Does forex trading give you the respect in society?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    deekheen jab app ek good earning kareen gay tu app ka life style change hoo gaa jiss ka asar app ki socity par bhee parrey gaa oor respect bhee hoo gee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bilkul jab app trade main kamyab hote ho or es say earning karte ho to app ko logo main buhat mahhor ho jate ho k app ak ache trader ban gye ho
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
        Hello dear friends,
        I have an interesting question to ask to all of you knowing that undoubtedly forex is a business of making profit but imagine that you are making a lot of money by hard work.
        Your relatives, friends and family won't be able to know unless you tell them what you have achieved and like other professions what is the job status of forex and where can you find that 'respect'?
        yes you are right mein ap se agree karta hun forex ki waja se hmay profit hota hai aur jitna ziada profit ho ga utna he ziada income ho gi jb income mein izafa ho ga tab hmari respect society mein barhe gi is lye mein ap se agree karta hun k forex ki waja se hmari respect barhti hai...
        • #19 Collapse

          ji haan dear aapnay bilkul thek kaha hai and mai apki is bat say bhi bhut agree karti hon and forex say hum bhut acha afeel kartay hain apni society mai and yai kaam hamay izzat dytaa hai and yai bhut achaa bussniss hay is mai hamay chaiye kay hum bhut mahnt karen .................................................. .......
          • #20 Collapse

            G han es main achi earning hy or es main hum regular base pr work kren to es main hum theak sy learning kr laity hain or hamari practice ka sath sath hamari daily income main bhi azafa hota hy
            its my Fb Address
            www.facebook.com/Sunny.Sumra
            Skype: Sunny_Sumra:o
            • #21 Collapse

              han forex trading mein jb trader sahih kam kre ga us ko faida ho ga to wazeh he keh log us ki respect krein ge aur us se sekhein ge forex k bary mein keh kis trah is mein kam krna he
              • #22 Collapse

                bro I don't understand ap kai is question ka kiya matlab hai matlab ap ko is forum per kam karnay ya trading karnay say society main respect kaisay mil sakti hai but I think agar ap is market main mehnat kar kai earning kartay hain tu ap ko society main izzat zaroor milay gi.
                • #23 Collapse

                  forex trading ek business ha or business ka matlab hi ye hota ha k paisy kmana. apki family apky k liye kya chahti ha iska ap andaza nhi kr skty ho mgr jb ap khud is kaam mein paisy earn kr lo gy to ap khud apki agr respect kro gy to hr koi apki respect kr skta ha.
                  • #24 Collapse

                    I prefer to take pleasure not only from the received profit, but also from the process of trade. And for this it is necessary to respect and money management and risk, This affects not only you who is inherent in all trades in the market, sooner or later break the rules even once or twice a few months, but it happens regularly, it is called in other words the excitement into which everyone can jump and then bite your elbows.
                    • #25 Collapse

                      g han forex trading ek international business hia aur ye poori duniya mien kiya ja raha hai aur apko chahiye ke ap is business mein kabhi bhi panic nahi hon is mien agar ap tareeqe se trading kareneg to is mien ap kamiyab hosakte hian.
                      • #26 Collapse

                        forex trading aik boht acha business hay hum is main trade kart hain agr humain hard work karni hay too humain practice kar kay kam karna ho ga magr har kam ki respect karni ho gi
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #27 Collapse

                          g han forex trading ek real business hai aur ye poori duniya mien kiya ja raha hai apko bhi chahiye ke ap is business mien sahi se practice karen aur isko agar ap deeply seekhenge to hi ap phir is mien kamiyab hoskate hian.
                          • #28 Collapse

                            forex trading aik bohat acha business hay es business main agar hum apna future bnana chahty hay to humay esmain ziada say ziada time daina chahiey kyun keh ziada time dai kar he hum esmain achi earning kar sakty hy
                            • #29 Collapse

                              dear agar to ap ko kuch experienced hay to apk pass money hay log apk peechay hain respect krtay hain agar nai hay to kuch bhi nai is liye hamain skills say kaam laina chaye ta k hamari respect ho na k hamain aisa kaam krna chaye jis say na hamaray pass ko experience ho na koi skills ho phir hamari ko bhi respect nai hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Jo log jobless Hai Unki society Mein Itni Izzat nahi hoti lekin Jab Woh Forex trading Mein kaam karte hain aur Kafi paise Arun karte hain toh Log on Ki Izzat karna lag Jate Hain Is Se Forex trading me kaam kar k traders ki is a bad Jati Hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X