ziada risk say ziada reward ki hope ki ja sakti hay ?ya aisa mukin nai ho sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ziada risk say ziada reward ki hope ki ja sakti hay ?ya aisa mukin nai ho sakta hay?
    dear main ap say yeh confirm karna chahta hoon k kia ham ziada risk lay kar ziada reward ki bhi umeed rakh saktay hain ya ziada risk say sirf lose he kay he milnay k ziada chances hotay hain agar ap sab is baat ko confirmation daitay hain to ham sab ka is main fiada hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ziada risk say ziada reward ki hope ki ja sakti hay ?ya aisa mukin nai ho sakta h

    Zyada risk se zyada reward ki umeed ki ja sakti hai lekin is Surat mein hamara whole account bhi wash ho sakta hai
    trading mein hame kam risk lena hai hamare liye thik hai agar Hum jyada risk lenge tu hame se nuksaan bhi jyada hoga isliye hame chahiye ke hum trading mein bahut hi kam risk se apni trades ko open kare jab hamara risk kam hoga to hame nuksaan bhi kaam hoga aur hamara account safe rahega
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: ziada risk say ziada reward ki hope ki ja sakti hay ?ya aisa mukin nai ho sakta h

      Jahan Tak Mera khyal hai to risk jitna chota Lyn it a he acha hai kyun ky agar loss ho bi jae to it a ho k AP us ko face kr sako ziada risk lyny see loss bi bara hone k chances ziada Hain Jo k kabi kabi face krny Wala Ni hota is liye mere khyal see to risk it a he lyna chaheye jitna baad men bardasht ho sake.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: ziada risk say ziada reward ki hope ki ja sakti hay ?ya aisa mukin nai ho sakta h

        Dear forex trading business bht hi complicated business hai es ma agr hm risk leny se darty rahien gy tou kbhi bhi earning nahe kar sakty hain q k yaha market k trend ko koi bhi 100% judge nahe kar Santa sb risk ly k hi trading krty hain or hm jitna risk lety hain itni hi achi earning bhi karty hain esi liye risk lent se kbhi na Daren q k risk k agy jeet h ��

        اب آن لائن

        Working...
        X