Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zaruri ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zaruri ha
    Dear Forum members, Forex main kamyab k liye patience bahut zaruri hai..new traders jb forex ko join karty hain to phir un ko start main loss hota hai aur wo emotional ho jaty hain aur loss ko recover karny k liye over trading karna start kar dety hain ya phir lot size ko ziyada use karna start kar dety hain..jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai..is liye forex main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions ko forex sy door rakha jaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

    Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai hamen trading me har hal me sabar sy kam lena chahye na kah jazbat me a kar hamen koi jald bazi me aesa qadam nhe uthana chahye jis sy hamen mazeed loss ho or sabar ka pahla hamesha metha hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

      Trading main emotions pe control karna hamare liye bahut hai zaroori hota hai Hum jab tak apne emotions pe control nahi kar lete hain tab tak Hum successful trading nahi kar Pate Hain emotion pe control khud pe control hota hai aur jab Hum khud pe control kar lete hain laalach aur jaldbazi jaise emotions ko trading se dur kar lete hain tab hamari trading bahut Better ho jati hai aur hum kafi had Tak usko successful kar baithe Hain
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

        dear brother, Ma apki baat ko agree karta hun ap ny sai kha hai humein kamyaab hony ky liye forex trading mein apny emotions par qabu rakhna hoga jitna ziyada hum positive soch rakheiin gy or galtiyon sy bachein gy or loss hony ki soraat mein galti ko talsshh krein gy to utna he hum kamyaab trader ban sakein gy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

          Dear friend apny acha mashwra dya hai treading boht risky business hai esy soch samj kar karna chahye trading me apny jazbat par hamesha kabo rakhen thori c galti sy apko bara los ho sakta hai trading me kamyab wo trader hoty hen jo apny jaznat pe kabo rakhty hen trading me jazbat ki bjaye knowledge aur experience ki zarorat hoti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
            Dear Forum members, Forex main kamyab k liye patience bahut zaruri hai..new traders jb forex ko join karty hain to phir un ko start main loss hota hai aur wo emotional ho jaty hain aur loss ko recover karny k liye over trading karna start kar dety hain ya phir lot size ko ziyada use karna start kar dety hain..jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai..is liye forex main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions ko forex sy door rakha jaye
            Acchi trading karne ke liye Yeh bahut jyada important Hota Hai K traders Apne emotions pe control kare Agar traders trading karte huye emotions pe control nahi Rakhenge toposheet reading nahi karte Main Aur successful trading bhi nahi kar Sakenge isliye traders ko chahiye ke woh Bina emotions day training kare
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

              Beshk bhai thk bola ap ny emotion main ni ana chiyee balky emotion ko control rhkna chiyee kuch log ko jb profit hota wo jazbat main a jatyyy hai our boltyy hai our profit hasl kartyy hai emotion main a kar again trad lag detyy hai markeet level ko dehktyy ni ab markeet kidr move kar gei bina sochy smjhyy trad lag detyy hai jis syy agin lagei trad loss main chali jati hai phr mayoss ho jatyy hai axha trader wohei hai jo next trad tohry time dehk kar markeet ko smjh kar kryy.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

                G han me ap ko bat se itefaq krta hon forex trading ma wo trader kbhi bhi successful nahe ho sakta jo apne emotions pa control na kar saky because jb hm emotional ho Katy hain to akser jaldbazi kr jaty hain or galt trades enter kr dety hain jis wajha se loss kr jaty hain q k jb hm emotional hoty hain to sahi se soach smjg nahe party hain jis wajha se got decision kr lety hain so hmesha self control ma rehty huay trades enter kren achi trha soach smjh k
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main kamyabi k liye zaruri hai keh emotions per control karna zarur

                  Trading main kamyabi kay liye zarori hay kay emtion per control kia jaye aur trader ko apnay emotion per control keray kay liye knowledge ki zarorat hot hay. ager trader kay pas knowledge ho ga to wo sahi trading keray ga aur apnay knowledge ko samna rakh ker trade keray ga. aur ager wo knowledge hasil nahi kerta to wo emotional trader ho ga. que kay wo nahi janta market kahan ja rahi hay.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X