Keep way from greed which is enemy of profit its true

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Keep way from greed which is enemy of profit its true
    i think when we earn profit we become greedy and greed is not good for us if we are forex trader because it is enemy of our profits. Greed is course how can we keep away from greed and what things we should follow tell me guys.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes bilkul aisa hi hai key forex trading key iss bussiness mein emotions aur greed aapkey sab sey badey enemy hain aur
    aapko zyaada sey zyaada inko avoid karna chaiye aur profit ki taraf nigha rakhni chaiye.
    • #3 Collapse

      yes this is very much true .... forex aik aisa forum hay k jis may jo log lalch kartay hay wo kabi iss forum may kamyab ni hotay ...... agar hum chahty hay k hum iss forum ,may kmyab ho to is k liye zrori hay k hum hardworkk karay
      • #4 Collapse

        yesbits hundred percent true qk aap jitna lalach kero ge aap ko utna he zyada loss uthana pare ga so keep away from greed
        • #5 Collapse

          Ji han ap ne bahot achi bat ki hae k greedy hone se avoid karna chahiay. Greed aur bahot sari cheezon k sath Allah Pak ne insan ki shurist mein rakhi hae bas is pe qaboo pana bahadar insan k liay hae. So be brave.
          • #6 Collapse

            asslamo alaikum bhai jan ap ki thrad buhat achi hay humein greed say door rehna chahiay aur sirf apnay target par concerntrate karna chahaiay phr he ap aik acha trader ban saktay ho
            • #7 Collapse

              asalam o alaikum dear members g bilkul apko greed se bilkul door rehna hoga achi tradingk lie aur greed ye hai k ap small lot use kero
              • #8 Collapse

                I agreed ap ne bahot achi bat ki hae k greedy hone se avoid karna chahiay. Greed aur bahot sari cheezon k sath Allah Pak ne insan ki shurist mein rakhi hae bas is pe qaboo pana bahadar insan k liay hae. So be brave. aik achy trader k pechan ye hai ko wo kam se kam lot size use karain taky aghar usay loss b hoto us ka account wash honey se bach sakay.
                • #9 Collapse

                  Of course it is quite true that greed is the enemy of a trader and as well as profit because when we open trades with big lots and leverages so in case of loss we lose our accounts due to this greed factor so avoid greed and then make profit.
                  • #10 Collapse

                    asalam o alaikum dear friendz greed se murad hai k ap aik target hasil ker chukay hon likin phir bhi apka dil kere k ap aur profit lein aur is k natije mien loss ker baithein to y egreed hai
                    • #11 Collapse

                      well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, jesa kay hum sub he jantay hain kay Forex trading mein humein bohat si opportunities milti hain iss leay hum apni lack of knowledge, learning, practice aur experience ki waja say thora profit earn karnay kay baad ye sochtay hain kay thora aur ho jaey tou theek hai aur yehi hamari ghalti hoti hai jo kay hamara jo profit hua hota hai wo bi loss mein chala jata hai...
                      • #12 Collapse

                        ji han dost blkl thk bt ki apny k hmy greed sy bchna chahiay, mai agree krta hun apki bt sy.. achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek choty sy lalach k pechy
                        • #13 Collapse

                          Greedy or patience less honay ki wja say trader ko trading mai bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or loss b ho skta hai isi liye agr trading mai loss ho jaye to mere khyal say trader ko greedy nhi hona chahiye blkay apni mistakes ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #14 Collapse

                            fOREX trading aik aisa business ha jis me agr ap lalach kareng gay to kbi b profit ni hasil kr skte h. ye demag ka business h or experience ka b
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G ap ki baat theek hy k agr hum ko forex trading mein profit earn karna hy aur forex trading mein kaamzab trader banna hy tu hum ko forex trading mein greed se bach kar trading karna ho gi aur tab hum forex trading mein profit earn kar sakty han aur forex trading mein kaamzab trader ban sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X