Thread ki quality kesi honi chahye........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

    Forex me thread ki quality bht matter krti hai. Thread ki quality jitni achi hoge humein utna he zyada acha bonus mily ga. Humein chahye ky thread me mistakes ko km se km rakhein, apna knowledge or experience dosron se share krein ta ky dosry bhe hamary experience or knowledge se faida hasil kr skein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

      threads se bonus zayada milta hai q k us pa thanks zayada Milty hain or hm ek topic dety hain logo ko discussion k liye tou acha bonus milta hai but tb jb hmari thread ki quality achi or quality k liye hmy apni thread ma koi new strategy na phr hmara acha experience share krna hoga jo phly se forum pa moujood na ho q k repeated threads delete ho jati hain or hmari thread ki wajha se logo ki posts un ki mehnat bhi delete ho jati hai
       
      • #48 Collapse

        Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

        Assam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex ma hma apni thread ki quality ko acha krna chhaiy hmay chhaiy k ham zyada sy zyada mehnt kry ta k hm zyada knowledge or experience hasil kr sky or apni thread ki quality ko zyada acha kr sky
        • #49 Collapse

          Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

          Dear Fox member..
          Instaforex main thread ki quality acchi honi chahie jaisa ki aap jante Hain regular base per hamen chart rate karna lazmi hai aur uski quality ka bhi khyal karna lazmi hai..
          jaisa ki aap jante Hain thread or post ki quality ko dekhte hue e hamein bonus provide Kiya jata hai thread hamari hamesha quality mein knowledge wise aur informative honi chahie hamari aisi honi chahie jisko parh k junior members Ko fayda Ho unko about trading experience Ho..
          • #50 Collapse

            Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

            Yes the wording the topic we give to forex member should be awesome and we all are aware on it to get our account as we getting knowledge we become successful and become great trader
            Success comes apart when we are ready for it
            • #51 Collapse

              Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

              Pakistan Forex forum ke der member of Mein Ek is Businessman join karne ke bad Ek acchi baat share Ki Hai Pakistan Forex forum Mein Jab Ham acche Andar Se Kam Karte Hain To Ham Yahan per Achcha banaa lete hain Hamen chahie ki Ham profitable bar Karen jawab profitable bar Karenge to Ami achi running Hustle karte rahenge aur Hamen chahie ki Jab Ham acchi learning karte rahenge to Achcha Mal bhi aayega aur mistress Mein acchi karne ke liye Achcha Ban Samay Milta Rahega Mein chahie kya quality work Karte Rahen aur row level ka outstanding work karte hain Hamen chahie Kyon Apne quality ko beta se bhitar Banakar kam karne mein help karne mein use Karen aur ISI Tarah Mirchi running kar sakte hain Hamesha hi ki hum Pakistan flag Puram a hard-working Karte Rahen Aur Is Tarah ho sakte
              • #52 Collapse

                Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                Thread ke quality make of Jyada information ho aur is information ki vajah se hi aap ki tarah Dekho Kafi Jyada Na Milega aur Har Munda aap ki tarah ka reply Karega job and abhi aapke thread ka reply Karega vah aapko thanks De Dega iska fayda aapko Kafi Sara Hoga isliye Aap Jo Bichad Karen usmein Kafi Jyada information Rakhi
                • #53 Collapse

                  Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                  Theard karte waqt mein uski quality ke upar focus karna chahie jitni jyada hamare kam ki quality acchi hogi information wali trade jab Ham send karenge to usmein hamen bahut jyada profit milega aur hamen achcha bole sath Ho jaega hamen chahie ki Ham theard karte hue khyal Karen achcha aur information wala bread Karen Taki hamen usmein bahut jyada information dusron Tak hamari pahunche aur hamare sansar dusron ko bhi usmein fayda ho
                  • #54 Collapse

                    Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                    Ji Janab trade ki quality Kaise honi chahie aapki baat bilkul theek hai 3rd ki Rida Allah quality Ko Nahin chahie Ala quality ki trade Karenge Tu Hi Ham Ishwar Mein Jaldi Kamyab Honge to all our quality Kidhar trade Karni chahie na cassette mein bilkul nahin karna chahie Kyunki na contract Karke Ham Kabhi Kam Nahin Ho paate
                    • #55 Collapse

                      Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: inamurrehman پيغام ديکھيے
                      Dear member jesa k apko malom hai k posting me thread ki kitni ehmiyat hai me apko batana chahta hon k hame thread ki quality kesi rakhni chahye kesy thread sy bonus acha milta hai hame thread zayada lino me likhna chahye hame hamesha mew thread likhna chahye repeat thread nai karny chshye aisy thread karny chahye jis sy new members ko knowledge mily.
                      Aap ke thread agar malomate hay or ache andaz main bian ke gaie hay to woh mayare yane quality post main shumar hoge
                      • #56 Collapse

                        Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                        Aslam o alekum dear forex memeber!
                        Ap ne bilkul darust kaha k tread ki quality achi honi chaye ta k new ane member ki help ho sky or sb ko is ka faida hasil ho bar bar repeat ilfaz se tread ki quality or bonus pr dark pry ga kisi b kam main kamyabi hasil krne k liye waqt ka Dena zroori hai
                           
                        • #57 Collapse

                          Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                          Hi dear forex memeber!
                          Ji ap se mutafiq hn achi knowledge or experience se hm apna best dy skty hain or new ane waly member k liye helpful sabit ho skty hain
                           
                          • #58 Collapse

                            Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                            Bhai jan thread ki quality itni achi huni chahye k is k ander spellings ki koi ghalti na hu aur iske ander apko kisi kisam k mistakes nahi krni chahye warna ap nakam hujaen gy aur apko koi faida bhi nahi ghuga is liye apko chahye k jitna hu ske apne kam se kam rkhen aur threads ki improvemnet ko behtr bannean jitna hm ispe work kren gy utna he hamre liye ye acha huga
                            Iske illawa hamre threads ki quality k liye thanks ka bhi bahut bara hath huta hy hamen chahye k jitna hu ske hamen thanks bhi ziada se ziada hasil krne chahye q k thanks ki waja se b kafi ziada faida huta hy aur ham kamyab bhi hujaty hen iski waja se is liye ham is kam p jitni ziada mehmat krne utna he hamen iska faida bhi huga
                            • #59 Collapse

                              Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                              Ji bilkul thread ke quality Hamari bahut hi acchi honi chahie Amjad information wale third share Karenge To Ham bahut hi Achcha bonus Milega aur ham Kamyab Honge Hamen chahie ke Ham Apna Kam Apna Kam mehnat ke sath Karte Rahe aur hard work Karte Rahe
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Thread ki quality kesi honi chahye........

                                Jaab be Aap Koi thread Create karty hai toh iss kay liya aap ko Chaye hota Hai kay aap Ko Uss Thread main Apni Knowledge ke Full Detail kay Sath information sahre kiya krein aap Jo be Baat Iss Thread main Share kar rahy hu kosahsh yehi honi chaye kay aap iss Baat ka Khas Kjhyal karein kay Aap ke Knoweldge Jitni perfect Way main Ho ge aap ke Trading be Wesi he Ho ge iss liya aap ko Posting karty hoay Quality ka Khas Khyal akrna Hota hai Jab aap Koi Thread Create karty hain toh ap ko Chaye kay Thread Main Aap Apne Writing ke Length kpo Be Incease karein or Spelling Mistakes Kabe Ba Na kiya karein Sab Say Zrori baat Ye hai kay aap jab posting kay liya koi Post Likty hai toh Lekny kay bad uss ko Achy Say Ak Bar Read kar liya akarein,...
                                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X