Kya forex ki learning poori life chalay gi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex ki learning poori life chalay gi
    Forex aik bahut wasee business hai aur iss mein aye din naye naye cheezain ati rehti hain tou iss mein hum her cheez ko learn kerna hota hai aur jaisay jaisay forex agay chalti rahay gi iss mein bahut zayada tabdeelian ayain gi tou iss lye learning bhi chalti rahay gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

    jee bilkul forex key learning Puri life Hi chalegi kyunki hame forex trading se daily basis pe ek new lesson milta hai Hum jab daily basis pe market ko watch kar rahe hote hain aur market mein trending karte Hain to hame Har Roz market 1 new lesson de jati hai isliye hame daily basis ke sath market ko watch karna chahiye Taki Hum a daily basis se market ki movement ka beta andaja ho sake
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

      Ji mere khyal se forex aik bht complicated business hy is main aye din kuch na kuch change ata rehta hy or mere khyal se roz is ki learning nayi se nayi hoti hy is lie mere khyal se ager app chahtay hain k app is main kamyaab hon to app ko chahiye k app is ki proper learning kertay jain or day by day is main new things ko bhi seejhtay jain
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

        G han forex trading men kamyabi k liay liay achi learning bahut zaroori hoti hey aur learning aik aesi cheez hey jo jitni bhi ho thori hoti hey agar forex trading ko life time business banana chahtay hen tu learning bhi life time karni ho gi kiun k agar trading men kamyabi mil bhi jay tu learning process ko hamesha k liay jari rakhen jitni ziyada learning hoti utni achi earning hasil hoti hey
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

          G han me ap ki bat se itefaq krta hon gorex trading business bht hi wasee hai es ma learning ki koi limit nahe hai because Roz kuch na kuch new hota hai es ma seekhny k liye or jb hm learning pa fulstop LGA dety hain to hnari success pa bhi fulstop lg jata hai esi liye agr ap successful trader bnna chahty hain or continuous earning chahty hain tou learning pa kbhi bhi stop na lgaien
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

            Han gi forex aik bahut hi wasee business hai. Is ko seekhny ky liye ap ko kafi time ki zaroorat hoti hai. Ager ap chahty hain ky ap is ky expert ban jain to ap ko is ky liye bahut mehnat kerni hogi.
            Ap ko is ko seekhny ky liye sari umer ki zaroorat to nahi hai. Ager ap kuch saal lagaty hain to ap acha seekh sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

              g han bhai apki bt thk ha agr apnae hmesha forex pr kamyab rhna ha tu uskae lyae apko porri life jab tk ap fore pr kam krty ho learing krna hoga jab ap learning chor do gae tu apko loss honae lg jae ga market ki smj ana bnd ho jae gy daily basis pr market m bht change aty ha agr apko trend kae sath sath kam krna ha tu learning ko sath sath krna must hota a isi trah kamyabi ml skty ha
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

                G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading me learning pori life he chaly ge jab rak ap forex trading me majod hai tab tak forex me apki learning chaly ge......forex me hum achi learning kary gay toh he achi earning hasil kary gay forex trading ek boht acha business hai jis me humy roz ba roz new seekhny ko milta hai....
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

                  G Han kyon ke ye koi chota business nahi hai ye buhat bara business hai jis mein AP har Roz koi new cheez seekhte Hain is mein AP ko buhat time Dena parta hai tab kuch samajh ata hai aur buhat zeyada experience aur practice chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

                    G han bilkul forex main humain day by day kuch na kuch new seekhne ko milta rehta hay aur us k liy humain apno.lerning aur practice ko bji barhana parta hay jub hum kuch new seekhte hain tou humain us ko real par apply karne se pehly khob practice karni chaiau aur apni learning karte rehna chaiay take us k tamam ups and downs k bare main sahe se samjh sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

                      dear forex ek best or world largest business ha or is mein country mein jesy jesy changing ati ha is mein currency mein utar charhaho chalta rehta ha is liye is mein agar earning karna ha life time to is mein learning bhe life time sath sath chalti rahy gi or trading mein tools ko behtar banaya jaye ga or achi earning ki ja sakti ha is liye forex ko life time learning sath sath earning kay chalti rhy gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

                        Dear friends froex trading ak aesa business hai k jis k bary main ap ko roz nai cheez sekhny ko milti hai q k es ka ayhata itna ziada waseh hai k ap es ka andaza nahi laga sakhty q ye puri dunia my pahla huwa hai aur es k bary main mukamal toar par jana baht mushkil hai ap es k bary main apni puri life sekhny may guzar phr b es ka mukamal knowledge hasil nahi kar sakhty esy sy bahtar hai k ap daily basis par jitna sekh sakhty hain sekhy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex ki learning poori life chalay gi

                          Gee haan bhai forex ko samajhnay mein bahut zayada waqt lagta hai aur iss kay lye humain iss mein mehnat sae kaam kerna chahyea aur koshish kerain kay forex ko jitna zayada waqt dae saktay hain dain ta kay humain waqt laganay kay benefits profit ki surat mein miltay rahain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X