khatam hoty hi trade close ker dety hain aesi trade ko open rehna chahiay ky jab tak reasonable profit hasil na ho jaey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

    G han forex trading men jo bhi trade ziyada loss men chal rahi ho tu agar woh kuch profit deti hey tu hamen aesi trade ko thoray profit men hi close kar dena chahiay kiun k ho sakta hey k dobara loss men chali jay kiun k kuch pair aj kal bilkul short movement men move kar rahay hen jiss tarah gold aur silver ki movement bilkul short hey tu hamen inn men thoray profit pe bhi trade ko close kar dena chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

      Expert traders aesa kabhi bhi nehi kerty ya tou trade ko small loss main hi close ker dety hain ky long time ky liay loss main trade ko run nehi kerty ya phir jab market loss main rehny ky bahd profit main chalti hai tou acha profit hasil hony per trade ko close kerty hain aesy nehi hota ky bus trade sirf loss kerny aur usy recover kerny ky liay hi lagai gai ho kuch hasil bhi kerna hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

        Yeah problem aksar trader kay sath ati hay kay wo open trade kertay hain aur aik trade per boht zayada loss bardasht kertay rehtay hain aur trade ko open rakhtay hain jis ki waja sya wo trade maximum loss main ja kay un kay sabar ki waja say apna trend change honay kay bad wapas ati hay to us ko kam profit main close ker detay hain jo kay khouf ki waja say hota hay kay kahin wo phir loss main na chali jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

          jab hum koi trade open karty ha our us baad market opposite side pa chal parti ha our humain loss hona shoro hota ha our per wapasi ma kayi din lag jaty ha aisi trade sa jaan chorany ma hi faida ha kion k us sa humari money azaad ho jayegi our hum koi oer trade laga sakeengy
          • #6 Collapse

            Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

            sahi kaha dear jab bhi ap ko loss ho raha ho aur ap wait kar kar k aadha loss recover kar k aa gaye hain to behtari yahi hai k ap close kar dein aur agar ap ko lagta hai k main aur bhi recover kar sakta hauu ap trade ko analys kar chuky hain to thora sa wait karain aur close kar dein.
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

              Dear bilkul sahi kha jab hmari trade hamy loss dy rahi hai our ham us ko long time ky liy shor daty hain ky ye dobra wapis ay ge tab tak ham wait karty hain
              likn jab wapis ati hai to forn us ko close nhi karna chahiy blky wait krain ta ky us ke moment ager our profit dy sakti hai to lena chahiy
              ku ky hamy us sy koi problum nhi the ku ky ham ny usy long time ky liy chora hova tha to dakhna chahiy us ko ho sakta hai ky wo app ko long time ky bad acha profit dy jay
              • #8 Collapse

                Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                G hain sir meine aise kiye log dekhe hain jo apni trade ko kafi time tak loss mein rakhte hain aur jab profit hota hain to wo is mein kam profit mein apni trade ko close kar deta hain apko chahye k ap is mein zada mehnat kare aur is mein ap ihtiyt se kam kare pher ja kar ap is mein earn kar saket hain
                • #9 Collapse

                  Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                  han ap ke bat theak hye jab bhe humri koyi trade loss me phans jate hye to hum os ka wait krte han jab he wo profit me ate hye to hum os ko jalde he band kr dete han ye humri ghlte hote hye hum ne jatna wait loss me keya hye agr hum half time bhe os ka profit me wait krte han to hum ko acha profit mel jata hye as lye hum ko chaye ke jab bhe long me humri trade phans jaye to hum ko phr profit me bhe wait krna chahye js se hum ko acha profit mel sakta hye agr hum ko apne mind pr control hye to hum wiat kr sakte han wanrna koch acha fayda nahi hota hye hurmi tradeing ka hum ko
                  • #10 Collapse

                    Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                    Jab hamain open trade main bara loss ho jata hai tou hamary trade long time ky liay loss main run kerti rehti hai lekin jab profit main jany ka time ata hai tou ham loss khatam hoty hi trade close ker dety hain aesi trade ko open rehna chahiay ky jab tak reasonable profit hasil na ho jaey
                    Assalamualaikum ji bilkul aap ne bilkul sahi Baat Kahi ke Josh rate Jyada time profit Main Nahi balki loss Mein Run kar rahi ho us trade ko kam profit Mehi close kar dena better hota hai at least Hame Dosto nahi hota na Kyunki Hum usko Jyada nahi to 1 Dollar Yaar Da Dola ya phir kuch points ke profit Mein Hai close kar dete Hain Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                      Jab hamain open trade main bara loss ho jata hai tou hamary trade long time ky liay loss main run kerti rehti hai lekin jab profit main jany ka time ata hai tou ham loss khatam hoty hi trade close ker dety hain aesi trade ko open rehna chahiay ky jab tak reasonable profit hasil na ho jaey
                      Bhai agar hum apna loss recover hony k baad apna order nahi othaeeen gy to hum dobara sy loss main ja sakty hain is liye hamain chahye k aisi trade ko as soon as posibble close kar dain aisa karny sy hum kisi aur item oar kaam kar k profit bana sakain gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                        Zayda time loss main rehnay wali trade ko kam profit main close nahi kerna chahye. que kay jab trade lgai jati hay to us time ya to wo trade early hoti hay aur kuch move kay bad market revers hoti hay ya market oper janay kya liye deep correction kerti hay. is liye trader ko us time per sahi decision lay kay hi close kerna chahye ho sakta hay kay trend revers ho raha ho aur jaldi close kernay say ap ka profit kam ho jaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                          forex mai hum trade lagaty hain to forex hamy profit deta hain or agar yai loss mai ja rahe ho to hamy isy close kar dena chahey forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain forex aik international business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                            jub b hamy loss ho raha hota h to trade chote lagne chahey ta k los zeada na ho agr trade bare lagae ho ge toloss zeada ho ga jis se hamsy dulee sich
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zyada time loss main run kerny wali trade ko kam profit main close kerna

                              forex mai aik trade agar loss mai ja rahe ho to hamy isy close kar dena chahey or loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat ache earning be deta hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X