Do you trade with weekly target?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2236 Collapse

    agar hum weekly target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh es business main theak say focus karen kyun keh sahi say focus karnay main he faida hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2237 Collapse

      is main kam karny k liye hamain apna target pora karna ho ga tab hi hum sucess hhon gay aur is main plane kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur experience hasil kar k hi hum sucess hon gay ta k earn ho
      • #2238 Collapse

        market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main anlyse kar k hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay aur earn ho saky gi it is best
        • #2239 Collapse

          main koi weekly target set anhen karta kiun ke agar apne ek target set kar liya to phir jab ap wo achive nahen kar sakey to ap ghalt trade dal dain gay usko hasil karne keiye. hamen chahey key hum safe zone main trade karen chahey profit kam hi kiun na ho behrhall wo lose se to acha hai
          • #2240 Collapse

            hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur hamain apny target par hi focus kar k hi hum achi trade karein gay aur market main planing kar k hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karein gay ta k loss kam ho
            • #2241 Collapse

              Main trade ka target daily base par karta hon aur muje kafi is ka faida howa hai koun ke agr ap daily ko km sa target set kar lety hein tu aik tu ap ka time aur mind zayda busy nai hota aur ap apni masrofiat ko bhi ba asani time se paty hein aur ap ko zayda risk bhi leny ki zarorat nai parti aur ap km waqat main apna maqsad hl kar lety hein
              • #2242 Collapse

                mairy khayal main target set krain ya na krain koi faraq ni padta keon ke jub ap ko market ki samajh ay to ap ko trade lagany chay jub bh asha profit ki samajh ay to banana chay
                Signature removed by moderator
                • #2243 Collapse

                  market Mein Jab Bhi Aapka kaam karne ka Irada banta hai ispe Barkatpura Pico par hoti hai is weak may have kabhi bhi kisi bhi time in trailer Kakkar market Mein Apne level increase kar sakte hain
                  • #2244 Collapse

                    market main trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur week main trade karny k liye bi is k bary main experience hasil krana ho ga tab hi hum run karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay
                    • #2245 Collapse

                      hamain market main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay
                      • #2246 Collapse

                        agar hum target set kar kay trading karen gay to hum market main safe trading kar sakty hay humay chahiey keh esmain ziada kay lalach main na pary kyun keh agar hum esmain ziada lalcah karen gay to he hum market main theak say time dain gay tb he hum achi earning kar sakty hay
                        • #2247 Collapse

                          aik target ko set kar kay market main kam karna ho ga jis i help say humain market main kam karna best ho sakta hay kun kay jab b hum kam karty hain to is main leraning karny say hi kuch earning mil sakti hay demo ko use karna ho ga ta kay market ko handle karna humary liye best ho sakay hard work kar kay achy say kam karna ho ga
                          • #2248 Collapse

                            Forex trading Mein jab kaam karte ho Tu Mera target hota hai daily basis for men daily basis for Apne target koshish karne ki koshish karti ho aur usme kaam Karti Hoon weekly target Mere Liye bahut zyada long-term ho jata hai mere paas Itna Jyada balance nahi hota complete Karke usme kaam karo mere paas Itna Jyada balance nahi hota isliye main daily basis kar Apne target ko set Karke on koshish karne ki koshish Karti Hoon
                            • #2249 Collapse

                              agar hum aik target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay so humay chahiey keh es business main theak say focus karen kyun keh sahi say focus karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay jab esmain money management karen gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2250 Collapse

                                yeah while doing trading we must set our target and weekly target is must set before trading and we can also set daily or monthly target in my suggestion weekly target is best because from this we can earn big profit.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X