los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.
    dear jub hamain lose ho jaye to hamain us say mayoos nai hona chaye agar ham mayoos ho ho kar kaam karaingay to hamara sara experince zaya ho jayega aur ham say recovery laina namumkin ho jayega aur ham baikaar trader ban k reh jayengay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

    ​Dear bro basically forex trading aik risky aur dangerous business hy forex trading main profit loss dono hi chalty hn aur agerager loss ho jai to mayoos ni hona chay bulkey us loss se sabak seekhin aur mazeed mehnat kren ager ap ke pass experience hy to us ko waste na kren bulkey mazeed hardwork kren
    • #3 Collapse

      Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

      Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai wesy bhi mayosi gunah hai or business me loss or profit to sath sath chalta rahta hai business me agr loss nhe hoga to ham us ko bysiness ne kah sakty han lehaza hamen preshan hony ki bilkul bhi zarorat nhe hai loss hony pe is ko business ka hissa he samjha jay
      • #4 Collapse

        Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

        Forex market main trading main tou profit bhi hasil hota hai aur loss bhi ho jata hai tou mayoos hony ki bajaey hamain zyada sy zyada experience hasil kerna chahiay aur apni koshish jari rakhni chahiay ky agar ham khud forex trading expert ban jaty hain tou hamain forex market sy trading main bahot acha profit hasil hona shoru ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

          G han forex trading aik risky business hey aur iss men risk ki waja se kabi kabi loss bhi ho jata hey iss liay hamen loss ki waja se mayoos nhi hona chahiay kiun k loss tu her business ka hissa hota hey hamen loss ko profit men change karnay ka jazba hona chahiay aur koshish karen k apnay experience ko use kar k faida hasil karen iss ko zaiya nah karen pahlay se ziyada mehnat aur lagan se kam karen ta k dobara loss nah ho
          • #6 Collapse

            Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

            Forex trading ko risky kaha jata hai is liye is mein loss tu hota rehta hai lekin yeh sb experience ki kami se hota hai loss se preshan nahi hona chahiye kuch tu trading ko chor dety hein is tarah unko jo trading ka thora boht knowledge hota hai woh bhi zaye ho jata hai is business mein loss se seekhna chahiye tah k dobara woh mistakes na hon jin se loss hua tha.
            • #7 Collapse

              Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

              Boss agar hamain forex mien loss ho to hamain as mien belkul b preshan na hoan chahye q k as mien ham jab loss kerte hien tu dakhny mien aya h k bhoot sy traders kaam chor dete hien hamain as mien ye belkul b na kerna chahye aur hamain as mien bhoot hi ache sy mehnat kerna hota h aur kamaee k lyee koshesh kerna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                Yes bhai hmyy loss syy mayoos ni hona chiyee balkyy ya dehkna chiyee hmyy loss howa kis galti syy hai wo apni galti note krenn pak forxs forum ek risky business hai is main loss our profit sat sat hai is ki parwa ni karni chiyee lykinn jb ap apni galtiou ko note kartyy rahyy gyy aista aista apni galtiou syy sheekh seehk kar ek din expert ho jaiyy gyy phr loss kyy chance kamm ho jaiyy jb ap expert ho jaiyy loss tb bi ap ko ho sktaa kyu ky is business main loss our profit dono hai..
                • #9 Collapse

                  Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                  G Dear apne sahi kaha hai forex main loss to hota he rehta hai apne us loss se learn karo ye nahi k loss k dar se mayooos ho kar trading chor den aesa hargiz mat karen koi b kam shoro main thori problm to deti hai is lye usko samjho mehnat karo ta k loss k khtm kar sako is lye apni learning pe focus karen aur zyadz se zyada knowledge gain karen
                  • #10 Collapse

                    Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                    G loss or gain to hr business ma hota hai kbhi loss to kbhi gain hmy kbhi bhi mayous nahe hons chahiye hai balky apni mistakes ko dekhna chahiye hai k kid wajha se loss hua hai usy note kren improve kren bjaye mayous honey k forex trading ki bat kren to ye bht hi complicated or risk I business hai es ma kamyab honey k liye hmy hmesha loss ko mined ma rakhty huay kam krna hoga q k es ma agr loss hai to bht zayada profit bhi hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                      dear jub hamain lose ho jaye to hamain us say mayoos nai hona chaye agar ham mayoos ho ho kar kaam karaingay to hamara sara experince zaya ho jayega aur ham say recovery laina namumkin ho jayega aur ham baikaar trader ban k reh jayengay.
                      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek Kaha Forex trading Main Agar Hame loss ho jata hai to Hame Maloom Nahi hona chahiye bol ke dekhna chahiye Ke Humne kaha par milti hai aur apne Mitra ko collect karna chahiye Agar Hum Mile Ho Kal trading Ko Chod Denge to iska koi fayda nahi hoga Hame chahiye Ke Hum Log ko ek experience Sanjay Ji Se Hame accha trading karne ka mauka mil sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                        Ha g yah bat to hai k forex aik risky kam hai or hamain us profit b hota hia or loss b hota hai to hamin un dono cheezo ko khushi se bear karna hota hai. yani agr ham ko loss ho jata hai to ham ko forex ko chorna nahee hota .blaky hamain yah daikhan hota hai k ham na kiss jaga per mistake kar di hai or hamain next time us mistake se door rahan hota ha. or agr ham forex ko chore dain gy to yah ho ga ham aik achi opportunaity waste kar dian gy. is lai lazmi hai k ham forex ki nature ko understand karin or her order ko soch samjh kar lagian.
                        • #13 Collapse

                          Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                          ji haan bilkul sahi Kaha Aapne Agar Hame loss Hua Hai To Hame pareshan nahi hona chahiye balke Hume Aur Jyada mehnat Karni chahiye aur apne weakness ko control karna chahiye jiss se ham market ko Jyada Se Jyada analyses kar sakte hain aur Apna lose recover ker sakty hai
                          • #14 Collapse

                            Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                            forex mai jab hum kam karty howe koi galti kat dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy loss ky bad zada thence nahi hona chahey hamy apne galtiyo ko avoid kar ky dobara kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik international business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: los say mayoos ho kar apnay experience ko hamain zaya nai karna chaye.

                              Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna Kehna chahun Ga Ke agar Hamen ad main loss Hota Hai Tou Hamen as amin tention Nhi Lena Chahiye balke Hamen as main himat karna Chahiye kyon Ke agar ham as main himat Karen gay to ham as main kamyab ho jaye gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X