sabar ki ehmyeet
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sabar ki ehmyeet
    forex trading business mein sabar ki buht ziada ehmyeet hy jo log bonus par trading kartay han un k liye sabar ki buht ziada ehmyeet hy kiok aik month posting kar k bonus hasil kartay han aur agr sabar se trading nhi karain gay aur Lalach mein ziada profit hasil karne k liye aik din mein hi bonus ko zaya kartay han tu is se hum apna waqt hi zaya kartay han is liye sabar zaroori hy aur jo log trading mein sabar nhi kar saktay un ko trading karni hi nhi cahaiye kiok wo aik din mein apni aik month ki mehnat ko zaya kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sabar ki ehmyeet

    G han forex trading men jin logon men sabr aur bardasht nhi hota woh kamyab traders nhi ban saktay forex trading aik risky business hey iss men kabi kabi risk ki waja se bara loss bhi ho jata hey iss liay hamen tension lenay ki bajay sabr aur bardasht se kam lena chahiay kiun k loss bhi business ka hissa hota hey iss liay forex trading men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay sabr ka daaman hath se nah choren kiun k loss hi kamyabi ka raasta dikhata hey
    • #3 Collapse

      Re: sabar ki ehmyeet

      G han bhai ap sahe keh rhy hen forex treading me do chezo ki boht ehmiyat hai ek knowledge aur dosra sabar, en do chezo k bager ap kamyab nai ho sakty jb trade los me jati hai tu member preshan ho jata hai kuch log sabar nai karty aur los me trade close kar dety hen mgr jo sabar karty hen trade ko chalny dety hen trade wapis profit me zaror ati hai.
      • #4 Collapse

        Re: sabar ki ehmyeet

        Forex trading business mein agr hum sabar se trading kartay han aur jald bazi nhi kartay tu hi achi trading kar saktay han aur sabar se hi hum market ko samjh saktay han aur sabar se hi market mein in ho kar acha profit earn kar saktay han sabar buht zaroori hy
        • #5 Collapse

          Re: sabar ki ehmyeet

          Sabar kisi bi kaam men kamyabi k liye bohat zroori hai forex men to is ko bohat ehmiyat hasil hai kyun ky forex ek risky business hai bohat sare log Thora sa loss hone par himmat haar jaty Hain aur forex to chor dyty Hain lekin agar yehe log sabar see kaam Lyn aur thori si himmat kren to wo ache trader bnny men kamyab ho sakty Hain.
          • #6 Collapse

            Re: sabar ki ehmyeet

            Aksar he asa dekhney ko milta hay jo ap ney kaha sabar nai kartay traders jasay he bonus milta hay wrong trades lagatay hain aur bonus zaya kar detay hain asal chakar kya hota hay kay jaldi kay jald bazi mei foran sey bonus hasil kar lya jay ye wajah unko kamyabi nahi deti esliye agar sabar ko ehmiyat di jay sabar sey kaam liya jay bohat achi trading ki ja sakti hay patience rakhna chahiye apni trading mei.
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              Re: sabar ki ehmyeet

              g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he ham agar forex me sabar se kam karen to ham bahut is bissnuss me kamyab ho jayen ge ao hmara account bhi save rahe ga bhai me ap ki is bat se agree karta huin
              • #8 Collapse

                Re: sabar ki ehmyeet

                Sabar ki buhat zeyada ehmiyat hai na sirf forex mein balke har kaam mein forex mein ehmiyat is tarah hai ke market AP ke emotions se khakhailti hai jab AP ki trade kuch minus mein Jaye to AP us ko close karna chahte Hain ke loss na ho aur us ke against trade lagana chahte Hain lekin wahan sabar rakhna buhat zarori hai
                • #9 Collapse

                  Re: sabar ki ehmyeet

                  bhai jan forex me sabar ki bohat bari ahmiyat hai or wese b duniya k kisi b kam me chaly jao waha sabar ki bohat ahmiyat hoti hai or agar bat ki jay forex trading ki to forex trading sabar wala business hai jis me ap ko definitely sabar karna parta hai or agar ap ne thori c bi jalad bazi ki to ap ko bohat bara loss ho sakta hai jis ki waja se ap ka dil forex se uth jay ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: sabar ki ehmyeet

                    Assalamualaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex from use kar rahe hain to Hame chahiye Ke Hum Pyar Se Kam kare Kahin Hum loose Na Pad Jaye Kyunki Agar loose padege to Humara bahut nuksaan ho sakta hai thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: sabar ki ehmyeet

                      asslam o alikum dear wellcome to forex pakistan!! g dasto tarde sabar sa karna chya agr ap sabar sa kam ni layta to ap ko bout zayda nuksan ho ga or ap ki pura mont ki menat zayia ho jay gai or bonus ko sabar sa use karna sa ap achi tarka sa trade kar sagta ho or zayda sa zayda bonus hasial lar sagta ho
                      • #12 Collapse

                        Re: sabar ki ehmyeet

                        forex main sabar ki bahoot ehmiyat hai kyu k sabar se kaam karny wala insan he kamyab hota hai kbhi b lalch nahi karni chahye kyu k lalch main some time waqati kaam to ho jata hai liken kbhi b insan kamyab nahi hota hai lalch insan ko warqala leti hai usy ghalt rastoon pay lay jaati hai is liye kosish kaarin k hamesha sabar o tehmul se kaam karain taa k successsful ho jaain.
                        • #13 Collapse

                          Re: sabar ki ehmyeet

                          G han forex trading bht hi riski business hai es ma patience ki bht zayada ehmiyt hai jis ma saber hota hai wo hi successful trader bnta hai q k kafi members pora month mehnat krty hain or phr jb bonus ata hai tou emotional ho jaty hain or jaldbazi kr dety hain or Galt trades open kr dety hain or greed ki wajha sr biglots lga dety hain or phr account wash phr pora month intazar krny ma guzar jata hai es se na to koi experience hota hai or ja hi earning esi liye hmesha saber se or soach smjh k kam kren agr achi earning krni h tou
                          • #14 Collapse

                            Re: sabar ki ehmyeet

                            jee han koi b kam ho ous mein sabar ki ehmyeet hoti hay koi b kam ho jab tak ous mein hum sabar nahi karta han tab tak hum successful nahi ho sakta hein hu kay kasi b kam mein hum jald bazi kran gay tu humay loss ho sakta hay ku kay is sam mein jald banda ko bhoat loss da sakti hay koi wrong treading kar len gay hum tu phir.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: sabar ki ehmyeet

                              Agr hum sabar se trading kartay han aur jald bazi nhi kartay aur tu hi achi trading kar k achi earning kar saktay han jab bhi trade open karni ho sabar se market ka analysis karain aur jab market ki movement ki samjh aa jaye tu tab hi trade open karni cahaiye aur trade ko close karne mein bhi sabar karna cahaiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X