Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????
    Dear friends main aap say puchna chahta gun ki kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay ya knowledge ky sath experience bhi bona chahaye ager aap knowledgfull hain oor aap ky pass forex ka experience bhi zeyada hay tou aap forex main kamyabi say kam ker sakty hain naky srif knowledge say.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

    Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear bilkul forea trading kay lye knowledge bhot he zayada zarori hai agr ap kay pas knowledge nhe hoga to ap ko is kay bary me pata nhe hoga to phar apko is ka experience kesy hoga lehaza forex trading business kay lye knowledge bhot zarori hai
    • #3 Collapse

      Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

      Dear kisi bhi business main success hasil.karne k liay zarori hay k humare pass ache knowledge k sath sath acha experience bhi ho take hum proper tarine se kam kar sake kiu k agar hunare ps just knowledge hay aur experience nai hay tou hunare knowledge k koi faida nai hay ap tab hi kisi bhi business main success hasil kar pate hain jab ap k pass acha experience bhi ho tou
      • #4 Collapse

        Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

        yes dear forex trading k liye knowledge zaruri hay laikin is k sath sath experience ka hona bhi bahut zaruri hay agar knowledge hoga aur experience nai hoga tab bhi ham is main achi earning nai kar sakaingay jub knowledge ajay to hamain demo pay usay apply kark practice karni chaye aur jub ham baar baar practice kartay rahangay to hamain is main experince automatice ata jayega aur hamain phir kisi mazeed teacher ki bhi zarurat nai paraigi.
        • #5 Collapse

          Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

          Dear brothers forex trading ka sirf knowledge hi zaroori nhi balkay achi learning aur experience ka hona bhi bahut zaroori hey acha knowledge achi learning aur acha experience 3 cheezen lazmo malzoom hen kiun agar knowledge hey aur experience nhi hey tu knowledge ka koi faida nhi issi tarah agar experience hey lekin learning aur knowledge nhi tu iss experience ka koi faida nhi lekin phir bhi achay knowledge ka advantage hota hey
          • #6 Collapse

            Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

            Dear member apny acha sawal pocha hai mery khayal sy kamyab trader wo hai jis k pas knowledge ho aur es k sath bonus bhi acha ho kui k kamyab trading k lye bonus ka zayada hona bhi zarori hai esky elawa knowledge k sath sath experience ka hona bhi zarori hai agr apk pas ye teno cheze hon ap kamyab trader ban sakty hen.
            • #7 Collapse

              Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

              G nahi dear trading key ley knowledge hi nahi es se key ley traders ka experience aur techniques ka use karna be zarori hay, Forex knowledge se basic topics ko hi samja ja sakta hay traders ko apna ye knowledge test karna be zarori hay jo key demo account ya other kesi base par es ki testing ki ja sakti hay.
              • #8 Collapse

                Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                Dear kesi bho kam ma successful honey k liye hmary pass achi knowledge ka hona lazmi hota hai or experience ka bhi experience agar na ho to knowledge bhi kesi kam ki nahe hai
                Me ap ko ek example deta hon
                Jesy hm kesi office ma job k liye jaty hain hmary pass achi degree bhi hoti hai but wo experience ki demand krty hain or agr experience na ho to just knowledge ki bases pa job nahe milti hmy
                Esy hi gorex trading ma bhi hai jb tk hmy acha experience na ho analysis na aty hon to hm kbhi bhi profitable trading nahe kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                  Forex trading main knowledge k sath sath experience ka hona bhi bht zaroori hy sirf knowledge hi se app achay trader kabhi bhi ni ban saktay is lie bht zaroori hy k app knowledge k sath sath experience bhi gain krain takay app ko profit mil sakay or app achi trading ker sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                    Bhai knowdagle ky sat sat expreince ka hona bi boht zaroori sirf knowledge ka hona zaroori ni hai agr expreince hei na ho agr ap ky ap knowladge hai to ap partcic kar kyy jaldi experience bi hasl ho jaiyy demo account kuch time use karyy apny knowladge ky mutabeeq dehkyy agr ap ka knowladge thk hai phr real account bi use kar ky dehk apny knowladge ky hisabb syy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                      g han bhai trading kae lyae knowledge b ht zyda zrory ha srf knowledge b kha ja skta ha q kae trade kae lyae apkae pas market ka jitna knowledge hoga ap uthni hy axe trade kr skty ho is lyae hmesha kosish kro kae ap market ko study krty rho is trah apkae experince m zafa hoga or ap trade axe kr sko gy profit kae sath
                      • #12 Collapse

                        Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                        Achi trading ky liye knowledge main chez ha zahiri si bat jab aik way he na ho acha method na ho ap ky pas ap kamybi kisi surat nahi ley saktay islye proper trading ka knowledge skills ye sab kuch hoga ap trading achi karnay ky kabil tabhi ban saktey ho ye haqeeqat ha.
                        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                        Please visit my trading journal from here
                        • #13 Collapse

                          Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                          G bilkul main ap ki baat say agree karta hoon kisi bhi kaam main knowledge or experience dono ka hona zaroori hy agr ap kay pass knowledge hy or experience nahi to os knowledge ka bhi koi faida nahi
                          • #14 Collapse

                            Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                            Dear brother forex trading k liye 2 chezon ka hona boht zarori hai aik knowledge aur dosra experience jis k pas yeh dono hon tu woh aik successful trader ban jata hai trading mein sirf knowledge se kaam nahi chalta agr acha profit earn krna hai aur apny aapko as a professional identification deni hai tu yeh dono achy hon.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay?????

                              ji dear forex mai knowledge aur experience donon ka hona bht zruri hai knowledge humain books aur expert traders se milty hain jb k experience humain tb hota hai jb hum iss ko pratically krty hain.
                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arshad6881 پيغام ديکھيے
                              Dear friends main aap say puchna chahta gun ki kay trading ky liye srif knowledge zaroori hay ya knowledge ky sath experience bhi bona chahaye ager aap knowledgfull hain oor aap ky pass forex ka experience bhi zeyada hay tou aap forex main kamyabi say kam ker sakty hain naky srif knowledge say.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X