account wash
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    account wash
    insta forex mein bonus k account mein jab bhi kise ka account wash hota hy Lalach se ziada lot size use kar k trading karne se aur stop loss ka use na karna kiok agr hum ziada lot size use kartay han aur stop loss bhi nhi lagatay aur market mukhtlif hoti hy tu account hi wash hota hy is liye aik month ki mehnat ko aik din mein zaya nhi karna cahaiye aur Lalach se bach kar trading karni cahaiye aur stop loss lazmi lagana cahaiye is se account wash nhi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: account wash

    G ha dear ap ny tk bt ki ha ky jb be km krow to lalach nkrni chahey or jb be km krow to km he lot size laga kr krow ta ky ap ka account wash ma ho or bs profits he ho bs
    • #3 Collapse

      Re: account wash

      Dear brothers jahan tak mera khayal hey forex men ziyada tar unn traders ka account wash hota hey jin k account men balance thora hota hey aur woh ziyada profit hasil karnay ki koshish kartay hen aur bari bari trade laga detey hen jiss ki waja se unn ko bara loss ho jata hey iss liay unn ka account wash ho jata hey iss liay tamam new traders ko woh choti trade se start len aur stop loss ko zaroor manage karen ta k account ko wash honay se bachaya ja sakay
      • #4 Collapse

        Re: account wash

        Dear member jesa k apko malom hoga koe aisa member nai hai jiska account wash na hoa ho hr member aisa mza chakh chuka hai account wash hony me hmari apni galti hoti hai hame chahye k jb trade open karen tu lots size boht km rakhen lots size zyada rakhna account wash hony ki sab sy bari wja hai aur dosra stop los zaror lgaye.
        • #5 Collapse

          Re: account wash

          Forex trading business mein insta forex ka bonus account tab hi wash hota hy jab hum planning k baghair trading kartay han aur tukay laga kar trading kartay han aur kam balance se ziada profit earn Karne ki koshish kartay han aur ziada lot size use kar k trading kartay han aur stop loss k baghair trading kartay han account ko wash hone se hum tab hi bacha saktay han jab hum planning se aur money management kar k trading karain gay
          • #6 Collapse

            Re: account wash

            Account wash hone ki bohat sari reasons Hain jaise k laalach Kam time men ziada earning k liye koi na koi short cut Rasta choose krna market k trend k against trade lgane ki koshish krna without knowledge aur experience just luck azmane k liye trading krny ki koshish krna Thora sa experience hone par real investment par trading krny ki koshish krna etc. In sab see account aksar wash ho jaty Hain.
            • #7 Collapse

              Re: account wash

              G bilkil greed jab bhi ho ga loss ho ga is ke liye ye buhat zarori hai ke AP apne emotions ko control karna seekhain aur jis ke liye demo karain lot size kam lagayen aur leaverage kam rakhain ta ke agar AP ko greed ho bhi to AP trade na Kar saken
              • #8 Collapse

                Re: account wash

                G kafi members ka account jaldi wash ho jata hai jis ki wajha ye hoti hai k greed ma aa jaty hain hm or biglots apply kr dety hain without experience or stop loss ka use bhi nahe krty hain because hmy apne experience pa surity hoti hai but market ka kuch pta nahe chlta hai secs ma apni movement change ho jati hai or stop loss ka use nahe krty hain jis wajha se bht zayada loss ho jata hai
                • #9 Collapse

                  Re: account wash

                  ji dear hamara account wash honay ki wajah yehee hai k hum stop loss ko manage ni krty aur lot size bhe barra rkhty hain iss lye humain chahye hum lalach na krain aur stop loss ko manage krain
                  • #10 Collapse

                    Re: account wash

                    jee han jab hum lost ki tread karta han tu humay chyia kay huma stop loss ko use kar len ku kay jab hum stope loss ko use nahi karta han tu humay loss ho raha hu tu humara account wash ho jata hay is lyia humay firstly chyia kay hum market ka level ko dekh kar treading kar len but sath stope loss ko b use kar len takay humara account wash na ho.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: account wash

                      Account tab hi wash hota hy jab hum learning knewledge aur experience k baghair trading kartay han aur trading mein greed kartay han aur ziada profit k lalach mein ziada lot size use kar k trading kartay han kiok agr hum lalach kartay han tu koi mistake hoti aur account wash ho jata hy is liye kabhi bhi lalach nhi Karna cahaiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X