Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay
    Dear fellow's may ye samajhtha Hoon ke agar thread delete honay say pehlay agar jis waqth hum thread post Kar rahay hothay hay agar ose waqth koi notification hamay Mila karay ke ye thread duplicate hay tho hamari mehnat zaaya nahe hogi aap logo ka Kia khyal hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

    g dear mn , apko btana chahta hn kih kih agr aap ki post duplicate hogi to to aap ko notification mil jaey ga kih ap ki posts duplicate hy jis sey aap us post ko delet kr sktey hn r aapki mehnt zaey bhi nai ho skti r aap ko aghahi bhi mil jaaati hy....
    • #3 Collapse

      Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

      Bro ap ki bat sy totally agree karta hon jb hum thread write karty hain to agar humain pta chal jaye keh is thread per topic open hai to hamara time bach sakta hai. jb hum time lga kar pora thread write karty hain aur post karty hain aur bad main hmara thread delete kar diya jata hai to hamara ime waste ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

        Bhai ap ki bt thk ha but itny log es forum pe kaam kr rahy hoty haen k un ki threads aur posts ko usi time manage krna mushkil hota ha software k lye.es lye wo bd mein chk kr k delete kr daity haen but agr ap koi thread start krny se phly forum mein diye gye search option pe likh k usy search kr laen tu ap k pass result aa jata ha agr is k related koi phly thread hoga tu wo ap ko show kra de ga agr ni ho ga to not found aa jye ga aur phr ap apna thread start kr sakty haen agr not found aye tu es trha ap ka koi bhi thread delete ni kiya jye ga
        • #5 Collapse

          Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

          Dear aap ny bikul theek baat ki ker hamain iss ka notification aa jay tou ham oos thread ko change bhi ker sakty hamain oor hamary doost Jo iss per reply daty main own ki mehnat bhi zaya Joni say Bach jay.
          • #6 Collapse

            Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

            Members ko har mumken koshish karni chaye key na to us key forum me key gaye posting work ka mehnat zaya ho aur na hi trading account me bonus asani se zaya ho, bonus key ley members ki mehnat ko nazar andaz nahi kia ja sakta hay es ley members ko trading ka bonus asani se zaya nahi karni chaye, posting es taraha se zaya ho sakti hay jab members achi posting ki performance nahi dety aur formalities ko hi pori karny ki koshish karty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

              G bilkul ap na theak bat ki ha forex forum ki trf sa koe aisa system hona chayay k jb hm thread creat kren to usi waqt us thread ko bnd krna chayay ta k hmem pta chal skay k yeh thread duplicate ho rhi ha aur hm isay rok den ta hmara time bhi zaya na ho aur dosray log jo reply post krtay hn unhen bhi preshani na ho
              • #8 Collapse

                Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

                G bilkul bhai jan ap nay shi kha kay aksar atnaye threat ho jataye hainbkay humain yad he ni rhata kay ye threat phlaye bhi sent kar diya hai ab banda atni mahnet kar kay threat banata hai aur wo bhi delete ho jata hai tu us ka koi faida tu na howa na waisaye aisa koi system hona chaye
                • #9 Collapse

                  Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

                  Pakistan forex forum mai thread ap ka es waqat delete ho gy jab ap ney thread ka reply thread key mutabique nahi detey. Tou phr ap ka thread delete ho sakta hai./ likan hum sub forum memebers ko koshish krna chahye k hum jo bhe threead post krey tou forum key rules key mutabique he post ho tou hum ko fada hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamari mehnat zaya nahe hone chaheiay

                    ji haan bilkul bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai Hame apni mehnaat zayaa nahi karna chahiye Kyunki Hum Pehle Itna minute Karke is manzil Tak pahunche Hainuska Hame Fida to zaroor Milna chahiye thanks

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X