Forex mein gold ki movement

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein gold ki movement
    Dear members mere khayal mein ab gold ki movement bilmul bhi uncomtrolable ho sakti hai kyun kay gold nay bahut time kay baad ouper ko move kerna shru kya hai tou ab mere khayal mein yeh 1306 tak ja saktay hai ya iss sae bhi ouper iss lye ab iss mein buy ki trade laga ker earning ki ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein gold ki movement

    G han bilkul Gold ki market movement ko uncomfortable es ley samja jata hay key gold market me volatility ka factor other pairs se zeyda paya jata hay, jo key gold market ko bahot zeyda teez kar deta hay es waja se gold ki market ko koi be unexperienced traders nahi samaj sakta hay, musalsal gold ki market me trading ki practice karna zarori hay aur es key sath technical analysis se zeyda gold ko news key base par samjny ki koshish karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein gold ki movement

      Gee haan bhqi forex mein gold nay bahut lambi movement ki hai aur yeh dollar index kay neechay anay ki wajah sae hai aur jis tarah gold nay ouper tezzi sae move kya hai tou ab yeh 1300 ka barrier tou cross ker hi jaye ga aur next week mein iss ki movement bahut achi ho gi aur buy mein acha profit dae sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein gold ki movement

        g han bhai ap blk thik kh rhy ho gold ki market bht zyda time kae bad upr ja rhy ha ab is m buy ka factor lga kr earning ki ja skty ha but gold pr kam krna abi b riski ha q kae is ki movement ka pta lgana bht muski l kam ha kuch pta ni ha kae kab kya movement ho jae or hoty b bht tez ha tu los ake chances zyda ho jaty han
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein gold ki movement

          Forex main gold ki movement to pehlay bhi kisi kay control main nahi hoti hay. is liye yeah kehna kay gold ki movement control able nahi hay thek nahi. Gold nay apni move mukammal kerni hoti hay. ab us ki up move chal rahi hay jo us nay ker hi rehna hay. aur us kay bad may bhi kay mazeed down a jaye. is liye gold ko move ko sath sath predict kertay rehna chahye ta kay idea ho sakay.
           
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein gold ki movement

            Gold aik boht hi costly metal hay aur is main small trader ko kabi hi trading nahi kerna chahye. que kay gold main kam say kam lot ki value bhi kafi bari hoti hay aur gold ki lot ka sath sath us ki move bhi kafi bari hoti hay jo kay chotay accounts ko tinkon ki trah say ura ka sath ley jati hay. is liye is ki dangerous move say door rahen aur currency kay pairs main invest karen.
             
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein gold ki movement

              Forex main gold ki movement ajkal up ja rahi hay. que kay gold day by day up jata ja raha hay aur mazeed up jaye ga. ager is ko is level per buy kia jaye to yeah long term kay liye kafi profit dey sakta hay. lakin small trader ko gold ki trading say door rehna chahye aur koshish kerni chahye kay gold ki bajaye currency kay pair per trade kerna chahye is asy account safe ho jatay hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein gold ki movement

                Dear forex trading main Gold ka pair boht acha pair hai forex main gold ke moment boht tez hoti hai ager app gold ke markket ke moment ko samj jaty hain to app boht acha profit hasil kar sakty hai
                likn gold boht tez moment karta hai our es ke moment ko samjna b boht mushkil hai app ke choti se galti app ko boht bra loss b day sakti hai ku ky Gold jetni jaldi profit deta hai utni jald he loss b dy jata hai
                es liy gold ke markeet analyisess kiy bgair kabi b trade open na karin

                اب آن لائن

                Working...
                X