Currency or Metal trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear abhi main forex main new hoon or abhi tak mene trading karni start nahi ki hai lekin jab bhi trading karni start karoon ga tab hi main metals main tarde karoon ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jesy life me ak kamyb life k liye achi plning zrori ha asy hi is business k liye is ka ilm zrori ha agr ap ka is me acha tajrba ha to phir behtr janty hein k treading metl me karin ya currncy me
      • #18 Collapse

        Maray khayal ma metal pa trade karna sahi nae hy q ka wo solid hy or usay rakhna ka leya space chay or dusa ya ka gold ke market boht slow hou te hy us trade ma time boht lag ta hy ,ma tou currency pr trade kar ta hou or mija pasand bhe wohe hy.
        • #19 Collapse

          mujhe b metal mai ngold passand hai us ki wajaha ye hai k gold ki k market bhut tezi se float kar rahi hoti hai gold main 1 din baki ki nisbat zryada earn kar sakty ho zayda ter trade main gold aur eurusd py karta ho aur
          • #20 Collapse

            main to curruncy main hi trading karta hon ku curruncy main thora easy hota hai r metal main thora risky hota hai ku k us main movement zyda hoti hai r hamen us main loss b zyda hone k chance hote hain is lye hamen us main agr trading karni hai to dehan se karni hogi..........
            • #21 Collapse

              Mujhay b gold pay trading pasand hai q kay ziada dificult nai hai or gold ke movement boht zabardast hai but curency b apni jaga fit hai
              • #22 Collapse

                jab b hum pairs main ye metal main kam karty hain to is main risk sa hota hay humain learning kar kay practice say kam karna ho ga kun kay har trade main humain risk lay kar kam karna ho ga
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #23 Collapse

                  Forex trading main currencies aur commodities donon main kam hota hy aur aap apni ability aur experience key mutabiq kisi bhi currency ya commodity main trading kar saktey hain. Jab tak aap ka experience nahi ho jata aap currencies main hi kam karain aur jab experience barh jaye to metal trading sey faida uthayen.
                  • #24 Collapse

                    Forex trading main trading k liy Apko k ap metal p trading ni karo kio k forex trading main metal baht ziada fast moving karti hy aur apko baht ziada Loss ho y ka khatra hota hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      mery khyal main agar hum metal par trading karna chahty hay to eskay liey humary pass ziadsa experince hona chahiey kyun keh tab he humari trading usmain achi ho sakti hya aur metal bohat tezi say move karty hay

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X