Trading strategy ko change kerna chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading strategy ko change kerna chahye?
    Trading ko kamyab trading kay liye apni trading strategy ko change kerna chahye? apni experience say bataen?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

    Agr Ap ko startey sa Ap learn Aur earn kr tu Phr tu change Ni krni agr Ap ko loss Ho GA hai tu Ap ko startey change krni chye hai q K Fx ki market statey change krna sa Bht kuj sekh ko milta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
      Trading ko kamyab trading kay liye apni trading strategy ko change kerna chahye? apni experience say bataen?
      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Se bilkul theek baat hai Jaise Jaise aap trading business Mein Badal Jate Hain aap ko apni strategies ko change karna Zaroori Hota Hai Kyunki Agar aapko ek hi Chatterjee ka kaam karte rahenge to aapko Itna Jyada nahi hoga isliye aapko chahiye kya 200 se pehle Ek new strategy Banaye aur uske metallic kam kare
      • #4 Collapse

        Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

        Dears trading stratgy ko chang kerna chahey agar market apna trend chang ker gai hai to ap bhi stratgy chang krain aur new trand k sath trade krain takay koi loss na ho waqat k sath har chedz chang ho jati hai plan bhi chang hona chahey takay behtar result lay sakayain aur success hasal krain trading main chart ko hi daikhain es say hi trade milay gi aur candle hi trade deti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

          G bhai es mein koi shak ni k trading strategy ko kuch time k bad zrur change krna chaye.wo es liye krna chaye k kuch time k bad market ki condition change ho jati ha wo hr wqt aik condition mein move ni krti tu us time jo hamaen qadam uthana hota ha wo ye ha k hm apni strategy ko change kr daen market condition k hisab se ta k hamaen market dhokha na de saky jb bhi ap daikhaen k meri kuch trades ragulerly loss mein ja rahi ha ap strategy ko zrur change krean
          • #6 Collapse

            Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

            G Han bilkul theek kaha ap nee jab AP ko ek trading strategy see ache earning ho jae to koshish kren k us k mutabiq bi trading kren lekin us k sath sath demo par practice kr k koi new strategies bi bnaen ta k AP mazeed ache earning gain kr saken aur apny knowledge ko update krty rahen kyun ky daily humen forex par kch na kch new learn krny ko milta hai Jo hmari trading ko successful bnane men hmari help krta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

              Agr hamara sahi trha se kam na ho raha ho to aaphr tb hamy apni stategy ko change krna chiya wasy nai krna chiya agr ham ko sahi profit hor aha ho to phr koi zarorat nai hoti hy k ham stategy ko change kry hamy phr wasy hi kam jrna chiya sahi trha sy our lalach nai jrna chiya agr loss my ja rahy ho to t chamge krni chiya
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

                Bilkul trading main loss ki sorat main strategy ko analyse krna chahe agr change krna maqsood ho to lazmi krni is k illawa market k behavior ko dekhte hoe bhi apni strategy change krni chahe is se loss ka andesha kam ho jae ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

                  agr ap ki trading sahi chal rahi hai apni strategy ko follow kar k aur profitable trading kar rahy to ap apni strategy ko nahi change kaarain liken agr ap ki strategy sahi nahi hai us ki waja se ap ko loss ho raha hai to ap apni strategy ko change karain is main addition karain aur apni strategies ko imporve karny ki kosish karain taa k successful ho sakain aur earning b increase kar sakain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

                    Dost ye to clear bat hai k jab apki ek stratrgy kaam nahin kar rahi to apni strategy ko change karna zyada behtar hai. Bajaye is k ap ek he strategy per kaam karty rahen aur apko profit ki bajaye loss hota rahay aur phir account wash ho jaye to ye bihat bari bewaqoofi ho gi. Hamen chahye k ek se zyada strategies per kaam karen.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading strategy ko change kerna chahye?

                      Agar apki is mein pahli stragety agar fail hain to apko is mein trading ki stragety apanai chahye aur is mein apko ihtiyt se kam karna chahe pher ja kar ap is mein earn kars akte hain apko dosri trading stargety apnani chahye aur is mein apko ijhtiyt se kam karna chahye apko is mein achi trading stragety apani chahye pher ja karf ap is mein earn kars akte hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X