Acchi post mein kya quality honi chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Acchi post mein kya quality honi chahiye
    Hame post me quality banane ke liye kya karna chahiye is ke mutaliq main aap se kuch knowledge share karna chahta Hoon
    Hum jab bhi Koi post kare ya koi third post kare hame chahiye ki jab theard post kare to achha knowledge share kare repeated thoughts nahi karni chahiye bol ke hame new knowledge share karna chahiye aur jab bhi humko post kare tu hame chahiye ke hum third ke related guftagu Kare jab Hum thread ke related guftagu karenge tabhi hamari post ki value banegi hame apni post ko lengthy karna chahiye bahut short nahi karna chahiye aur nahi hai main kisi ki post ko copy karna chahiye tab hamari post key value bahut jyada Ban sakti hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

    Achi post wohi hoti hai jis main forex trading ky related aesa knowledge share Kia gia ho jis sy other tamam members ko kuch faida hasil ho saky jesy ap koi successful stretigy discuss kerty hain ya koi aesi tareeqa jo tamam other members ky liay helpful hota hai tou tamam members aesi posts ko thanks bhi dety hain tou aesi post ki rating increase ho jati hai
    • #3 Collapse

      Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

      G han ap thk keh rhy hain posts ki quality tbhi achi hoti hai jb in ma kuch seekhny ko mily sb ko koi strategy ya bht achi information share ki jaye or jo bhi bat kren hmesha jo thread ma poacha ja rha hota hai to the point or briefly explain krty huay
      But agr hm repeated threads ya posts krty hain ya un ma koi knowledge nahe hoti wo meangless hoti hai tou wo delete ho jati hai ya phr agr hmari posts bht short hon to wo bhi ya to delete ho jati hain ya phr bht bonus milta hai
      • #4 Collapse

        Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

        Good dear aapne bahut hi acchi briefing Di hai main apni post ki quality ko behtar karna hamare liye lazmi hota hai jab tahham apni post ki quality ko behtar nhi kren ge aur acha knowledge share nahi karenge tab tak hame accha bonus nahi Milne wala hai agar hum post ki quantity ko badha ke jayenge aur quality pe focus nahi karenge to hum kabhi bhi accha bonus nahi le payenge isliye hame post ki quality ko better karna hamare liye must hai
        • #5 Collapse

          Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

          g bilkul sahi kaha hai hume asi post create karni chahye jo valueable hun dusrun ki help ho aur us main hum new thing share karni chahye hume asi post create karni chahye jis ki quality achi ho wohi bar bar same knowledge nahi share karain aur jo b post kaarain wo threads k mutabiq ho ye na ho thread main kuch aur ho aur ap kuch aur keh rahy hun is baat k b khyl rakhna chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

            Kisi bhi post ki quality ko acha bnane k liay k liay zarori hay k hum jo bhi post karain achi aur informative karain aur humaro thread ki quality bui achi honi chaiay is k satu sath hunari threads forex aur forum se related honi chaiay take humari post quality achi ho sake aur logon ko is se new bhi seekhne ko mil sake
            • #7 Collapse

              Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

              Dear wesay to har post achi hai lakin post mai word achay hun ashan hun jo samjh aa jain ktunk jo bhi post kerty hain most educated nahi hoty esliy asan word istmal krain air post quality wali ho jo pocha jay wohi batya jay aur post k mutlaq hi lakhain takay koi bhi read kernay wala mushkil main na aye aur agar kuch pochna ho to thread ach creat krain bay tuksy thread creat na krain es say forum main kuch dosto ko loss hota hai jab wo thread delet ker diya jaty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                G dear ap ki bt thik he kisi bhi post kry us me forex ke bary me informtion ho jis se dusry member lesson sekh saky our us informtion sy apni forex trade ko betr bna saky our humy is bat ka khyal rkna chaye ke jo mozo diya jay us k bary me informtion na ke ye ho ke ap mozu sy hat kr bt kry agr ap mozu se hat k bt krty he to dusry member ko is informtion koi lesson ni mily ga
                • #9 Collapse

                  Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                  Achi post ka maza tab he hay jab aap achi post asay kro kay jo thread ka title ho ussi ko base rakh kar aap achi post karo acha knowledge share karo apni post mei koi lesson milay proper knowledge ho aik achi post mei tabhi aap ko sahe faida bhi hota hay posting karnay ka so hamesha proper knowledge aap ko achi post mei denay sey aap achi post quality mei shumar karo gay apni post ko.
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                    Here's the quality of our content to make sure that the key to which we are interested in sharing the knowledge
                    We are not able to post any third post to the post office where the post office has been shared and has not been repeatedly considered to be the same as the new post. If we have any new information, then we will post the same information as the third party. If you have any questions, please contact us and we will send you the full number of messages and services that are not available at the same time.The quality of the post is that the person is responsible for the posting of any person and the information that is due to the quality of the subject is that the threads forex and the forum are related to the honey post quality. I'm sorry for my logon that's new for me
                    • #11 Collapse

                      Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                      hum js way se forex me acha earn krte han to hum ko ye sochana chahye ke kia hum jo kr rahe han as se hum ko koch fayda ho raha hye agr ho raha hye to wo kon sa aysa knowladge hye jo hum ne hasl keya hye js se hum ko ye fayda ho raha hye as knowladge ko agr hum as forum me post karan ge to as se ye ho ga ke logo ko bhe acha fayda mel jaye ga js se hum ko bhe acha fayda mele ga Thanks ke sorat me as leye hum ko chahye ke as me zayda se zayda new se new knowladge as me post karan as leye hum ko as me fayda mele ga hum ko ek jayse posting nahi krne chahye jo bar bar hote han new se new konwladge jo ho ga to os se hum ko acha bouns mele ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                        g haan bhai jaan ap ne sahi kha hai agar hamre posts main quality hai tu ham as main aik acha bonus hasil kar sake gee as liy ham ko chahiy hai ke ham as main posts ki miyar bana kar as maib posts kare tu ham ko acha bonus mle ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                          Aik achi post wo hoti hain jis k bare mein apko achi tarah se knowedge mil skae aur is mein thread k hisab se hi jawab dena chahye aur is mein apko apni threads k mutabiq hi kam karna chahye aur is mein apko ihtiyt se kam karna chahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                            Dear friend apny bilkul thek kaha hai jab ap forex trading me post kary toh post me apna experience or knowledge shear kary or apki post me forex trading ka question ka related he answers dena chahiya taka dusra parhny waly member ko faida ho sakhy me sab member ko yahe bolu ge ka jab ap post kary toh apna pora knowledge or experience shear kary wohi member ko bouns milta hai jin ki post ki quality achi hoti hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Acchi post mein kya quality honi chahiye

                              Kisi bhi post ki quality ka matlab us main mojood learners aue newbies kay liye knowledge hai achi quality means acha knowledge jab ap apni post main acha knowledge share krain gay to apki post quality achi hogi is se dusron ko faida hoga aur apko bonus bhi acha mily ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X