Forex main kamyab hona mushkil nahin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kamyab hona mushkil nahin
    Dear fellows aap ko maloom ho ga ky members Jo forex main mehnat kerty hain oor aapni mhenat say knowledge or experience hasil kerty hain pher aapny knowledge oor experience ko forex main asstamail ker ky profit hasil ker ky forex main kamyabi hasil kerty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

    forex mein kamjor hona bilkul bhi mushkil nahi hai lekin Hum uske liye mehnat karna bahut hai zaroori hota hai jab Hum honestly mehnat ke saath kaam karte hai to hame is ka Sila jarur milta hai aur Hum is se bahut hi acchi earnings Le baatein Hain Jo Hume baaki kisi bhi business se nahi mil sakti hai isliye Hum aise mein serious Ho Kar kaam karna hamare liye bahut had tak Better ho sakta hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

      Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon dear mery kheyal me just ye he kamyabi nhe hai forex ko achi tarha sy learn karna or forex trading business ko samjhna trading kay time pe mushki trade ka samna karna loss ko ko bardasht karna etc ye sab hona business me kamyabi ki alamat me ata hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

        Dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading complicated business zroor ha lekin agr forex trading mn sahi mehnat ki jay aur forex trading k baray mn knowledge aur experience hasil kr lia jay to forex trading moshki naen ha ap kamyabi hasil kr k achhi earning kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

          g han forex me success hone k liye ap ko apna time forex me spend karna chahiye or agar ap thora thora time kar k b spend karo ge to ap ko zayada problem nahi ay gi balke ap kafi kuch learn kar sako gey or ap forex me successful ban sako gey bus ap ko chahiye k ap apni learning par focus rakhe ta k ap earning achi kar sake ku k bohat se log earning par focus rakhte hain jub k learning par koi foucs nahi rakhte.
          • #6 Collapse

            Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

            G han bhai ap ny bilkul thk bola forxs main kamyab hona mushkil ni hai just tohri sei mehnt ki zaroort hai koi bi kam jb ap suchy dil syy kartyy hai ous main ap kamyabb ho hei jatyY hai forxs ko bi suchy dil syy interest ly kar use kary gyy to zaroor kamyab ho jaiyy gy ap jis hisab sy forxs ko use kro gy ous hisab sy seekhy gy agr dailyy time de gy to jaldi seekh jaiyy gy..
            • #7 Collapse

              Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

              My dear forex trading ma successful hons mushkil hai but namumkin nahe mushkil es liye k es ma bht zayada mehnat krni parti hai bht zayada learning krni hoti hai phr kahien ja k hmy kuch experience hota hai but es ma expert honey k lute bht zayada time lgta hai kafi mehnat or mushkilat k bad hm achi earning krna start krty hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                g han dear forex mein kamyabi hasil karna mushkil nahi ha kiyon kay forex ek mastermind work ha is liye is mein acha experience or knowledge ka hona bohat he zrori ha jis say ap kamyabi hasil kar sakty hein so hard work or acha experience apki life change kar sakta ha so mushkil ko asani banany kay liye apko is mein hard work bohat he zarori ha then ap kamyab ho sakty heni
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                  Jee dosto forex treading business min kamyab hona mushkl nhi mger es k lie hard work ki zrurt hi jitni hard work ki jay km hi ES lie yh such hi es min kamyab hona mushkl hi lakun achi strgl kerny sy kamyabi hasil ki skty hi....
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                    g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trdaing main kamyb hona mushkil nahi hai laken mumkin hai es liye hmain es main juyst hard work karna chahhye q k jub hum mahnt karty hain tu es business main hum apni mahnt se boht achi trdaing kar skry hain jis se hum kamyb ho skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                      G nahe dosto "Forex main kamyab hona mushkil nahin " ye baat sahi nahe hai but we cannot run a successful trading without learning a successful trader have a good experience and knowledge about the trading so the newly must learn about the forex trading for this purpose the they can use the demo trading account and can practice on it and can understand how to trade on the forex
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                        agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy mahnet karne ho ge hamy apny seniros ke tips ko follow kar ky mahnet sy kam karna ho ga forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain agar hum lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                          hum asnae sy forex mai kam kar sakty hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex kabe be band na hony wlaa busines hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is maki agar lalchi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala real busines hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                            Forex trading main kamab hona mushkil nahi hay ager trader pakistan main rehta hay to wo yeah cheez bakhobi janta hay kay pakistan main berozgari kitni hay. wo ager apnay halat ko dekh ker dil say mehnat keray to wo forex main yaqeeni tour per kamyab ho sakta hay. ager wo khud himmat aur housla keray to. kisi bhi field main kamyabi koe mushkil kam nahi hota.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main kamyab hona mushkil nahin

                              Jee bilkul Forex Mein Kamyab Hona mushkil nahi hai. Forex trading ke kuch usool hai agar Hum an assole on Ke mutabik Chalte Hain To Ham kabhi bhi ismein loss nahi karte. Lekin Jab Bhi Hum is ke usool todte Hain is Waqt Hamara nuksan kar lete hain. Usoolon main Yaha Hai Ke Hum laalach Na Karen aur Dar usko bhi Khatam kar de aur risk thoda le in 300 Lon par kaam karke Ham munafa Le sakte hain lekin in Se Bachana bahut Mushkil Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X