Keep way from greed which is enemy of profit its true

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    We've heard it a hundred times: authors need to do their own marketing and promotion. And that's not as easy. Increasing your discoverability and expanding your audience is hard work. Not to mention expensive. We aren't authors, but we understand your dilemma.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes greed is a big enemy of forex greed ek enemy hai forex trader ki kyoun k jo greed karty han unko hamesha loss he hota hia is lye ap seb greed se avoid karen pher ap trade lagao gy to profit earn kar skhty ho
      • #18 Collapse

        gee han pakistan forex all students kay leay bohat achi frame hay is may student kay leay bohat faaida hay ager yeh student s part time is forex frame may job kertay hai tou is say wo apnay leay pocket money or apni study kay leay fee bhi nekal saktay hai earning kay zarea
        • #19 Collapse

          g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi greedy nahi hon warna ap is business mein phir just loss hi karenge ye kaafi risky business hia is mein apko kaafi loss hosakta hai.
           
          • #20 Collapse

            g han forex trading mien kabhi bhi greed ko apne paas nahi ane den kiunke is mien greed apko kaafi nuqsan pohanchati hai aur apko kaafi loss hota hai.
             
            • #21 Collapse

              g han forex trading mien apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi greedy nahi hon is mien ap agar greedy honge to apko phir is mien bohat big losses hosklate hian bs baat hai isko sahi se seekhne ki.
              • #22 Collapse

                Greed sub sey bara enemy hy aur yeh aap key profit ko destroy kar deti hy. Jo log greed sey bach kar profit key leye mehnat kartey hain woh kuch na kuch profit bana letay hain. Lekan jo log greedy hotey hain aur ziada profit ka lalach kartey hain, woh loss uthatey hain aur kabhi bhi success hasil nahi kar patey.
                • #23 Collapse

                  greedy ho kar hum agr kam karty hain to loss ho sakta hay humain learning kar kay pratice kar kay kam karna ho ga jis say humain trade main loss b ho sakta hay hard work karna ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #24 Collapse

                    g han forex trading ke business mien greed apki sb se bari dushman hai is mien apko aghar kamiyab hona hai to is mien phir apko apne andar se greed ka khaatma karna hoga aur apko ye bohat deeply seekhni hogi.
                    • #25 Collapse

                      Forex trading main trading k doran Jo trader baht ziada lalech karty hain wohi trader forex trading main bahut ziada Loss bi Marty Hain aur apko chahiy k ap forex trading main trading k doran lalech bilkul Na karo
                      • #26 Collapse

                        Greedy people kabhi bhi happy nahi hotey aur always tension main rehtay hain. Is ki waja yeh hy keh woh yeh chahtey hain keh ziada sey ziada profit hota rahay aur woh is key leye small profit ko oaccept nahi kartey. Greed aap ko kabhi bhi successful nahi honey deti. Is leye is sey bachney ki koshish krain aur jo profit asani sey ho jata hy, us ko accept krain.
                        • #27 Collapse

                          forex trading main agar hum greed karen gay to es chakar main hum trading main earning karnay ki bjaye loss kar skaty hay so humay chahiey khe forex trading main kam say kam greed karen
                          • #28 Collapse

                            g dear yeh baat bilkul theek hay or yeh baat her trader jaanta hay kay uss ka sab say bara dushmann greed hay issi liye ham sab logo chahiye kay lalach kernay say guraiz keran jitna profit ho raha ho utna lay liye gaaye lekn iss ka yeh matlab nahi hay kay aap apna profit cut kerain yaani ager aap ko 100 ka profit hona hay or aap 20 per band kerdo to yeh ghalat hay or issay cut profit kahain gay
                            • #29 Collapse

                              Yes we should not depend on greed if we try make dollars in few days we will not success and we will gain loss and we will worried we gain knowledge and first learn before trading completly and then we shoul trade
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                hmen trading kerty waqt zhen men lalch bilkul nh kerni chaye ..q k ager ham lalch kren gy to hmen aik to kbhi bhi perfact trader nh ban sakty aor is k illawa na he ham khbhi forex men kamyab ho sken gy..is k illawa forex hmen losing forum lgy ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X