Trading ka makhsoos time
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka makhsoos time
    Dear friends akser sawal kiya jata hai ky trading ky liye kon sa time best hai.
    Mery khayal mein to trading ky liye koi makhsoos time nahi hai.
    Han ager ap scalping kerna chahty hain to us ky liye kuch section thory taiz hoty hain.
    Aik subah 11 bajy. Phir sham 4 bajy aur phir raat ko 8 ky basd. In time mein market nisbatan taiz hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ka makhsoos time

    Dear market me some specific times hey jo key achi trading aur best entry order placement key ley good samjy jaty hey, ye be sach hay key hedge aur scalping trading k koi specific (makhsoos) times nahi hoty magar news key bad market me esy makhsoos points ko searching ho sakti hay jo hamary orders ko profitable bana sakty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ka makhsoos time

      Dear friends apki bat bilkul thk hai k forex my trading ka koe khas taim nahi hota hai k agar ap us wakt tread lagay gy to apko profit hi mily ga lakin agar ap oil wagera my sacpling karni hau to din 11 bjy aur rat 8bjy ya phr 12 bjy sy phly maeket achi hoti agar ap us wakt market open kary aur treading karty hain to us wakt parofit hasil kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading ka makhsoos time

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
        Dear friends akser sawal kiya jata hai ky trading ky liye kon sa time best hai.
        Mery khayal mein to trading ky liye koi makhsoos time nahi hai.
        Han ager ap scalping kerna chahty hain to us ky liye kuch section thory taiz hoty hain.
        Aik subah 11 bajy. Phir sham 4 bajy aur phir raat ko 8 ky basd. In time mein market nisbatan taiz hoti hai.
        Assalamualaikum bhai Forex trading Mein mujhe nahi lagta ke trade lagane ka koi makhsoos time Hota Hai aap Jab Chahe trade Laga sakte hain lekin trade lagaane se pehle market ki movement aur analysis lazmi karna chahiye Taake loss ke chances kam se kam or profit ke chances Jyada Se Jyada Hoon Shukriya
        • #5 Collapse

          Re: Trading ka makhsoos time

          boss par mujhy nahe lagta k forex trading ka koi maksoos time hota hai q k market ki movement ka koi b andaza sahi nahe laga sakta lekin har bandy ka apna exerience hai lekin mera experience ye ho hai k monday ko market thori fast hoti hai forex ka koi makhsoos time bilkol nahe hota
          • #6 Collapse

            Re: Trading ka makhsoos time

            Forex trading aik aesa business hay jo k ap 24 horus kar sakte hain apk lia ko time ki pabandi nai hy lekin 8s k sath aath is bat ka bhi khyal e
            Rakhain k ap ko 24 horus achi trades ni mil sakti jaha tk.meri information hay us k mu5abik humin London session aur new york session main achi trades mil jati hay kiu knis time market ki movement kafi achi hoti hay ur ap k liay market trend ko samjhna bhi easy ho jata hay is liay hamesha tradebopen karne se pehly market trend lazmi dekhain
            • #7 Collapse

              Re: Trading ka makhsoos time

              Aslamualaikum forex trading k lie koi bhi time mukhtas ni hota hy app ko jab achi trade mil ri ho to app trading ker saktay hain lekin london session or usa session trading k lie best time hy in time main app ki trade correct jati hy or app acha profit milta hy lekin phir bhi trading ka koi fix time ni hota
              • #8 Collapse

                Re: Trading ka makhsoos time

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                Dear friends akser sawal kiya jata hai ky trading ky liye kon sa time best hai.
                Mery khayal mein to trading ky liye koi makhsoos time nahi hai.
                Han ager ap scalping kerna chahty hain to us ky liye kuch section thory taiz hoty hain.
                Aik subah 11 bajy. Phir sham 4 bajy aur phir raat ko 8 ky basd. In time mein market nisbatan taiz hoti hai.
                Trading karne ka koi misuse time to nahi hai lekin Hume US time trading Karni chahiye Jab Hame trading karne ke liye ek acchi treadmill rahi ho aur Hame batao ke Hame trading Karke profit hoga
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ka makhsoos time

                  Dear dosto trading ka kou makhsos time nahi hai ye har waqat ho rahi hoti hsi lakin jab bhi teeno session open hoty hain tab market main teezi hoti hai 4am bjay assia session 11 bajy europ session And 5bjay us session open hota hai us waqat trade krain saclaping bhi ho sakti hai aur jab market close hoti hai tab aisa hota hai lakin sport and resestance say pooray day ki trade kia krain .

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X