Quality of Learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Quality of Learning
    Dear members mainay deikha hai aksar log forex mai entry k time itnay confuse hote hai k wo her cheez learn karnay ki koshish karty hai k ye bhi seekh lo wo bhi seekh lo, ek hi time mai kafi cheezay learn karnay ki waja say unhe samjh kuch nahi ata un k concept clear nahi hote theek say or wo confuse hi rehtay hai ese logo ko mai ye abtana chahta hu k wo just eke k step kr k learning ki koshish kare sari cheezay ek hi time mai learn na kare, eke k kr k learning karengay tbhi kuch samjh mai aiga , ek hi waqt mai sub leanr krna means ap kuch bhi nahi seekh paingay or time waste karengay, Thanks!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Quality of Learning

    humein tarikhe time confusion tab hi hoti hai jab Hum best learning ke sath trading mein nahi aate Hain agar hamari learning best hoti hai aur humne achi tarah se market ki practice ki Hui hoti hai sote aap hamare analysis bhi bahut hi strong kisam ke hote Hain aur hum tab koi bhi entry point Lete huye confusion ka shikar nahi hote hai hame apne analysis ko strong karna chahiye tha ke Hume aisi kisi bhi Surat mein Koi pareshani Na Ho
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Quality of Learning

      ​Dear bro ap ki bat bilkul thk forex trading main quality learning bahut matter kerta hy ager ap ki learning ashy aur quality ki hy to ap ke pass knowledge aur experience bh asha aur quality ka ho ga, ab ashy aur quality ki learning ke liy ap ko ziada se ziada time forex trading ko seekhny main guzarna ho ga ap jitna ziada time dain ge aur satisfied ho ker learn kren ge ap utna hi asha forex ko samjhin ge
      • #4 Collapse

        Re: Quality of Learning

        G Han bilkul ache baat ki hai ap nee learning ki quality jitni ache ho ge utni ache hmari practice ho ge Jo k humen expert bnane men bohat help kr sakti hai forex men learning he kamyabi ki key hai kyun ky jab Tak hmare pas basic knowledge Ni ho ga tab Tak hum kamyab trader Ni bn sakty is liye pehle learning ki quality par focus kren phir ache earning ka sochen.
        • #5 Collapse

          Re: Quality of Learning

          Dear bro ap bilkul thek keh rhy hain start main new traders forex ko jald az jald learn karny k chakar main bahut si cheezain aik hi waqt main learn karna start kar dety hain jis ki wja sy wo kisi bhi aik chez ko achi tarah learn nhi kar sakty hain..new members ko chahye keh wo aik aik topic ko achi tarah cover krain aur phir new topic ko learn krain
          • #6 Collapse

            Re: Quality of Learning

            learning ki sub se bari quality ye hai k ap ko apna time sahi tarah se spend karna chahiye ku k agar ap ek ache trader banana chahte hain to ap ko chahiye k ap apna time forex me spend kare ta k ap ache se ache learn kar sake or new thing ko samaj sake or forex me achi se achi earning kar sake ku k forex me success ko achieve karna koi asan kam nahi hai.
            • #7 Collapse

              Re: Quality of Learning

              G han dosto apny thk kaha hai k jb forex forum my hamry new mamber aty hain to wo kafi confused hoty hain k wo kesy posty kary un k pas knowledge na hony ki wajah sy wo chaty hain k wo jald he sari chezen sekh ly lakin aesa nahi hota hai q k en ko lern karny my apko taim lagta hai aur ap ko quality ki lerning ki zarurat hoti hai jo k forex my ap apny seniors membar sy bahut achi tarah sy learning kar skhty hain aur apni knowledge ar experience my ezafa kar skhty hain
              • #8 Collapse

                Re: Quality of Learning

                Dear brother ma apki baat sy itifaaq karta hun ap ny bilkul sai kha hai bohat sy new members asy hoty hein jo Forex mein join hony ky bad yea samajty hein ky wo ak do din mein he forex ko jaan lein or tading start kr lein ma bi asa he samajjta tha ky jaldi sy forex ky bary mein information ly ln or start kr dun mgr humein har step ko alag alag trikay sy samajhna hoga jaldi kesi bi kaam mein nuksaan ka baiss banti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Quality of Learning

                  Dear aap ki baat 100% theek hay ky jab ham aapna kam shooro kerty hain tou oos say pehly ham aapna learning ka experience jitna acha rakhain gay tou hamain market ka knowledge oor experience bhi zeyad ho ga tou hamari achi learning ki waja say ham market main achi trading kerty hoya earning ker sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Quality of Learning

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Edden5 پيغام ديکھيے
                    Dear members mainay deikha hai aksar log forex mai entry k time itnay confuse hote hai k wo her cheez learn karnay ki koshish karty hai k ye bhi seekh lo wo bhi seekh lo, ek hi time mai kafi cheezay learn karnay ki waja say unhe samjh kuch nahi ata un k concept clear nahi hote theek say or wo confuse hi rehtay hai ese logo ko mai ye abtana chahta hu k wo just eke k step kr k learning ki koshish kare sari cheezay ek hi time mai learn na kare, eke k kr k learning karengay tbhi kuch samjh mai aiga , ek hi waqt mai sub leanr krna means ap kuch bhi nahi seekh paingay or time waste karengay, Thanks!
                    Assalamualaikum bhai main aap ki baat se hundred percent Ittefaq Karti Hoon Forex main learning ki quality or quantity Dono depend karti hai Agar Hamare Paas information bahut jyada ho hum sab kuch learn Karle lekin Hum confuse ho Kisi bhi cheez ke baare mein Hamara concept clear Na Ho Par mind Mein Khichdi Bani Hui Ho To Aisi learning ka koi bhi fayda nahi hota Ye learning based learning hoti hai Hame iska Koi benefit nahi ho sakta Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Quality of Learning

                      G han me ap ki bat se itefaq krta hon forex trading ma learning bht hi wasee hai esy ek hi din ma seekhna ya smjhna bht hi mushkil hota hai or esi koshish krny se bhi time hi waste hota hai smjh tou kuch bhi nahe ati hai esi lite forex ko agr achi trha seekhna chahty hain ya expert bnna chahty hain tou step by step learn kren step by step agy barhen sudden success impossible hai forex ma
                      • #12 Collapse

                        Re: Quality of Learning

                        forex mai hamy learning ko 100% best bana kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Quality of Learning

                          forex mai learninfg ke bohat ahmeyat hain hamy demo account mai rozana practice karne chahey is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai trading ky bad hum expert trader ban jaty hain forex aik real business hain agar hum is mai kam karty howe koi mistake kar dety hain to hum isy durust kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Quality of Learning

                            Hamri lerning ki qulity achi hogu to tb hi ham bey traders my shmaik ho sgy gy agr ham acha kamana chaty hy to tb hi ham mhnat kry gu to tb hi ham agy ja sgy gy agr ham kamyab hona chaty hy to phr ham bhot zeada kamaybi hasil jr sgty hy kamyabi k liya bhot zeada mhant chiya hoti hy hanri
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Quality of Learning

                              learning ke quality bets hone chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hum expert trader ban jaty hain forex aik real or kabe be band na hony wakla business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X