Which one give you more Profit Buy or Sell orders

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mery khayal mein to buy or sell dono hi profit dety hain ap k pas knowledge aur experience hona chahiye jis say ap market ko sahi tarah analyise kar sakien
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Mujhe Buy or Sell dono mein profits almost aik sa hua hai or loss b dono mein b aik terha se hue hain means kabi buy mein profits ziada milte hain to akbi sell mein or mein hedging strategy ko b trading mein use kerta hun to profits buy or sell dono mein milte hain.
      • #18 Collapse

        aslam o alaikum dear ye hai k first of all market ki movement pay depend karta hai and secondlly ye tab pata chalta hai jb ap trading shuru kartay han kuch logon ko buy karnay mein faida hota hai or kuich ko sell karnay mein
        • #19 Collapse

          Forex trading is business in which we have liberty to trade here in this business and we have liberty to buy or sell different currency pairs. In this market when we open trade with the movement of the forex trading market then we are able to earn money so the question is not buy or sell but the important thing is trade with the trend.
          • #20 Collapse

            Dear aisa nahi k buy profit deta hay ya sell, ye aisay hay k market k trend k mutabaq trade krni parti hay tb ja kr profit milta hay
            • #21 Collapse

              bhai aap ko market ke hisab se trading karne me he profit ho ga aese koi buy sell karne se profits nahi hote hain agar market up trend me ja rhi ho or aap sell kar do to aap loss he uthao ge is lye pehly analyze karna parta hai or then us ke baad jo hai aap is me kama sakte hain buy ya sell kar ke .
              • #22 Collapse

                bhai ye tu amrket ki situation par hi depend akrta ha jis ks ath hum log acha kam akr sakaty hn is laiy ye hum sub k liay forex am best ha or am b isko buhat zayda like akrat hn or is laiy ye muja cah business lagta ha or yehi best ha
                • #23 Collapse

                  It depend upon market situations and on the basis of that we can open orders in the market. And if the market trend in up then we can place buy order and if the market trend in bearish then we can open sell orders.
                  • #24 Collapse

                    Bhai is me koi fix nhi hai somrtimes buy krna ap k liay behter hota hai aur sometimes sell karna. day to day market vary krti hai
                    • #25 Collapse

                      dekahin mere khayl se tu aapko0 sell main ziada profit hota hai waise hmain krni b ik cheaz chaheia ya ap buy krain ya sell..
                      • #26 Collapse

                        dear yeh to ap ko market ko analysis karne ke bad hi pta chalta hai ke ap ko buy par trade open karni hai ya ap ko sell main trade open karni hai is lie ap ko market ko analysis kar ke hi trade karni chahie
                        • #27 Collapse

                          yeh to ap ko market ko analysis karne ke bad hi pta chalta hai ke ap ko buy par trade open karni hai ya ap ko sell main trade open karni hai is lie ap ko market ko analysis kar ke hi trade karni chahie
                          • #28 Collapse

                            jahan tak iss kaam main profit honey ka sawaal ha to iss kaam ko agr aap pori mehnat se karen to aap ko iss main bht zyada profit ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam main target rakh kr chalen aur iss kaam ko pori mehnat se karen to hi aap ko success haasil ho sakta ha nahi to aap ko loss ho ga
                            • #29 Collapse

                              Yeh koi rule nahi hy keh selling aur buying separately aap ko profit detay hain. Profit usi waqt milta hy jab aap ka order market key order sey match kar jata hy, chahey woh selling ka ho ya buying ka. Main nay selling par bi profit lia hy aur buying par bhi. Aap ki planning saheeh honi chaheye, agar aap ney saheeh lots laga deen to aap ko acha khasa profit hasil ho jata hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                jo traders market kay up and down ko judge kar jaatay hain woh iss ki trading main dono option istamal kar kay kammatay hain market kay up kay time buy kar kay aur down kay waqt sell order laga kay kammatay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X