Greed ko enemy kinu samja jata hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed ko enemy kinu samja jata hay
    Trading me professional aur expert advisers greed ko enemy kinu samjty hay agar ham apny orders ko analysis karen to mostly trades me loss ki waja greed hi ham find kar sakty hey aur kesi waja se orders me loss nahi ho sakta hay, 1 order agar profit me hay to greed es condition me kesi enemy ka kam hi kar sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

    Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear mery kheyal me ham market ko analysis bhot achy treqky sy karty han or prfoit bhi acha earn kar lety han bas agr mar kha jaty han to lalach ki waja sy agr ham is pe hamra control ho jay to ham loss sy marr nhe kha sakty han
    • #3 Collapse

      Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

      G han yeh bhi such hey k lalach buri bala hey iss liay iss se bachna chahiay kiun k lalachi logon ka maqsad sirf paisa kamana hota hey aur woh achi learning aur experience hasil nhi kartay iss liay woh jaldi ameer honay ki koshish kartay hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se loss hota hey aesay kam sirf lalachi log kartay hen jo ziyada profit k chakr men bagher experience k hi trading shuru kar letey hen aur loss honay pe forex trading ko chornay pe majboor ho jatay hen
      • #4 Collapse

        Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

        dear greed koi knowledge nai hay jis ko ham apna dost sajh k kaam karaingay jub greed ata hay to sabar khatam ho jata hay aur jbar khatam ho jaye to lose hamaray sab say bara sathi ban jata hay aur ham thoray pay sabar nai kar saktay hain jitna milay ga ham kahaingay k hamara is ka doubla ho jaye isi doubla k chakkar main ham pehlay wala bhi kho daitay hain in sab baatonko mined main rakhaty huvay he ham greed ko apna dushman kehtay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

          Yes dear greed is our enemy in forex trading way ye sb ma hota hai q k ye natural fact hai forex ma greedy traders akser loss kr dety hain basically greed tb hota hai jb hmara koi order profit ma ja raha ho or hm ek or trade enter kr den phr market opposite direction ma move kr deti hai or zayada loss ho jata hai esi liye greed ko trading ma enemy kaha jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

            Forex trading mein jis chez se ziada loss hota hai woh aap k emotions hoty hein jin mein greed top pe hai aksar traders ziada profit hasil krny k liye greed krty hein thori si greed pory account ko wash kr deti hai is liye trading mein greed apki enemy hai jis se koshish krein is se dour rehny ki.
            • #7 Collapse

              Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

              Forex trading main greed bilkul enemy ka kaam kerta hy ager hum analys kertay hain to mostly humari trades main loss ki reason greed hi hota hy kiun k greed app ko bht loss ki traf le jata hy jab app aik profit k baad greed main a ker mazeed over trading kertay hain to app ko us main loss ho jata hy is lie greed se bachna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

                Dear greed ko enemy is liay samjha jata hay kiu k greed hay hi humara enemy humain kabhi bhi success hasil.nai ho sakti jab hum greed karte hain os liy hamesha trade karne se pehly apne andat ki greed ko khtam karain take ap success hasil kar sake jo log bhi greed k sath kam karye hain wo kbhi ache business men ya trader nai ban sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

                  greed ko enemy is lyae smja jata ha q ka us sae hmara bht sa nuksan ho jata h abht sae log han jo lot size ko bra rkh kr trade krty han isi lalach m kae unko axa profit ae ga jabkae asa nihota ha or unko loss ho jata ha wo b itna kae unka account wash ho jata ha hmesha trade kae doran is bt ko sochae kro kae profit kae sath sath apko loss b ho skta ha is trah mind m lalch ni ae gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed ko enemy kinu samja jata hay

                    Greed aj kal aik eham factor ha trading mei mostly loss ki reason yahi dekhi jati ha k jab over trading ki jay aik trade k profit sey pehle mazeed trades ki jayen greedy ho kar tabhi ap ka loss start hota ha so best trader wohi hota ha jo greed ko apni trading ko side pe kar deta ha.
                    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                    Please visit my trading journal from here

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X