Forex trading aur apki seht

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aur apki seht
    Dear friends forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay apko bahot ziada mehnat krni prhti ha aur bahot ziada time dena prhta ha ap forex forex trading mn jitni ziada mehnat kren achhi bat ha lekin kam k sath apko apni seht ka bhi khial rakhna chayay keun k ziada time online kam krnay sa apki seht bhi kharab ho skti ha isliay kam k sath kuch rest bhi zroori ha ta k apki seht bhi kharab na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading aur apki seht

    G han forex trading men laga taar kam karnay se ap ki health kharab ho sakti hey iss liay koshish karen k apnay time ko adjust karen ta k trading ko bhi ziyada se ziyada time diya jay aur rest aur neend bhi poori ho jay aur kabi bhi ziyada profit k chakr men din rat kam nah karen kiun k pahlay apni health hey tu baki kam bahd men hen
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading aur apki seht

      ​Dear bro forex trading aik complicated aur tough business hy is ko seekhnh ke liy ap ko kafi mehnat kerna pady ga forex trading itna easy business hy ni jitna logon koko nazar ata hy ab ap hud se ziada time dain ge aur ziada mehnat kren ge to is tarstara ap ki sehat bh mutasir hony ka khudsha hy ager sehat hy to subh kush hy is liy ap ko planning se chalnachalna chay aur aik time ttable bna lain aur us timtime table per consistency se chlin to ap ki health bh mutasir ni ho ge aur ap forex trading main bh kamyab hon ge
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading aur apki seht

        Jee han kuch log profit hasil krny k liye boht mehnat krty hein ziada se ziada time online rehty hein mehnat krna boht achi baat hai lekin is tarah aapki sehat kharab ho sakti hai khas kr aapki eye sight pe asar pr sakta hai is business ko time zaror dein lekin apni sehat ka bhi khayal krein kionkeh aap fit hongy tu trading bhi hogi.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading aur apki seht

          Dear friend forex trading ak moshkel busnes hy as main bohot ziada mahnat karni party hy aur agar pher ap ko loss aa gata hy to ap mently tor par destarb ho gaty hain aur ao ki sehat par asar hota hy as leye ap kam lot size istamal karna sekhen as say ap ko loss ziada bhi nahi hota aur pareshani karna bhi chor dain yahi forex ki kameyabi hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading aur apki seht

            Boss agar hamain forex mien kaam kerna h tu as mien hamain sirf ye na kerna h k as mien ham apni sehat kharab ker lain as lyee mien as mien apni sehat kharab na kerna chahta hun aur mien as mien mayar k mutabiq hi kaam kerta hun aur mien as mien zyada kaam karo gaa tu bemar b ho sakta hun aur bemar na hona chahta hun.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading aur apki seht

              Forex trading ka hamari sehat per bad effect perta hai ky agar ham koi bhi rest kiay baghair forex trading main lagy rehty hain aur sath hamain loss bhi ho jata hai tou hamaryi sehat bahot kharab hony lagti hai zyada trading sy eyesight bhi week ho sakti hai aur mentally upset hony ky chances bhi hoty hai so part time forex trading full time trading sy better hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading aur apki seht

                Forex aik asa he business hay jahan pe hardworking aik important cheez hay agar mehnat nai tou forex sey kuch b gain nai keya ja sakta so aap lakin khud pe itna load na dalen kay aap ki sehat khrab hojay aap simply jitna time daily easy ho utna time den jo sekhen samjhay proper traikay se knowledge karain ap ki achi mehnat se ahista ahista ap best trader bano gay.
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading aur apki seht

                  g han bhai ap thk kh rhy ho fore pr kam krnae kae lyae apko zrory ha kae ap mhnt sae kam kro or zyda sae zyda time forex ko do is trah market ki smj a jae gy or trade axe ho gy but isi kae sath sath is bt ka b khayal rkhna ha kae zyda kam krnae ki wja sae apko mentally sukoon cheyae hota ha or rest lazmi ha q k jab b ap trade kro tu apka mind us wqt hazir hona cheyqae relax or fresh hona cheyae wrna trade m glty ho jaty ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading aur apki seht

                    Bilkul hi sahi kaha hain forex trading k sath sath apko apni seht ka bhi khayal rakhna chahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain ye aik best online site hain jis mein ap kam kars akte hin apko apni sahta ka kahs khiyal rakhna chahye apko is mein ihtiyt se kam karna chahey apko is mein ihtiyt se kam karna chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading aur apki seht

                      Forex trading ap ko is way sey karni chahye ap ki sehat mutasir na ho ap ko koi zehni pareshani bhi na ho acha hota ha jab ap trading achi kartay ho acha time do gay to he acha gain b kro gey mgr aik proper tarikay se itna time do ap ki achi sehat bhi mutasir na he ho yahi ik best hay sehat achi hogi ap working bhi achi kro gay so aik routine bana lo ossi pe work kro.
                      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                      Please visit my trading journal from here
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading aur apki seht

                        G dear ap sai ke rhy ke kam k sath seht ka b khayal rkhna zarori he agar ap zeda der kam krty he to ap ki seyat khrb ho skti our agar ap ki seyat khrb ho to phr ap kam kesy kr sekty is liye sb ko chaye ke wo menat kr our sath apni seyat k b khyal rakhy our lalach na kry agr ap lalch krty he to ap zada kam krty our zeda kam krny sy ap seyat khrb
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading aur apki seht

                          Sir hamain forex mien a aker hamain apni sehat ka bee khayal kerna hota hai agart hum as mien aa ker apni sehat ka kahyal na kerty hien tu as mien jab hum bemar ho jaty hien tu as mien humearning ker sakty hien as lye hamain as mien a aker kaam kerna hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading aur apki seht

                            g bilkul forex main hume zada time dena parta hai taa k achi tara learning kar k phr kaam kiya jaaye liken jab hum yahan zada time daity haain to humri sehat pay b asar parta hai liken hum sehat ko ignore kar k lagatar yahn he kaam karty haain asa nahi karna chahye bal k hume apni sehat k b khyal rakhna chahye aur sath main forex ko b time dena chahye hume asa time rakhna chahye k posting b kar akain aur sehat k b khyal rakh saakin.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading aur apki seht

                              G m ap ki bat se itefaq krta hon forex trading ma over time deny se sehat pa bht bura aser prta hai soecialy un logo ko jo Sara din screen k same bethy rehty hain apni trades ko dekhty rehty hain Sara Sara din online rehty hain wo bemnar ho jaty hain
                              Esi liye better hai k ek proper time schedule bna liya jaye jis k mutabiq posting ko kea jaye ta k health bhi khrab na ho or daily target bhi accomplish ho jaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X