Forex trading mein depression

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein depression
    Kye bar aisa hota hai kay humain loss hota hai tou hum depress ho jatay hain uss waqt humain trading nahin kerni chahyea kyun kay uss waqt mind mein kuch bhi theek nahin chal raha hota jis ki wajah sae loss ho jata hai aur depress mind sae kabhi bhi trade na kerain chahyea aap kitnay hi expert kyun na hoon aap mind ko fresh rakhain tou trading achi ho gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein depression

    Forex mein trading kernay kay lye mind ka fresh hona bahut zaroori hai aur aap ki baat theek hai kay forex mein depress mind kay sath trading kerna bahut zayada khatarnak hai iss mein tou baray baray account wash ho jatay hain iss lye forex mein jo bhi kaam kerain soch samajh ker kerain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein depression

      G bhai ap ny achi bat ki hai trading me jb los hota hai tu preshani zaror hoti hai mgr zayada preshani sy ap depression me chaly jaty hen hame chahye k k zayada depress na len agr ap depression me hon gy tu sahe trading nai kar saken gy apka dimag kam chor dy ga esi chaker me ap los karen gy trading me los hota rehta hai hame depress nai hona chahye.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein depression

        Forex trading men depression bilkul bi ache cheez Ni hai Jo log depression men trading krny ki koshish krty Hain wo aksar profitable trading krny ki bjae apna loss kr bethty Hain kyun ky forex men mind jitna ziada fresh aur relax ho ga market ko AP utna he acha analyze kr saken GE aur apni trading ko successful bna saken GE is liye jab bi trading kren apny mind ko tension free rakhen kr kren.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein depression

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
          Kye bar aisa hota hai kay humain loss hota hai tou hum depress ho jatay hain uss waqt humain trading nahin kerni chahyea kyun kay uss waqt mind mein kuch bhi theek nahin chal raha hota jis ki wajah sae loss ho jata hai aur depress mind sae kabhi bhi trade na kerain chahyea aap kitnay hi expert kyun na hoon aap mind ko fresh rakhain tou trading achi ho gi
          Traders ko chahiye ke Kabhi be depressed mind ke sath trading Na Kare Hamesha tension free hokar aur relax hokar trading Kar Jab Wo fresh mind set reading Karenge to acchi trading kar Sakenge
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein depression

            g bilkul sahi kah rahy hain bahoot se logon main loss ko bardsht karny ki selahiyat nahi hoti hai jab b un ko loss hota hai to wo depression main chaly jaaty hain aur sath he aur trades open kar laity hain jo tension mian loss main chli jati haain is liye hamesha relax ho k fresh mind se soch samj k trade karain taa k loss se bach sakain aur successful trade karain.

            اب آن لائن

            Working...
            X