Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai

    Zayada loss sae bachnay kay lye stop loss iss lye bhi zaroori hai kay hum bonus system per kaam kertay hain aur humaray pas bonus kam hota hai jo kay ghalt trade sae loss ho sakta hai tou uss sae bachnay kay lye humain stop loss lagana chahyea ta kay humain koi bara loss na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai

      g han bhai aisa he hai stop loss lga kr hum apna account wash hone se bcha sakty hain q k aksar aisa hota hai market hmari strategfy k against move kr jati hai agar to hum stop loss use kren ge to humen kam he loss face krna pare ga lekin agar hum stop loss ko ignore kren ge to maximum chances han k hmara account wash ho jae is liye account ko safe rakhny k liye stop loss lazmi istemal kren.
      • #18 Collapse

        Re: Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai

        forex main stop loss ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey hamy trading karty waqt stoploss laga kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach saky gy or acha bonus hasil kar apni zarorto ko pora kar saky gy yai hamy loss sy bachata hain hamy best experience hasil kar ky isy use karna chahey
        • #19 Collapse

          Re: Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai

          agar hum loss sy bachna chatey hain to hamy acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik mai unique business ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
          • #20 Collapse

            Re: Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
            Dear forex members ziyada loss se bachne ke liye stop loss wahid tool hai jisko hum use kar sakte hain lekin agar hum usko bonus account par implement karenge to hame apna bonus recover karna mushkil lagega is liye hame chahiye ke apni strategies ko review karin ta kay hame loss kam se kam aur profit aiyada ho..
            App belkul sahe keh rahai Hain leken Mai samajta hm ke stop loss ke bagair trading nhe karni chaye money management aik wahid tool hai his say app profitable trader BN saktay Hain.
            • #21 Collapse

              Re: Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mtkpak پيغام ديکھيے
              Dear forex members ziyada loss se bachne ke liye stop loss wahid tool hai jisko hum use kar sakte hain lekin agar hum usko bonus account par implement karenge to hame apna bonus recover karna mushkil lagega is liye hame chahiye ke apni strategies ko review karin ta kay hame loss kam se kam aur profit aiyada ho..
              Ji mere bhai Jyada loss Se bachne Ke Liye Hamein stop loss Lagana chahiye is hamm big loss se control kar sakte hain bonus account per implement karne Humne Apna bonus ek baar karna Mushkil ho jata hai aur hum bhi Khabar nahi kar paate aur Jyada loss ho jata hai isliye Hame Apna loss control karne ke liye stop loss use karna chahiye....
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Ziyada loss se bachne ke liye stop loss kiun zaroori hai

                forex main stope loss ki bohat ehmiyat hain hamy isy laga kar kam karna chahey agr ham is main new hain to hamy isy kabe be ignore nahi karna chahey yai ahmy loss sy bachta hain ham is main kam kar ky acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik real or bohat bara business hain

                اب آن لائن

                Working...
                X