over confidence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over confidence
    Mostly beginner traders over confidence me mubtela ho sakty hey es ki specific waja ye hoti hay key some achi techniques aur achi market analyzing ki waja se jab profit hasil ho jata hay to new traders ka confidence level enta increase ho jata hay jes ko over confidence kaha jata hay, over confidence ki trading be enemy ka kam de sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: over confidence

    Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me ham log mostly lalach kay bad overconfidence ki waja sy loss karty han jab hamen 2 4 trade me acha profit ho jata hai to ham phar overconfidence ka shekar ho jaty han or apni trade me loss kar lety han
    • #3 Collapse

      Re: over confidence

      Dear brothers aasan lafzon men over confidence bhi loss ki jarh hoti hey kiun k jo log forum pe posting k zariay acha bonus hasil kar letey hen woh over confidence ho jatay hen aur woh samjhtay hen k woh trading men bhi acha profit hasil kar len gey iss liay woh bagher experience k hi trading shuru kar letey hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss hota hey iss liay confidence ko improve zaroor karen lekin over confidence bilkul nah hon
      • #4 Collapse

        Re: over confidence

        G han kafi newbies esy hoty hain k ek do trades ma guess se ya thori bht knowledge se agr profit earn kr lety hain tou overconfident ho jaty hain k hmy sb aa gaya hai or phr biglots lgaty hain zayada earning k liye jis wajha se bht zayada loss ho jata hai esi liye overconfidence ko bhi loss ki base kehty hain because jb hmy lgta hai k hmy sb aa gaya hai tou hm apni learning pa fulstop LGA dety hain or phr hmy just loss hi hota bai
        • #5 Collapse

          Re: over confidence

          g bhai over confidence bahot bari buri bemaari jo insaan ko nuqsaan deny k baad chali jati hai ziyadatr new trader overconfidence ho jaty hain jab un ko profit hota hai to wo bhot proud feel karty hain or over smart bany ki koshish karty hain or jab wo over confidence dekhaty hain to un ko loss ho jata hai q k tab un k demagh man 1 loss k dar bilkol nikal jata hai is waja se wo ghalti kar jaty hain or loss kar dety hain
          • #6 Collapse

            Re: over confidence

            Dafinately bht se new members ko jab profit milta hy to wo over confidence main ajatay hain or ye samajhtay hain k ab her trade profit hi dy gi lekin isi over confidence main apna loss ker detay hain trading main over confidence humesha loss hi deta hy is lie over confidence se bachna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: over confidence

              Well ap ki bat theek hay k aksar aesa hota hay jo k ap i trades main aik se 2 bar musalsal profit hone par over confidence ho hate jo k boht galat tarika hay aese hum khud ko big trader samjhe agte hain aur kabhi success hasil nai kar sakte hamesha confidence k sath kam karain lekin over confident kbho na ho ye cheez ap ko loss day gi
              • #8 Collapse

                Re: over confidence

                g haan bhai aasan lafzon men over confidence bhi loss ki jarh hoti hey kiun k jo log forum pe posting k zariay acha bonus hasil kar letey hen woh over confidence ho jatay hen aur woh samjhtay hen k woh trading men bhi acha profit hasil kar len gey iss liay woh bagher experience k hi trading shuru kar letey hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss hota hey iss liay confidence ko improve zaroor karen lekin over confidence bilkul nah hun thanks
                • #9 Collapse

                  Re: over confidence

                  Forex trading business mein new trader ho ya old trader jo bhi over confidence hota hy us ko is se koi faida nhi hota over confidence se loss hi hota hy over confidence mein new trader bhi aur old trader mein bhi ho sakta hy aur over confidence tab hi hotay han jab profit acha ho jata hy aur wo over confidence mein market ko analysis k baghair hi trade open kartay han is traha loss ho sakta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: over confidence

                    g bhai ap sahi kah raha han jb koi trader trade karta ha ar agr wo achi earning karta ha to aksar as ka confidence level increase ho gata ha ar agr wo zaida earning kar la to over confidence ho jata ha agr hm over confidence ho jay gay to hm khud achi earning nai kar sakta han as liya hama chahiya ka hmara confidence level high ho mgr hma over confidence nai hona chahiya over confidence hmara liya enemy ki tarha hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: over confidence

                      Jo traders over confidence hotay hain wo basically looser bhi bantey hain so hamesha over confidence main kirdar adda karta ha ap ko looser bannay mei so hamesha over confidence sey ap ko bachan chahiye over confidence ap ko blind trading bhi karwa deta ha so hamesha careful rehna chahiye.
                      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                      Please visit my trading journal from here
                      • #12 Collapse

                        Re: over confidence

                        Dear friend apne achi bat ki hai kuch member over confidence me galt trade open kar lety hen jb los hota hai tu phir unhy afsos hota hai es lye hame over confidence nai hona chahye soch samaj kar trade lgani chahye ek hi galt trade apka account wash kar sakti hai es lye hame zayada sy zayada experience hasil karna chahye.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: over confidence

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Mostly beginner traders over confidence me mubtela ho sakty hey es ki specific waja ye hoti hay key some achi techniques aur achi market analyzing ki waja se jab profit hasil ho jata hay to new traders ka confidence level enta increase ho jata hay jes ko over confidence kaha jata hay, over confidence ki trading be enemy ka kam de sakti hay.
                          Overconfident Ho Gaya trading karna traders ke liye bahut jyada dangerous hota hai Kyunki Jab traders overconfidence Hoga trading Karte Hain To proper planning Karke trading nahi karte aur unko loss ho jata hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X