Hedging Kia hai aur usy kab aur Kesy use Kia jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hedging Kia hai aur usy kab aur Kesy use Kia jata hai
    Hedging aik stretigy hai ky ham aik hi time main same lot size sy kisi pair main sell bhi aur buy bhi laga dety hain aur phir aik profit wali trade ko close ker ky loss wali ko profit main jany tak wait kerty hain lekin same stretigy tab use kerni chahiay jab sideways trend chal raha ho specially in gold
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hedging Kia hai aur usy kab aur Kesy use Kia jata hai

    dear hedging ik process hai jo ap k loss ko wahin rook deta hai mean ap ka account agar loss mai ho ya profit mai ho trade wahin stop ho jatin hain without any profit aur loss lekin ye cheez ghalt hai ap es ki tarf na he jao tu acha hai es liye mai ap ko es cheez se mana he karon ga... ap ye youtube pe b search kar skte ho stock / forex hedging by Dr. Zakir Naik

    اب آن لائن

    Working...
    X